Forex trading main Eid ki Chutti hoti hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    chalo mujhy ye to pata chala k forex ki market main chutii bhi hoti hy saturday or sunday ki eska ik faida ye bhi howa k humen comments sy bhi buhat si maloomat hojati hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      G nahi forex Trdaing mein eid ki koi chutti nahi hoti chutti sirf Sunday or Saturday ko hoti hai baqi sub din kaam karna parta hai......
      • #33 Collapse

        G nahi mere bhai forex ki apni timing hai aur is mein koi holiday nahi hota aur eid k chutti bhi nahi hoti per ye aap ki apni marzi hai k aap kaam karte hai ya nahi kiyo k forex kisi ko bound nahi karta k kaam zaror karna hai ye to aap per depend karta hai agr aap kaam kare ge to earn kare ge agr nahi kare ge to aap ko earning nahi ho gi.
        • #34 Collapse

          forex aik esa business hai jo k har koi kr sakta hai is ki koi restriction ni hai ager ap k pass knowledge hai to ap dosron k sath share b kr sakty hain
          • #35 Collapse

            nahi forexmarket mein eid ki chutti to nahi hoti hai eid k din bhi forex market open hi rehti hai, forex market sirf weekends mein close hoti hai, haan agar eid weekends mein aajay eto phr forex market close hoti hai phr.
            • #36 Collapse

              Janab Forex Trading apki gali mohalle ki dukan nahi hai jo eid pe band ho .this is an internationl market it only worked on monday to friday .
              • #37 Collapse

                jee nai bhai forex eid ki chuti q lega mana k eid par sari market off hoti hoge magar forex tradde ak asa business he jo kbi kisi din ki chuti lena nai chahe ga r forex ko ac har br ki tarha open hi rakhe ga:)
                • #38 Collapse

                  nae bhai shyd nae hoti aur hum tou bs post krtey tou hum apna tym wagaira sb manage krletay hai lekn shyd shyd tradder jo hai ousko thori problem lkn post krney walo koi nae hoti bhae
                  • #39 Collapse

                    Bahi main khud b aik new user hon aur meri yeh pehli eid ho ge forex kay sath as liye main khuch confirm nae keh sakta kay chuti hai ya nae hai magar itna zaror hai kay Eid tou muslims ki hoti hai aur yeh tou pori duniya main hai as liye shayed na ho chuti phir b aap confirm kar lain.
                    • #40 Collapse

                      nahin bhai forex trading business main haftay main 2 chutiyaan hoti hain is kay ilawa chutti nahin hoti hai eid kay din bhi market open rehti hai aur app eid kay din bhi trading kar saktay ho yahan saturday aur sunday he holiday hota hai.
                      • #41 Collapse

                        mery bhai men forex trading business me new enter hua hoon men ny forex trading business ko abhi join kia hy or forex trading busienss pr trade karty huy men ny koi eid nahi guzari is liy mujhy nahi pata ky eid waly din chuti hoti hy ya nahi mery bhai aghr chuti nahi hoti to men eid waly din chuti manao ga q ky har waqt kam kar na thek nahi enjoy bhi karna chahiy
                        • #42 Collapse

                          ge nhe forex ke market eid ke din be close nhe hot yhen eid ke din be open hote hein hum eid ke din be tarding karn senkte forex ke market ke sife 2 din ke liyen band hote hein saturday or sunday.
                          • #43 Collapse

                            dear i'm new in forex trading or mujhe nhe pata ke eid ki din chuti hoti hai ya ager eid Saturday ya Sunday ko tu phir chuti ho gye
                            • #44 Collapse

                              nahi meray bhai ye kaam pakistani wakt or events k mutaabik nahi chalta ye aik international kaam hai or jis din yahan eid hoti hai wahan par working day hota hai so wahan chuti nahi hoti or trading bhi jari rehti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                mery dost forex trading mein eid ya koi aur chtti nai hoti hy ess mein sirf saturday and sunday ki chutti hoti hy ess k ilawa koi chutti nai hoti hy aur agr eid saturday ay sunday waly din ho to phr chutti count ki ja skti hy q k yeh aik international market hy aur kisi bi mulk ki local chutti ess market per effect nai krti hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X