Forex trading main Eid ki Chutti hoti hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading aik international business hay iss main eid ki chuti nai hoti kiun k ye pakistan ki country business nai hai lakin ye jis country ka business un ka koi event hota hai tu chuti hoti hai like 25 dec.wasay yah weel main 2 days satureday or sunday ko off hoti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Bhai jan Forex trading business man just Saturday or Sunday ki leave hoti han us k ilava yeh market 24 hours available hoti han yeh Eid waly Din bi off nai hoti or koi bi dosri Vacation's pr bi yeh off nai hoti yeh har time open rahti han ham jab chahay yahan pr working krskty han or earning krskty han.
      • #18 Collapse

        ji nahi forex trading eid ke din band nahi hota hai kyuki eid sirf hamara hi fastival hai is liye forex eid ke din nahi band hota hai forex to sirf saturday sunday aur new year ke din hi close hota hai is liye aur koi bhi bada fastival kyuna ho par forex trading band hi nahi hota hai is liye hum eid ke din bhi earning kar sajjte hai
        • #19 Collapse

          walekum assalam, eid sirf hum musalmano ka lia ha har koi celebrate nahi karta or business ma koi eid or saturday sunday nahi hota ha. or yea kam sirf pakistan ma nai hota ha is lia koi chutti nahi hoti
          • #20 Collapse

            assalamu alikum dekhein mere bahi forex market keek mein sirf do din band rehti hain saturday or sunday,or forex market eid ka din open hoti hain to agar aap chayein to aap eid ka din bhi trading kar saktay hain or profit earn kar skatey hain..so its depend upon you brother.
            • #21 Collapse

              i dnt know about this bro this will be known when eid comes up..then uwill hve ur answer
              • #22 Collapse

                Eid is the festival of the Muslims not an international festival and its an international business and in this business all type of people are involved so there is no holiday on Eid except Saturday and Sunday is only holiday.
                • #23 Collapse

                  mara kahyal ma forex trader ko eid ki choti ni hoti ku ka ya demo trading ha aur is kisi tym bi kar sahkta hain jab farig waqt mila mager real trading ma eid ki chuti hoti ha ma abhi new ho ma umeed karta ho mana sahyi kaha ho ga
                  • #24 Collapse

                    nai dear eid ho ya shabrt ho forex men chuti nai hoti aap jis din chaho kam kro han albtta agar aap eid k din kam na krna chahot to os sy bhi koe farq nai prta ku ka being Muslim ham eid k din apny kamkaj sy aksar chuti hi krty hen or apny doston k sath eid ki kushyan bantny kyley on ko time dety hen. don't worry agar aap eid k din chuti krna chaho to lekn forex men koe chuti nai hy.
                    • #25 Collapse

                      nahi janab forex main eid ki koi chuti nahi hoti forex market only saturday or sunday ko hi off hota hai baqi sab din open rajta hai a chahiye wo Eid ka hi din kun a ho or wasay bhi kaman to her time jari rahat hai na to phir chuti kaisi...
                      • #26 Collapse

                        itne ache mokey per chutti nhi milti but hamare liye asani he qk ham posting krte hn or ham apna target manage kerskte hn traders ko thori problem hoskti he
                        • #27 Collapse

                          jasy k apa ko pta hy super power is wkt amrica hy to jab usy kisi din chuti hoti hy tab markeet close hoti hy eid vgyra py markeet close nai hoti bl k working day hoty hian
                          • #28 Collapse

                            dkhen bhai .. forex kyun k aik international business hain jo different countries me survive kar raha hain aur ye mainly european countries k under hain tou yahan Christmas ki chutti hoti hain .. eid ki nahi hoti hain .. chuti sirf do din hoti hain yani sat and sun ko hoti hain..
                            • #29 Collapse

                              open 5 days in a week its depends upon the world economy not only for pakistan that is why in forex no one holiday can close this market except weekends.mjy forex trading business ko kartye howa kafi time ho gya hai yahan pa eid ki chuti nai hoti kiun k ye pakistan ki country business nai hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear forx aik aisa business hai jis py ap kisi b din kam kar sakty ho. ye business sirf saturday and sunday ko band hota hai. eid ki chuti is py nahi hoti. ap is py eid k din b kam kar sakty ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X