Forex trading main Eid ki Chutti hoti hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    humain is main koi chutti nai oti hay agr humain trade main success hasil kari hay to humain learning kar kay kam karna ho ga magr humain practice kar kay hard work kar kay practice kar kay kam karna ho ga
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Ji nahi forex trading main eid ki chhtti nahi hoti aur forex main sirf saturday aur sunday hi off hoti hain. Aap eid key dinon main bhi kam kar saktey hain aur ghar pr hotey hoi is business sey faida utha saktey hain chhutti ko enjoy kar saktey hain. Lekan hamain eid key dinon main trading ko chhor kr apni family ko time dena chaheye.
      • #153 Collapse

        No dear forex main EID ki koi chotti nahe hoti hy koin k forex normal routine main chalti hy haan ager EID weeknd pay aa jaey to pher us ki leave ho ge other wise forex market open rheti hy
        • #154 Collapse

          is main saturday or sunday ko chutti hhoti hay agr humain kam karna hay too humain learning kar kay achy say ana ho ga humain is main baki dino mainn kam karna ho ga k earning ho
          • #155 Collapse

            no dear forex men eid ki chuti nahi hoti hai ap economic calander se chaek ekr sakty hein k kis din eid ki chuti hoti hai or kis din nahi , ap ko sari infoi mil jeay gi
            Success is the Best Revenge
            • #156 Collapse

              g nahi dear forex market me eid ki koi chutti nahi hoti hay eid k din market open hoti hay or ham es din trading kar sakty hey market chrism's k din hi off hoti hay
              • #157 Collapse

                Nahe bhae forex main Eid ki koi choti nahe hoti hai ager to eid weeknd pay aa jaey to pher to market close he hoti hai to choti ban jati hai wesay nahe hoti hai
                • #158 Collapse

                  Forex trading ak international business hai. forex business ak week mai srif 2 din close hoti hai. es lye ap forex market mai regular 5 dins kam krtay hai aur 2 dins rest krtay hai.
                  • #159 Collapse

                    Gee nehi koi special eid ki chuti nehi hoti kyun ky eid tou sirf Muslims ki hoti hai aur forex market for whole world hai just ham khud apni eid ki chuti manage ker sakty hain forex market tou open hi rehti hai but agar eid Saturday or Sunday ko ho tou same days main tou market closed hi hoti hai
                    • #160 Collapse

                      Mere khayal main to forex main eid ki chutti nahi hoti q k yr aik international business hai or ye pori dunya main hota hai
                       
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #161 Collapse

                        forex trading mein hume iss cheez ka khiyaal rkhna chahiey k eid k dino mein hum n kabhi bhi trade nahi lagani chahy kuch bhi hu jay aur waisy tu sub market mein chuti hi huti hai lakin ager na hu tu hum n trade nahi lagani
                        • #162 Collapse

                          g han q k us din bhe shayad hoti ho lekin abhi tk mein ny eid py forex trading ki nahi mein abhi forex mein new houn or ye best question ha or i think senior members is ka acha reply kr sakeen
                          • #163 Collapse

                            forex puri duniya ka karobar hain yaha eid ki chotiya nhe hoti hian yaha ye english log ye karobar chala rahy hain or mere khayal say 25 date ko holiday and new year pay holyday hoti hain is elawa aaap trading 5 days week and 24 gante kar skte hain hum kisi b time trading kar kste hain bas hum ko need han bouns ki without invesst ki hum trading kar skte hian monday to friday kisi b time aaap trading akre 2 din holiday hain merkat band hoti hain
                            • #164 Collapse

                              Mere khayal main forex trading main eud ki chutti nahi hoti q k ye aik international business hai or is main muslims sy zuada dosry log hoty hain
                               
                              FRD 07 TRADING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                zahir ci bat hai sab log eid par chuti karty hain so hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi aur is main hum kisi bi waqt majboori main chutti kar skaty hain so hamain is main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k hi hum run karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X