Forex Trading ma khud pr bhrosa na krna he sb sy bra loss hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading ma khud pr bhrosa na krna he sb sy bra loss hy
    Dosto forex trading py jo trader apny knowledge or experience py bhrosa ni krty hy or drty hy trade lgany sy Kiun k un ko apni strategy py yaqeen ni to aisy trader loss he uthaty hy es ly jo trader khud py he bhrosa ni krty hy to yhe bra loss hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course Forex trading Main Apne Upar Bharosa Na Karna sabse bada hota hai aap ko pata hona chahiye Ke Jab Hum forex market me trading Karte Hain.
    Toh Hame Apne analysis Ke Rakhna chahiye.
    2nd main aap ko pata hona chahiye ki Jab Hum forex market Mein trading Karte Hain tu agar koi strategic motorbike entry point ban raha ho to Hame losses se pareshan nahi hona chahiye Hame small volume of lot ke money management se calculate load open kar lena chahiye aur Kam Karne Ki Zaroorat Nahi honi chahiye..
    • #3 Collapse

      Yeh bilkul Forex form mein chatting karte waqt Apne upar Bharosa Na Karna sab sy Bra loss ha mere paas experience on Knowledge ke bawjud trading karne se darte ho toh phir Hameloss Hota Hai Jab Khud Pe Bharosa na
      • #4 Collapse

        Dear ap ki bat teek ha kay pak forex ma sab say badi jez ap. Ka barosa ha ap ko apnay ap pay barosay hona jahi ya ager ap kahtay hankay ap ko apnay oper barosa na hi ha to ap kabi bi success nahi hasel kar saktay ap apnay oper barosa karay to ap pori duniya ko fata kar saktay ha ager ap ko yakin ho kay ap ya kar saktay ha to
        • #5 Collapse

          Asslam o alaikom ap ne bohat ho achi bat share ki jaisa ke hum sab jatnay hai ke pakistan insta forex bohat hi risky business hai is liye trading ko start karnay se pehlay apnay oper etmad hona bohat zarori hai jab ap khod par bharosa rakh ke trading karay gay to ap ko In Shah Allah profit hi ho ga lekin jab tak ap ko khod per apnay kam per etmad nahi ho ga ap kabi kamiyab nahi ho saktay
          • #6 Collapse

            aslam o alikum bhai jaan apny bilkul sahi kaha ky trading karty wakat agar ap apny ap per bharhosa nhi karo gy to ap ko loss hog our loss ki wajah sy ap ka kafi nuksan bi hoga jis ki wajah sy ap ko trading karny mein mazanhi aay ga , mary khyal sy jab ap trading karty eakat pora confidanc ky sath karni chahiya taky hamari trad loss men na jaiy our hamy profit bi mely
            • #7 Collapse

              HD yaar aap ki baat bilkul theek hai ke forex market Mein Jab Hum Bharosa nahi karte toh Surat Mein Hame Apne insta Forex bonus counter losses ka Samna karna padta hai.
              Aap ko apni trading strategy ke upar Bharosa karna chahiye is tarike se aapko practice Soni aur aapka skill level improve Hoga aap ko pata hona chahiye kya aapko long term trading ke baare mein sochna chahiye.
              Saturday aap ko apni entry. Ke upar tab bhi Yakeen Hoga Jab aap lot size small volume of lot size choose Karenge aur aap daily basis ke upar apna a target select Karenge..
              • #8 Collapse

                Kisi bhi business hoo ya job hoo jab tak app ko sahi se self confidence nahi hoota hay to ap us business ya job mai success full nahi hoo saktay hain trading aik real business hay aur yahan unlimited earnings hain mgr learning aur knowledge must hay to yahan apko confident hoona parta hay
                • #9 Collapse

                  forex treading m jb hm khud py bhrosa nhi krty r cnfiuson ki wja sy tread sai order nhi kr sakty tu hmy loss hi hota hy es liy hmy treding apny experions r knoliged py confidons rakh k tread order Karen tb hi hm loss sy buch k profit hasil kr saken gy.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading ek aisa business hai jis pe aap ko at least khud pe aitmaad hona lazmi hai warna aap kabhi bhi trading nhi kr paaoge kyun ke jab aap ko apne khud pe hi bharosa nhi hoga to aap ko confusion hogi ke iss trading field mein aapko faida hoga ya nuksaan hoga iss lye trading mein ap ko apne aap bharosa aitmaad and aap ko confident bulkul laazmi hai tab hi ap ko trading ki samjh bnegi kujh had tak and skills hasil honge jo ap ko trading krne mein help krega.
                    • #11 Collapse

                      g han sir ap jesa sochen ge ap wesa hi ho jaye ge is the famous old saying per is ko such karne ke liye khud pe yaqeen hona zrori hai is main ap ko ager ap ko khud pe yaqeen nai hai ap is main ache nai ho sakte ager ap ko khud pe yaqeen hai tou ap kuch bhi kar sakte hain even in trading or i daily life.
                      • #12 Collapse

                        ap ny theek kaha , forex main self confidence is a main key to sucess , but apny per bhrosa hum tn e kr skty hain jub hmary pass enough knowlege ho ager hmary pas knowldge kam ho ga tou hum trade krty huy drain gy or is der sy loss krwa bethy gy, but ager hmra knowldge zayda ho ga tou hum unta e confident ho kr trade krain gy jis sy profit hoga
                        • #13 Collapse

                          han ye bat to cnfirm hai ka hamain agar apnay hi kam pa bhrosa nai to kesy apna goal achieve krain ga hamain apna jo kam kr rahay hain us pa agar mehnat ki hai to phr vhrosa krna chahue.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading ma khud pr bhrosa na krna he sb sy bra loss hy

                            forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky kud py bhrosa kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hamy is mai weekly target bana ky kam karna chahey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Trading ma khud pr bhrosa na krna he sb sy bra loss hy

                              Forex trading business mein hum ko khud par barosa karna cahaiye aur khud par barosa hum tab hi kar saktay han jab forex trading business ki learning knewledge aur experience acha ho ga js se hum Koi achi strategy bana kar achi trading kar saktay han aur khud par barosa kar saktay han

                              اب آن لائن

                              avatar Ayeza
                              avatar Ayn
                              avatar Sno
                              Working...
                              X