Overconfidence is bad or good in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overconfidence is bad or good in forex
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai jis sa ham bahut kuch earn kr sakta han laikin us ka lya hamain hardwork ke zrorat hoti hai overconfidence kise bhe business main ho ya hamsha lose data hai hamain forex trading main overconfidence ko avoid krna chaya agr ham profit earn krna chahta han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jesy greed forex trading k liay aik dushman hai trader ka same asi trah overconfidence bhe trader k liay aik bahut bara dushman hai trader k liay koi bhe trader overconfidence sy forex market mn kamyab ni ho sukta forex mn kamyab honey k liay market ka knowledge, experience, market analysis, trend aor confedence zaruri hai lakin overconfidence sy kbi bhe trade kren
    • #3 Collapse

      loss honay ki jo bohat main wajuhaat hain unn mei barri wajah aik overconfidence bhi hota ha hamesha jab bhi profit ho ap ko be confident hona chaiye k ap ki trade best analysis ap ki best menat k mutabaik thi then profit gain keya but
      ap ko kabhi bhi crazy nahe hojana chaiye confidence ko aik kisam ka loose kar dena hota ha over confident ho kar kabi b trading na karain...
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
        Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai jis sa ham bahut kuch earn kr sakta han laikin us ka lya hamain hardwork ke zrorat hoti hai overconfidence kise bhe business main ho ya hamsha lose data hai hamain forex trading main overconfidence ko avoid krna chaya agr ham profit earn krna chahta han
        Dear confidence is good but over confedenc is bad for us q k jab ham over confedenc se kaam lrte hain to ham acha kaam nhi kr pate hain, forex itna aasan buisness nhi hai k ham isse serious na len hamen forex men seriously kaam krna parta hai
        Agar ham over confedenc se trading kren ge to ham loose ho jawn ge isliye hamen confedenc aur analysis se work krna hi behtar hota hai
        • #5 Collapse

          dear yes overconfidence har kisam kay business me loss deta ha dear jub ap over confidence hotay hain to ap phr rules ko ignore kartay hain jis se ap ka market me analysis strong nehi hota ha or kuch khamyan reh jati hain jis se ap ki trades loss me b chali jati ha or overconfidence se buchnay kay liey rules ko follow karay
          • #6 Collapse

            forex trading mien ager kio cheez hamari kam ati hai to wo hai hamara confidence ager forex mien kio new trader aya hai or us ny es mien aa ker earnig ki hai to khud ko expert samjh leta hai or es k andar over confidence aa jata hai jis ki waja sy pher sy trade open kerta hai or es ko es mein loss hony k bhut zayada chances hoty hien or wo had sy bee zayada apna loss ker leta hai hatta k us ka account wash bee ho jata hai es lye es mien over confidence belkul bee na hona chhaye or es mien aa ker mehnat ker k earning kerny per believe kerna chahye.
            • #7 Collapse

              I think overconfident kill forex trading kuen ky over confident say yahan kuch ni melay ga uski waja ye hy kah trading my aksar log trade karty waqt unko tora sa be profit mel jye wo aur order be lagaty hy kah profit double ho jye ga lekin bad may wahe galti ke waja say wo sab loss may chala jata hy.
              • #8 Collapse

                Dear friends, forex trading main overconfidence hamesha loss ka sabab banta hay and even kah account bhi wash ho sakta hay....q kah jab ap khud ko expert samjhtay hain aur yah kehtay hain k ap ki trade say loss aa hi nai sakta to ap stop loss use nai kartay aur es ki waja trade loss main jati hay to account wash ho jata hay.
                • #9 Collapse

                  G bhai apki bat sahe hai agr hm over confidence hun gy to hmy faida ni ho ga apko chaiy k learn kry business ko smjhy or phr kam kry to acha profit hasil ho skta hai
                  • #10 Collapse

                    Jiha Forex trading Mai overconfidence Hamare liye bahut Bura ho sakta hai Forex trading main aapne Kabhi aur confidence Soch kar apna order nahi Lagana aur nahi Kabhi overconfidence hokar Apna order close karna hai Forex trading Mai bahut Soch kar kaam karna Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Overconfidence is bad or good in forex

                      agar hum overconfidence ho kar trade karen gay to es trha humari trading theak nahi ho sakti aur humay chahiye keh ziada shokhi kay chakar main na pary balkeh forex trading ko achi trha learn karen aur seekh kar esmain kam karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay es business main
                      • #12 Collapse

                        Re: Overconfidence is bad or good in forex

                        hanji bhai ap saikah rahy hain kay hamen over confidence say hamesah loss hi hota ha over confident hona achi baat nahi ye jald bazi karwata hai or jaldi main kiya hoa kam khrab hi hota hai is lea hamen apny is tra kay problms ko remove karna cahea or hamesah aik safe trading karni chaea jis main hamen kam profit ho laikn ham loss say bach sakty hain forx main itni mehnat kar kay risks par nahi cahlna chaea
                        • #13 Collapse

                          Re: Overconfidence is bad or good in forex

                          Dear ap ke bat bilkul theak hain hame over confidence nahi hona chahiye or jab b trading kary to phir confidence sy kary but over confidence ho kar na kary to phir hame loss he ho ga es liye jitna ho saky utna he over confidence sy bachay or kun mehnet kary to Phir he ap acha profit earn kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Overconfidence is bad or good in forex

                            Ap bilkul baja farma rahay hain, overconfidence waqae achi quality nai hai kisi b banday ki personality main agar overconfidance ho to wo kamyab nai hota, qismat say kabhi kabhi kamyabi mil b jati hai lekin zyada tar nakami he hoti hai, same forex trading main b over confidance banda shaied kabi kabi profit b kama jae lekin zyada lose main he jae ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Overconfidence is bad or good in forex

                              Overconfidence emotions ki aik negative category hey. Isko apny control main rekhna chaey. Jo bhi trader kisi pair key bary main overconident ho jata hey woh analysis kerna stop ker deta keon keh usko surety hoti hey keh apni thinking per. Trading main her waqt analysis ki zarorat perti rehti hey is leay trading confidence se kerain per overconfident na hon.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X