trading indicator ki madad se trade lena...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading indicator ki madad se trade lena...
    indicators jo hai price pe chalte hai agar indicators price ko chalate to indicator sab se zyada best hote is lye hame indicators se zyada jo trend seekhne k ye zarori hai trend lines support and resistance chart pattern and candlestic pattern in sab chizon par deekhne ka time lagana jchahye taa k har din amara aage bharta jae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mwaleed786 پيغام ديکھيے
    indicators jo hai price pe chalte hai agar indicators price ko chalate to indicator sab se zyada best hote is lye hame indicators se zyada jo trend seekhne k ye zarori hai trend lines support and resistance chart pattern and candlestic pattern in sab chizon par deekhne ka time lagana jchahye taa k har din amara aage bharta jae
    Dear brother jahan tak main smajhta ho9n to hamen trading men analysis krna bahot zaruri hai agar ham support and resistance ko analys kr len aur trend line ka use krna hamen aa jay tonham kafi had tak trading men apna experience acha bna sakte hain
    But agar ham indicators pe depends rhen ge ya ham indicators pe trust krte hiye trading kren ge to ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain isliye hamen indicators k bajay khid se analysis krne ki koshish krni chahiye tak ham kamyab ho saken aur apne aap ko as professional trader bna saken
    • #3 Collapse

      Dear trading indicator hamaray lia bhot asaaniya peda kertay hay aor hum insay fiada bhi utha tay hay laiken mera kheyal hay kay humay indicator ki bajaye analysis kernay chayi aor analysis ki basd per trading kerni chayi kiun news hamesha indicator ko beat ker deti hay is lia humay indecator per itna inhesaar nhi kerna chayi kiun forex trading best hunay kay saat saat risky bhi bhot hay tu is lia ihteyat bhi bhot zarori hay.
      • #4 Collapse

        Dear indicators par depend karna some time to profit de sakta hay magar regular indicators par depend karna be mistake me ata hay, 10% hi indicators par depend kar key trading karni chaye jab key 90% fundamental analysis key base par hamy trades open karny chaye.
        • #5 Collapse

          G han bhai hamen indicator sy ziada market trend k mutabiq trade krni chahy q k ager inductor he marekt ko run krty tu ziada achy result dy sukty lakin indicator sirf marekt ki present moment ko sirf show kr rahy hoty hain as liay marekt trend ko seekhen aor smjh k trade krny ka experience hasil kren
          • #6 Collapse

            indicators best hotay hain ap ki baat theek ha magar aik indicator pe depend hojana tou possible he nahe ha trade mei indicator madad kartay hain but sab se strong cheez candle sticks aur ap ka trend hota ha jitna best time frame ka hoga utna best hoga
            lakin ap kabhi bhi fully aik indicator pe apni trades ko mukhtas nahe kar saktey ap ko strategy base trade karna hoti ha success k lye...
            • #7 Collapse

              g han bahi jna trading my indicators bo0het inportant hn jinn ki maddad sy humy is my kamyab ho sakty hn q k agr hum is ki help sy trade krty hn to wo trade humary liay bohet he profit able sabit ho sakti hn.or agr hum koi trade without indicator krty hn to humy us my loss b hoo salta hy.lkn hum is ko tb he use kr sakty hn jb humy is ka thek sy use krna ata hoi ga.other wise no no no no no no
              • #8 Collapse

                Re: trading indicator ki madad se trade lena...

                forex trading main indicators ki help say he hum trading karty hay agar hum theak say indicators ki setting karen gay to he en say acha result lay sakty hay aur es trha achi trading bhi tab he kar sakty hay indicators kay use say market kay bary main humay achi guidline mil jati hay jo keh humari trade kay liey achi hoti hay
                • #9 Collapse

                  Re: trading indicator ki madad se trade lena...

                  market main hum jab kam karty hain to is main indicators ki help lay kar kay hi kam karna hota hay ta kay market ko face karna humary liye asan ho sakay is main active ho kar achy say kam karna ho ga kun kay akyly indicators say hi help lyna or kam karna best nai is kay ilawa humain planing kar kay or practice kar kay kam karna ho ga jis ki help say loss km ho sakta hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: trading indicator ki madad se trade lena...

                    Trading indicator buhat Kamal ki cheez Hain agar AP us ko theek see use karain us pe practice karain jaise moving average buhat acha indicator hai lekin is pe loss bhi buhat karte Hain sirf practice ka farq hai
                    • #11 Collapse

                      Re: trading indicator ki madad se trade lena...

                      g han bhai ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se garee krta hun forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain apni trading main indicators ko achi trha se set krna chahye q k forex main boht se indicators hain jin se hum apni tradng ko profiatble bna skty hain or forex main jo indicators use hota hai wo rsi hai es main hum achi trading kar skty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: trading indicator ki madad se trade lena...

                        forex aik online business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy market ko achy sy samaj kar is main up or down ko dekh kar is main profitable indecator ko use karty howy is main kam karna chahey pher hi ham is main successful ho sakty hain ham is main 24 gantho main kisi be waqt kam kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X