Kia kisi pair main trade open kerny ky bahd her waqat us per nazar honi chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia kisi pair main trade open kerny ky bahd her waqat us per nazar honi chahiay
    Agar ap kisi bhi pair main trade open ker ky us main stop loss aur take profit select ker dety hain tab her waqat open trade ko observe kerny per mistake ho sakti hai aur mistake hamesha loss deti hai so trade open kerny ky bahd bahot time ky bahd thori dair ky liay sirf trade check ker leni chahiay ky close hui ky nehi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee haan brother aapne bilkul theek kaha hai jab hum trade open kar lete hain aur SL aur TP lagate hain to uske bawajood hum baar baar usko dekhte hain tu hona ye chahiye ke hum aise trade ko bar bar na dekhe sirf ye dekhne ke liye kay change hua ya nahi to is surat mein hum din mein ek baar dekhne otherwise nahi dekhna chahiye aur befikar ho jana chahiye..
    THKS
    • #3 Collapse

      Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoin k instaforex trading main trade open karna sa phalay markit ka analysis karna pharta hay analysis k bad aap trade open karty hain aur stop lose aur take profit set kartay hain iss bad bar bar trade ko nahi dakhna chaya aap ko apna analysis per yaqeen hona chaya aur trade k tp yasl hit karna ka wait karna chaya aur bar bar trade na dakhan kyun k iss sa aap emotional ho kar kohi galti kar saktay hain
      • #4 Collapse

        g han bilkul sai kaha ap ne trade lagane k baad proper mmoneymangment o r risk reward ka ratio rakhne k baad hame trade ko bar bar nh dekhna chahye ek to bar bar dekhne ki waja se ghabrahat hoti hai dosra dekhne ki waja se ham apna stop loss ortake profit ko cherte rehte hai waj se hamari trade zyada tar loss me hi jaati hai
        • #5 Collapse

          Dear friends, jab ap kisi pair par trade open kartay ho to phr us ki movement par nazar rakhna lazmi hota hay q kah market kabhi bhi kisi side par move kar sakti hay han agar ap stop loss aur take profit use kartay ho to phr ap ka har wakt update rehna lazmi nai hota q kah ap ki trades automatic hi close ho jati hain.
          • #6 Collapse

            Dear ham jes pair me be trade open karty hey to market ki movement par hamari nazar honi chaye, es ki main waja ye hay key gold, crude oil, silver jesy pairs ki market me big movement ka khatra hota hay es waja se agar market trend par nazar na raki jaye aur market ko time to time analysis na kia jaye to hamary open key howy trade me big loss ho sakta hay.
            • #7 Collapse

              G han bhai ap ki bat bilkul sahe hai k ager h apny order mn trading tools use krty hain yani stop loss aor take profit tu bar bar marekt observes krny sy ap ka mistake krny yani trade close krny k ziada chance bath jaty hain as liay bar bar marekt ko observes ni krna chahy trade place krny k bad.
              • #8 Collapse

                dear yeh ap kay emotions or patience weak honay ki waja se hota ha mera manna ha kay jub ap koi trades letay hain chahey ap nay stop loss or take profit b chahey set kiey ho ap ko os trades ko phr lazmi apnay time frame kay hisab se wach kartay rehna chahiey apnay strong patience kay sath is ki reason yeh ha kay agr market ka koi trend change hota ha to ap koi action ley sakay or loss se buch sakay
                • #9 Collapse

                  sir ager hum forex mien aty hien or es mien aa ker hum ager jis bee pair mien trade open kerty hien to hamain es mien aa ker us pair ko her waqt ghor sy dakhna hota hai ager hum us ko not na kerty hien or us ki movement na dakhty hien rahna chahye q k jo es mein aa ker yeh kam kerty hien wo es mien aa ker success hasil ker lety hien or apny lye earning kerty k rasaty khol dety hien.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading mai apna order lagaane ke baad aapko market ko baar baar dekhne Ki Zaroorat Nahi Hoti aap just Apna order open karke apni life ke Doosre kaam kar sakte hain aur ghante ke baad Apne order ko dekhte hain
                    • #11 Collapse

                      Off course hone chahye takah hamay pata chal jye kah os pair ky behaviour may koi change ata hy kah ni aaur baat time haamy trading say jo profit melta hy uska be hayal rakna chahye kuen ky baaz time aisa hota hy kah wahe profit per loss may chali jati hy aur hamay pata be ni hota hy to best part yahi hy kah ap dehan rako har ek pair ka jesmay ap trade kar rhy ho.
                      • #12 Collapse

                        g han bahi jan .q nahe jb b ap koi trade open krty ho to ap ki us pair pr nazer rakhni chahye q k ye ik online business hy or is k koi pata nahe hota k is ki next movement kia ho gi is liay humy is ko bar bar is liay watch krna chahey k agr humari trading oppsiet ho agi to humy ismy loss start ho gy ga.or agr hum ny is ko bar bar watch krna chahey k humy is my zayda loss na ho. or agr humy ismy zayda loss hua or humara account wash hony k qrabb hy to humy is trade ko stop nahe krna chahey.q k agr hum ny us waqat trade ko close kr dia to humy us k loss ko recover krna pary ga or agr humy ny trade ko stopo nahe kia or humara account wash ho gia to humy loss recover nahe krna pary ga.or humy next month ka wait krna ho ga.jb humy us month ka bounce mily ga to he hum us sy trade kr sakty hn.or humy is my lalach nahe krna chaey.q k jo b is my lalach krta hy us ko is my loss he hota hy.is my wohe profit earn krta hy jo is my mahnet sy kam krta hy.wasy b ye ik online bussiness sy ji ko hum jis waqat chahey kr sakty hn.kuch log is ko full time krty hn or kuch log is ko part time job jitna time daty hn .ue to un ki ap ni marzi hoti hy.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia kisi pair main trade open kerny ky bahd her waqat us per nazar honi chahiay

                          jab hum forex mai trade open karty hain to hamy market ke movement py nazer rahkne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain hum is ma isada urdu mai trading karty hain yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai aik legal business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia kisi pair main trade open kerny ky bahd her waqat us per nazar honi chahiay

                            asl me hum ko phle zayda sochana chahye ke hum jo trad laga rahe hye markt ka trand kia hye and news to nahi hye kahan and phr jab hum apne tor pr bohat zayda soch samj kr trad lagte han to TP and SL set kr ke hum ko os ko dekhana nahi chahye and agr hum kabi kabi dekhte han to as se hum ko surf ye karna hota hye ke agr hamri trad profit me aa gaye hye to hum apna SL apne trad ke profit me lagte han and agr markt phr se loss ke tarhf ate hye to hum ko loss nahi de ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia kisi pair main trade open kerny ky bahd her waqat us per nazar honi chahiay

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
                              Agar ap kisi bhi pair main trade open ker ky us main stop loss aur take profit select ker dety hain tab her waqat open trade ko observe kerny per mistake ho sakti hai aur mistake hamesha loss deti hai so trade open kerny ky bahd bahot time ky bahd thori dair ky liay sirf trade check ker leni chahiay ky close hui ky nehi
                              Hame Apne Trade 1 plan Bana kar Karni chahiye aur Purush Phoolon ko pura hone Dena chahiye Agar Hum baar baar apne bete ko baat karte rahenge soite syrup Hume tension Hogi aur koi fayda nahi hoga
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X