Forex ki trading history ko kabhi nazar andaz na karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ki trading history ko kabhi nazar andaz na karin
    Dear members forex ek bahut zyada critical business hai is mein hum bahut sari galtiyan karte hain agar hum apni sari galtiyon ka record rakhe aur unko dobara kabhi repeat na hone dein to hum tabhi is business mein kamyabi ho sakte hain..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
    Dear members forex ek bahut zyada critical business hai is mein hum bahut sari galtiyan karte hain agar hum apni sari galtiyon ka record rakhe aur unko dobara kabhi repeat na hone dein to hum tabhi is business mein kamyabi ho sakte hain..
    Well bro aap ne bahot acha idea dia hai hamen apni history ko zarur chek lrte rehna chahiye aur ham jis setup pe bhi koi trade open kr rhe ho hamen uska screen shot le lena chahiye ta k baaden hamen ye pta chal sake k iss setup se hamen profit hua hai ya l9ss hua hai
    Jab ham aoni history ka record rakhna shuru kr den ge tab ham kamyab hi rhen ge isliye hamen koshish krni chahiye k ham apna trading history ka record rakha kren
    • #3 Collapse

      G friends, sahi kah rahay hain ap, hamain apni trading history ko hamesha mind main rakh kar trading karni chaheay....aur trading kartay wakt un ko bato ko remove kar dena chaheay jis ki waja say mazi main loss hwa ho aur un bato ko follow karna chehay jen ki waja say mazi main profit hwa ho.
      • #4 Collapse

        Dear apki baat bikul teek hay forex aik bhot hi acha business hay aor hum is say daily basis per faida utha saktay hay ager hum apni achi planing ker lay tu is lia humay chayi kay apni trading history ko save ker lia karay aor pher os history say kuch seekhnay ki koshish keryn jahan jahan ghalti huwi hu osay dobara repeat na hunay dayn tu tab hi hum kamyabi ki rah per ghamzan hungay.
        • #5 Collapse

          hamari overall trading ki history hamari learning me important roll play kar sakta hay, trading history me hamary orders profit key be hoty hey aur loss key orders be hoty hey es se hamary learning me es tarha se ezafa ho sakta hay key profit deny waly orders aur loss deny waly orders ko ham analysis kar sakty hey.
          • #6 Collapse

            bilkul thek kaha bai ap ny. humyuu is ki history ko bilkul b nazerandaz nahe krna chahey q k age hum koi apna point bhool gay ya pher humy kisi point pr humy profit hua or hum us ko bhool gay to humy hum us ko wapis nahe ly sakty. lkn agr humary pass forex trading ki history ho gi to hum us ko wapis hasil kr sakty hn.
            • #7 Collapse

              g bilkul forex treding ki tread history ko koi b nzr andaz na Karen us sy ap ko information hasil hoti rhy g k kis pear py kitna profit Mila kis pr nhi Mila es liy treding history py nzar rakhny ki zrort hoti hy na k nzar andaz krny ki q k ye history hmary faidy k liy hi hoti hy .
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning haisl kanri ha to per hum ko chaheya ka hum forex trading ke history ko kabhi be loss na karaa to per hamara leya best rahaa ga es leya hum ko chaheya ka hum apna trading ke history ko yaad rakaa to per hamara leya best rahaa ga warana nhi hoge.............
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                  Dear members forex ek bahut zyada critical business hai is mein hum bahut sari galtiyan karte hain agar hum apni sari galtiyon ka record rakhe aur unko dobara kabhi repeat na hone dein to hum tabhi is business mein kamyabi ho sakte hain..
                  Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha Hame trading karne se pehle for Forex Ke Chakkar leni chahiye is running karne mein help Milegi aur Hume Prophet Banane Mein Bhi fayda Hoga
                  • #10 Collapse

                    g bilkul ap ne bohat darust baat kahi k hamai forex ki trading history ko nazar andazz nahi krna chahiye q k agar hum koi point bhool jain ya koi baat forex k hawalai se bhool jain tu hum dobara us ko wapis nahi laa sktai or agar hum forex ki trading history ko nazar andaz na kren tu hamain duswari ka saamna nahi krna paree ga or trading krtai waqt hmain un baaton ko follow bilkul nhi krna chahiye jis ki wajah se hamain loss hua ho isi tarah hi hum aage bar skain ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ki trading history ko kabhi nazar andaz na karin

                      forex mai hamy trading ke history ko be nazar andaz nahi karna chahey forex mai hum kam karty hain or hamy munafa milta hain hamy ache learning hasial kar ky ache planing kar ky ache money management kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ki trading history ko kabhi nazar andaz na karin

                        forex mai kamyab hony ky liye hamy is ke history ko kabe be ignore nahi karna chahey hum is mai investment karty hain hum is mai live trading karty hain yai aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ki trading history ko kabhi nazar andaz na karin

                          As-Salaam-Alaikum dear friend Forex trading ki history ko Aapne thik ka hai kabhi bhi Nazar Andaz Na Kare Agar Hum Forex trading mein jo galtiyan Karte Hain unko Dobara repeat Na Kare Baal ke apni galtiyo ko note Karke durust kare Forex trading Kabhi profit bhi Hota Hai aur Kabhi lossho jata hai lekin Hume dusro ko Bura Bhala nahi karna chahiye hum Galti Karte Hain Wapas toh nahi aa sakti Agar Hum trading history ko Nazar Andaz Karenge tu hamesha lossb ho sakta hai Forex trading ki history ko Nazar Andaz Na Kare balke Yeh Humne bahut zyada fayda bhi Deti hai
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ki trading history ko kabhi nazar andaz na karin

                            Forex ki trading history ko kabi bhi nazar andaz nahi kerna chahye. que kay is kay teht hi trader ko apni skills ka idea hota hay aur wo jan sakta hay kay wo kis level ki trading ker sakta hay aur us ka loss ka inverval kia hay. aur kitna lamba loss ka interval ho sakta hay. us kay teht trader apnay risk aur money ko manage kerta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ki trading history ko kabhi nazar andaz na karin

                              Assalamualaikum dear friend yeh bat bilkul theekhumse bahut zyada Galti Ho Jati HaiLekin galtiyo se Hame seekhna chahiye ISI Tarah Forex tradingHumse Jo galtiyan Ho Jati Hai koshish Kare ke woh Dobara repeat Na Ho Kyunki Jo Galti Ho Jati Hai vogt Bara Forex trading ki history ko Kabhi b Nazar Andaaz Na Kare koshish kare Forex trading main loss na hone Hame chahiye Apne trading ki history ko yaad Rakhe Phir hai Hum Kamyab ho sakte hain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X