Forex main 10 pip move karnay ki requirement
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main 10 pip move karnay ki requirement
    Dear agar aap scalping kartay hain to aap ko aik mazay ki bat bataon agar market thora sa resistance pakray to.
    Aap 20 million dollars ka share purchase karain.
    Jo kay insta ki 20.0 ki lot size banti hai.
    Currency pairs kay uper.
    Hamain chiay kay ham jab trading karain to agar ham group main trading kartay hain to is tara trading kar kay market apni favour main move karwa saktay hain.
    So hamain chiay kay ham agar account 20000usd ka rakhtay hain.
    Or hamaray pass aik group hai traders ka to ye aik khufia jan kari aap tak main ne pnchai.
    Jis waja say market move karti hai... Or aap apni favour main move karwa saktay hain...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے

    Ham men se j8tne bhi members pak forum k ooper kaam krte hain to unke 20000 usd k account nhi hai yahan pe maximum 2000 usd k hi account ho sakte hain
    Hamen apne bonus account pe iss qisam ki dangerous trading nhi krni chahiye q k hamen 8ss qisam ki dangerous trading se ham aksar apna loss hi krte hain
    • #3 Collapse

      Brother aapne bahut achi strategy batayi hai lekin kyunki yeh bonus account ke sath link hai is liye hamare paas itna zyada balance nahi hota ke hum bari lot laga sake yeh wo log kar sakte hain jinke paas invest account hota hai wo bari lots lagakar market ko apne favour me move karwa sakte hain..
      THKS
      • #4 Collapse

        App ke strategy yaqeenan bohot he achi ho ge . Lakin kuch points iss k samjh nai ayie . Sath aik aur problem b hai ke forum members k pass itna capital hona jis ke base per iss strategy per kam kiya ja sakta ho woh bohot he mushkil hai . Aur sath sath ager itne bari investment k sath market opposite move Kary tu yeh trade bohot ziada risky b ho jiye ge shaid
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Forex main 10 pip move karnay ki requirement

          forex market main bohat ziada movement hoti hay aur es movement ko hum tab he juj kar sakty hay jab hum esmain analysis karen gay aur jab analysis kar kay hum esmain kam karen gay to esmain bohat acha profit hasil kar sakty hay aur kamyab earning bhi kar sakty hay es business main es liye humay seekhnay par dhayn daina chahiye

          اب آن لائن

          Working...
          X