Trading k doran emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k doran emotions
    Har insan ke emotion har time iss k sath ssth Majood rehty hain aur koi b insan in ko mukamil toor per kisi b time avoid nai kar sakta hai . Iss liye traders k liye b yeh mumkin nai hai ke woh apny emotions ko bilkul khatam kar k trading kar sakin .
    Albata yeh zaroor mumkin hai ke traders apny emotions ko trading k doran control Karin .

    Trading k doran emotion ke waja say traders ko bohot ziada loss ka samna karna parhta hai aur traders k liye bohot zaroori hai ke in ka emotion control behtreen ho .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading main emotions ko control karna bhot mushkal hota hay trade k doran emotion ki waja sa trader aksar lose uthata hay emotion ki waja sa aksar trader galt time per galt trade open ya clise kartay hain j8s sa aksar bhot lise ho jata hay
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
      Har insan ke emotion har time iss k sath ssth Majood rehty hain aur koi b insan in ko mukamil toor per kisi b time avoid nai kar sakta hai . Iss liye traders k liye b yeh mumkin nai hai ke woh apny emotions ko bilkul khatam kar k trading kar sakin .
      Albata yeh zaroor mumkin hai ke traders apny emotions ko trading k doran control Karin .

      Trading k doran emotion ke waja say traders ko bohot ziada loss ka samna karna parhta hai aur traders k liye bohot zaroori hai ke in ka emotion control behtreen ho .
      Dear trading men emotions to hote hi hain hamen koshish krni chahiye k ham apne emotions pe control kren jab ham apne emotions pe control kr len ge then hi ham trading men kamyab ho saken ge q k jab tak ham apne emotions pe control nhi kr lete hain to uss waqt tak ham kamyab nhi ho sakte hain
      Aur emotions k9 control krne ka sab se best tareqa hamari practice hi hoti hai ham jab achi practice kr llete hain to then hi hamen apne emotions pe control aata hai
      • #4 Collapse

        dear emotions to hamari trading me lazmi atay hain or har trader emotions ko control karnay ki try karta ha dear agr rules bana kar trading karay to is tarah hum apnay emotions ko control kar saktay hain basani se ku kay jub hum market kay har rules ko follow karay gay jis me money management or expeience and market me analysis karna hardworking kay sath to emotions automatically control ho jatay hain agr hum try karay
        • #5 Collapse

          Forex ek both hi critical business hai aur is ko karne ke liye thande dimagh ki zarurat hoti hai jab insan emotional halat mein hota hai to usse yeh kaam nahi ho sakta kyunki forex bahut zyada trevejo mangta hai isme galti ki bhi koi gunjaish nahi hoti kyunki hamare choti si galti hame bahut bara loss de sakti hai aap ki baat bilkul theek hai kay jab trading karin tu apni motions ko control mein rakhe..
          THKS
          • #6 Collapse

            treding m apni emotion py qabo rakh k kam krna chahiy m ne aksar logon ko dekha hy k jb b loss ho tu boht zyada dill brdashta ho jaty hen r apni emotion py qabo nhi rakh paty es liy din ba din forex treding sy dor hoty jaty hen r end py forex ko chor dety hen m ap ko smjhna chahon g k forex beznus hy jis m hmy profit r loss sath sath hy confused na hon r confidons k sath tread order Karen ta k ap los sy buch saken r apni emotion py qabo rakh k kam Karen.
            • #7 Collapse

              Re: Trading k doran emotions

              agar hum emotional ho kar trading karen gay to humari trading achi nahi hoti hum theak say trading par dhyan nahi dai sakty es liye humay chahiye keh fresh mind kay sath trading karen aur acha moqa jab milay tab he trade karni chahiye esi trha humari trading bohat achi ho sakti hay es business main jald bazi nahi karni chahiye
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Trading k doran emotions

                Ager aap chahty hai ke aap apny emotion ko control karna sekh paye aur achy trader bunny to apko hamesha se he small trade ko mind me rakh ker trade kary ya phir stop los aur take profit ke tools ko istmaal kary iss se aap apny emotion pe control pa sakty hai aur kamyaab trader bunn sakty hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k doran emotions

                  emotions hamara dusman hain hamy isy avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k doran emotions

                    forex aik online business hain is mai emotions hamary enemy hain hamy isy control kar ky forex mai kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k doran emotions

                      hamy trading karty howe emotions ko qabo mai rahkna zarore hain pher he hum market mai run kar ky acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain hamy ache learning hasial kar ky aik time table bana kar mahnet sy kam karna chahey forex aik unique business hain yai pakistan mai legal business ban cuka hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k doran emotions

                        Mai es busiess mai new ho aur mery khyal sey hum trading krtey waqat emotion ko control nahi kr sakty. Emotion key begar trade krnabohat muskil hai. Forex mai emotion ko control krna aur phr begar emotionkey trade krna bohat he muskil hai. Es key lye senior emotion ko control krney key lye tips share krey.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k doran emotions

                          G Haan bilkul forex trading me bht se log trading karty huwe loss hony ki soorat me emotional ho jaty hain aur loss ki wajha se stress lete hain aur emotional ho k trading karty hain jis se unko aur ziyada loss hota hai.. Trading karty huwe aik bt yaad rkhni chahiye k loss aur gain business ka hisa hain lazmi nai jao k humesha e profit ho loss b zaroori hai aur apny emotions ko control kar k trading karne me e faida hai..
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k doran emotions

                            hamary enemy hain hamy isy control kar ky forex mai kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain hum is mai part time be kam kar sakty
                            Click On Name And Visit My Journal
                            Naseer953 Trading Journal
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading k doran emotions

                              Forex aik business hai aur business main emotions ki koi value nahi hoti agar hm forex main kamyab hona cahty hain aur achi earning karna cahty hain to hmaien mehnat say forex main kam karna cahiyay aur apny emotions par control rakhna cahiyay to hi hm forex main kamyab ho sakien gay aur achi earning karain gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X