Indicators kay mukhtalif results

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators kay mukhtalif results
    Bahut sae log aise hain jo kehtay hain indicators theek nahin hotay aur sahih kaam nahin kartay koi kuch soch rakhta hai tou koi kuch lakin haqeeqat yeh hai kay indicators bahut powerful hotay hain
    Indicators ko samajhnay kay lye aap ko time chahyea uss ki working kya hai woh kaisay aap ko market analysis karta hai aur uss ka indicate karna kaisa hai yeh aap ko sub seekhna parta hai uss ka method samajhna hota hai
    Jaisay RSI uss ka apna function hai uss ka apna result hai
    Bollinger band uss ki apni working uss ka alag function aur result hai aur achi baat yeh hai kay aap pahele indicator ko uss expert trader sae samjho uss sae aap ko faida ho ga aur indicators ko seekhna zaroori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well g boht he informative post Ap ne share Ke a is m koi shak ni k problem indicators m ni hota problems humra hota a Hum us k use ko Achi tara understand ni kr paty jis ke waja se hum un indicators se faida ni Utha skty humy Pely to Jo b indicator use kr rhy hain us k purpose aur function ko smjna chiey ta k Ap ko wo trading m help kary
    • #3 Collapse

      Dear no doubt indicator bahut powerful hoty hain indicators hamari trading mein bahut zyada help karty hain laikin un ko samjhny k liye hamen time chahiye hota hay jo aksar traders k pass nai hota time k sath sath indicators ki ehmiyat ka andaza ho jata hay jab koe bhe indicator milta hay tab ap ko market ko khud sy analize karna chahiye tab hi hum achi trade open kar sakty hain
      • #4 Collapse

        G app ke baat sahi hai trading Mai indicators ke apni importance hai aur in ke madad say traders ko market trend judge karny Mai bohot madad milti hai .
        Ager indicators bilkul he baikar hoty tu koi b traders in ko use he na kar raha Hota . Traders indicators ko proper tareqay say samjh sakin tu yeh bohot useful ho sakty hain
        • #5 Collapse

          Gee haan bhai forex market mein iss waqt bahut zayada indicators use ho rahay hain aur her indicator apnay hisab sae hi kaam karta hai jis ka jo role hota hai woh ussi ka result deta hai aur indicators ko samjhna itna aasaan bhi nahin hai iss kay lye aap ko bahut zayada mehnat karni parti hai aur kisi senior member ki help ki bhi zaroorat hoti hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
            Bahut sae log aise hain jo kehtay hain indicators theek nahin hotay aur sahih kaam nahin kartay koi kuch soch rakhta hai tou koi kuch lakin haqeeqat yeh hai kay indicators bahut powerful hotay hain
            Indicators ko samajhnay kay lye aap ko time chahyea uss ki working kya hai woh kaisay aap ko market analysis karta hai aur uss ka indicate karna kaisa hai yeh aap ko sub seekhna parta hai uss ka method samajhna hota hai
            Jaisay RSI uss ka apna function hai uss ka apna result hai
            Bollinger band uss ki apni working uss ka alag function aur result hai aur achi baat yeh hai kay aap pahele indicator ko uss expert trader sae samjho uss sae aap ko faida ho ga aur indicators ko seekhna zaroori hai
            Assalamu alaikum bhai jaan aap ne Milega lekin Mere Khayal mein agar Hum Kisi bhi indicator use karte hain Tum Hame sirf ek hi indicator Par Bharosa nahi karna chahiye bol ke three indicators for xrd compare Lagana chahiye aur Unse Jo Hame knowledge Haseen Ho Hame confirmation mail us par Hum Apni train Lagaye
            • #7 Collapse

              yes dear kuch indicators aisay hain jo kay kafi powerfull hotay hain or market ki future pridiction b kafi strong hoti ha par ap os indicators ka best use tub hi kar saktay hain jub ap kay pass os indicators ka compelete knowledge ha or hona chahiey takay wo un ka use professional way me kar sakay dear indicators use karnay ka aik time hota ha jaha par hi sirf os ko use karna chahiey is se loss minimize hota ha
              • #8 Collapse

                Re: Indicators kay mukhtalif results

                indicators hamy market mai enter hony mai madad dety hain lakin ham in par full itbar nahi karna chahey q ky ham yloss ho jy ga or hamre ssare mahnet zaya ho jy ge hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ky mutabik kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy yai aik online business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators kay mukhtalif results

                  jab b pairs ka use karty hain to is main indicators ka b use karna hota hay kun kay hum is main direct trade ko nai lagty hain is kay bary main analysis karty hain to hi kuch samjh sakty hain agr to market main indicators ki help lyty hain to humain maloom parta hay kay kis tara hum trade ko open kar sakty hain or history main pairs ki position kis tarah rahi hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators kay mukhtalif results

                    forex trading main har indicators mukhtalif kam krta hai laken sub ka maqsad aik he hota hai k wo hmain hmari trading main help karty hain or hmain market kos mjhny mainhelp karty hain tu hmain har indicators k knowledge ko smjhty howe trading karni chahye or kbhi kbhi ays abhi hota hai k ap apni trdaing main jis indiactors ko use kar rahy hoty hain osi ko he thek use nahi ar aty hain or apko loss ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators kay mukhtalif results

                      g han bhai ap ny shai bat ki hai or ays ahe hai boht se members ka yah kahna hai k indiaxctors apko 100 percent nahi deta hai apki apni analysation bhi zarori hoti hai jis se ap apni trading kar skty hain es liye mera khyal hai k aghr hum indicators ka use achi trha karen tu hum market ko smjhny main boht achi trha kar skty hain or ap apni trading main profit ern kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators kay mukhtalif results

                        hamy indicators ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hamy is mai mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik real business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicators kay mukhtalif results

                          assalamu alaikum bhai jaan aapne bilkul sahi kaha hai ki indicator K Mustafa result Hote Hain Koi kya Kahta Hai Koi Khas wajah se jyada Hamara account was ho jata hai ya Hamein profit ho jata hai isliye main Sahi Kaha Apne seniour se indicators lain
                          Visit My Profile

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X