Bahut sae log mukhtalif pair.per trading kartay hain lakin meri zaati raye hai kay aap aik pair per trading karain jis sae aap ko trade samajhnay mein aasaani ho gi aur trend ko achi tarah dekh saktay hain aur dosra agar aap bar bar doosray pairs pae trade karain gay tou aap ko achi tarah samajh nahin payain gae
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим