Market men hamen ziada tar loss confusion ki waja se hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market men hamen ziada tar loss confusion ki waja se hota hai
    Hamen market men trading krne pe ki wajohaat ki binna pe loss ho jata hai jiski aik waja confused ho jana jana hai
    Ham jab market k9 analyse krte hain aur koi trade open krne lagte hain to ham confusion ka shikaar ho jate hain jiski waja se ham better decisions nhi le pate hain
    Iss cofusicon se ham some time apna kafi loss bhi kr jate hain aur aik achay profit k9 bhi miss kr kete hain isliye hamen trading confedenc se krni chahiye aur apne confusion ko lhatam krna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course I'm a forex market mein losses hamesha confusion ki waja say hotay hain. Hamain chiay kay confusion na create karain.
    Or market jab kisi khas major support or resistance area per approach karay to us waqat trade open karni chiay.
    Laikin aap ko pata hona chiay kay jab aap trading kartay hain. To aap ko pata hona chiay agar trending market ho to minor support or resistance areas per bhi trading kar saktay hain aap...
    Confusion say bachain or profit earn karain..
    • #3 Collapse

      Yes dear ap ny bilkul sahe bat ki has k hamry loss ki main vjha he hamri confusion hoti hai ham jb kisi pair k chart k mutabiq trade krna chahay hain tu trade krty hoy bahut confused hoty hain jis ki vjha sy hamra order change place ho jata hai yani ham sell ki jaga buy krty hain k kahen hamri trade loss mn na chahli jay ya market hamry oposit hoge tu loss hoga ya sab hamri kam knowledge aor experience ki vjha sy hota hai as liay kbi bhe confused ho k trade na kren
      • #4 Collapse

        maximum loss traders ko confusion pe hota ha wo achi skills bhi rakhtey hain magar experience kam honay ki wajha se wo trade lenay na lenay pe kaafo confuse rehtay hain trade len ya nahe agar bagair confidence confusion pe trade lo gay ye big loss honay ka sabab hota ha
        aap ko chaiye ap hamesha khud ko set karain pehle trading k achay plan pe aur achi judgement karain then trade mei enter hon..
        • #5 Collapse

          G bhai ap ny sahe kha jb hmary pass bonus ho hm confused ho jaty hain or isi confused ki wjah sy hmy loss hota hai agr hmary analysis achy hun gy to hm achi trade kr skty hain
          • #6 Collapse

            Dosto forex trading ma confusion b loss dyny ma bht he sham kirdar Ada krti hy confusion k wja sy hm forex trading ma trade py sai decision ni ly paty hy or phr galti sy galt trade lga dyty hy jis ka nuksan hmain phr loss ki soort ma brdash krna prta hy es ly Forex trading ma confusion sy bachy
            • #7 Collapse

              Yahi to mean reason hy kah baaz time hum tukka laga kar kam karty hy forex trading may aur bad may hamay oska nuksan utana parhta hy to os say acha ye hy kah pahly confusion ko dor karay oskay bad apni trading start karay to hum kuch earn kar sakty hy.
              • #8 Collapse

                Oir dear app ko pata hona chahy k app ko forex market maen confusion koi hoti hy us ki wajha maen app ko btata hoon koin k app ko loss demo account maen practice na hony ki wajAZ say hota hy app jitne zeada forex market ki demo maen practice karo gy app utna acha profit us maen bna pao gy to dosto forex ki learning zarori hy pher he ache earning possible joti hy
                • #9 Collapse

                  Dear markit ka ye he to kam hy confuse karna har worker ko to ye markit karti hy lekin aik trader ko confidant k sath achy aynalise karny k bad he trad open karni chahy kiyon k bina achy aynalise k confusion hota hy is liye chahy markit jesy bhi jaye jub tak aynalise sahi na hon koi faida ni trad open karny ka pehly confidant bnayein aur phir trad open karein
                  welcome to pak forum
                  • #10 Collapse

                    yes dear ess bat mn to koi shak o shuba wali bat ha e nhn ka market mn analysis krna wala looggon na in sari cheeozn mn sa khob earnin ka plane kr rakha hota ha dear forex market mn kam krna wala logon ko in cheezon ko guide krna hota ha dear forex ka logon ko chaya ha ka woh kuch cheezon ka analysis kr ka e chilan and incase woh aisa nhn krta hn to log market mn ghoomta e rh jata hn and at the end woh loss e kr jata hn es ka koi faida bbh nhn hota ha
                    • #11 Collapse

                      Ji haan Aap Ki Baat bilkul jarurat hai Forex trading is ya Datar loss Humne confusion ki wajah se hota hai aur confusion aap ko smart Hoti Hai jawab market mein nahi karte Jab aap market analysis ke saath kaam Karenge to aapko Kabhi confusion nahi hogi
                      • #12 Collapse

                        forex treading m zyada tr loss hmy tb hota hy jb hm confiusd ho jaty hen k kesy treading Karen r kis pears py Karen Kahen loss na ho Jay ye soch kr hi hm confiusd hoty rhty hen r hmy loss ho jata hy treding m confidons sy tread order Karen ya tak profit ya stop loss ye ap k luck py dipend krta hy.
                        • #13 Collapse

                          Ji bhai aap ne point wali baat btayi hai hum jo bhi kaam krte hain ya koi bhi business ho us mein humen ek cheez jo hai confident rehna chaye kyun jab hum apni baat pe sure hi nhi honge to humen kia pata jo kam krne wale wo sahi ya galat hai and market analysis mein confusion rakhna loss ka main reason hai iss lye ap ko proper analysis krke kaam krna chaye and apne decision pr hundred percent sure hona chaye and confidence level ko up krna hoga jis se loss aane ki surat haal na aaye.
                          • #14 Collapse

                            Dear ap ki bat teek ha kay humay pak forex ma zayada tar loss humaray confution say hota ha ap ko agar apna pak forex ma profit kaman j ha to ap ko is ma confused nahi hona ha ap Jab confused hotay ha to hi ap ka loss hota is kay ilawa loss nahi hota ap apnay ap pay control karay or ap pak forex ma zayada say zayada mahnat karay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear friends umeed karta hun ky ap sub kharyat sy hon gy Friends Market mein Loss ho jany ki bohat si wajohaat hein jin ki waja sy hum forex mein nakaam ho jaty hein un mein ak waja yea bi hai ky hum trading karty waqat Hum Market mein Trade ko analyse karny lagty hein to humein pata nai chalta ky hum konsi trade open krein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X