Technical analysis karnay kay lye bahut zayada tools aur indicators meta trader 4 mein maujood hain lakin sab sae bara masla yeh hai kay hum kafi saray indicators ko jumble up kar detay hain jis ki wajah sae humain acha result nahin milta
Basic technical analysis mein agar aap sirf dou cheezoun ka khayal rakhain tou aap ki trade kamyab ho jaye gi
1 trend line aur trend channel ko follow karain
2 daily chart mein major support aur resistance area ko zaroor dekhain
Aap ko kisi bhi qisam ka indicator use karnay ki zaroorat nahin paray gi aap MCAD use karain gay aap stock histolic use karain gay ya aap RSI use karain gay aap ko mukhtalif indicators per jab divergance milain gi aap bahut zayada confuse ho gay aur aap ki wrong entry sae aap ko kafi zayada loss ka samna karna paray ga iss lye forex mein simple tareeqay sae analysis karain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим