Experience knowledge aur skill forex ki jan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experience knowledge aur skill forex ki jan
    Forex business mein experience knowledge aur skill ko bahut zyada ehmiyat hasil hai agar hamare paas experience aur knowledge hoga to hamari skill main bepanah izafa hoga jis se hum bahut jaldi forex market mein aabur hasil kar sakenge aur kamyabi hamare kadam choome gi is liye hame apne experience aur knowledge par tawajo deni chahiye kay wo din ba din increase ho..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G gayz bilkul thk kah rahy han k agr hamry pas knowledge or experience hota ha toh ha toh phr hi hamari skill achi ho gi is lea humy chaya k hamary pas knowledge or experience lazmi ho agr ni ho ga toh hamari skill ma b koi izafa ni ho ga
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
      Forex business mein experience knowledge aur skill ko bahut zyada ehmiyat hasil hai agar hamare paas experience aur knowledge hoga to hamari skill main bepanah izafa hoga jis se hum bahut jaldi forex market mein aabur hasil kar sakenge aur kamyabi hamare kadam choome gi is liye hame apne experience aur knowledge par tawajo deni chahiye kay wo din ba din increase ho..
      Righ brother aapki baat darust hai trading k liue knowledge, experience aur skills to bahot hi zaruri hote hain
      Agar hamare pass trading ka knowledge aur experience nhi hai to ham jitna bhi big account ho ham kabhi bhi kamyab nhi ho sakte hain isliye hamen koshish krni chahiye k ham apne liye forex ka a l9t of knowledge aur experience gain kren ta k ham trading men successful ho saken
      Ham apne aap ko aur apni skills k9 jitna forex men approved krte jaen ge hamen utna hi success k chances bharte jaen ge
      • #4 Collapse

        Yes of course aapki baat bilkul theek hai ki forex market ki jai ho jaan hai go experience knowledge and skill hai agar Apke Pas knowledge or experience a pro skills automatically generate Hote Jayenge aap ko saaf karna hai ki aapne forex market mein.
        Money management ko follow karna hai aur apne psychology kal factors greed and fear ko control Karna Hai Jis wajah se aapko forex market Mein huge amount of success Saath ho sakta hai aapko chahiye kya aap acche tarike se trading Kare aur long term ke liye trading Kare the kya aapko accha profit Hasil ho sake..
        • #5 Collapse

          Forex market ki jan experience aur skill hai. Aur jo bhe forex market mai skill ki madad say trade krta hai tiou wo forex market mai earning bhe hasil krta hai. es lye tou sub traders ki koshish hai k wo forex market mai trade shoro krnay say phely forex market ka knowledge aur skill chaheay. jis say ap forex market mai kamyabi hasil kr sakty ho.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
            Forex business mein experience knowledge aur skill ko bahut zyada ehmiyat hasil hai agar hamare paas experience aur knowledge hoga to hamari skill main bepanah izafa hoga jis se hum bahut jaldi forex market mein aabur hasil kar sakenge aur kamyabi hamare kadam choome gi is liye hame apne experience aur knowledge par tawajo deni chahiye kay wo din ba din increase ho..

            Assllam o allaikum bhai kaisy hain ap? je belkol forex knowledge ka hona bahot zaroori hai ar knowledge hi apko skilled banata hai . jab knowledge ho skills b achy hongy jab skills achy hongy to obviously trade b achy tariqy say karny k qabil hongy. ye basic necessity hai forex may acha trade karny ki. so coming to forex ones must have these qualities to phir kamayabi zaroor ap k qadam choomy gi.
            wish you all the best.
            • #7 Collapse

              Dear i think k skill aati hi knowledge aur experience se hay. Forex main ap ke pas jitna zyada knowledge aur experience ho ga utna zyada faida ho ga.
              • #8 Collapse

                G Hn Dosto forex trading ma knowledge experience or skill bht he zyda importance rkhty hy en cheez k bina success trading krna mumkin ni hy es ly forex trading ma agr success hona hy to phr ap ko mhenat kr k knowledge experience or skill ko hsal krna he ho ga phr ap kamyab ho gy
                • #9 Collapse

                  Apny hundred fessad achi bat kahe hy kuen esky liye forex trading karna bhut he muskel ho jata hy aur hum khbi be earning ni kar sakty hy to achi baat ye hy kah forex trading may pahly learning shoro ke jye aur jetna ziada knowledge hoga utni achi earning kar sakty hy trading may.
                  • #10 Collapse

                    hmy koi b beznus join krny sy phly us k bary m experions r knoliged hasil krna parta hy forex frum m b sucsecs hasil krny k liy hmy boht zyada experions r knoliged hasil krna parta hy r apni skill ko Behtr bnana parta hy q k experions knoliged r skill forex ki Jan hy en m Behtri ho g th hi hm best treadr bn saken gy.
                    • #11 Collapse

                      Ji bilkul sahi kaha hy knowledge or experience or skills achay hon to tbhi hum achi trading ker saktay hain is lie trading krne se pehle apna experience barhain or skills bhi achay krain takay app achi trading ker k profit hasil ker sakain
                      • #12 Collapse

                        ji bilkul theek kaha apne skills orr expereince ky beghair forex mai work krna bht waste off time hai skills hone chahiye forex mai qk forex aik aisa internationall business hai jis mai learning ky beghair hum kuch nahi karsakte issi liye sb traders ko chahiye ko wp priority basis py sb se pehle skills orr expereince ko gain kren.
                        • #13 Collapse

                          yes dear ap na jo bat ke ha woh bilkul theek ha and es bat mn koi shak o shuba bh nhn ha ka forex trading krta hova logon ko in sari cheezon ka dhyan bh rakhna chyaa ha and hum in cheezon ko agr concenrate nhn krta to lazmi ha ka phr humara liya profit win krna bh bhot e mushkil ho jata ha daikhn ka experince of a specific strategy ap ko bhot zyada faida daita ha so hum logon na in cheezkon ko mind mn la kr chilna ha and es pr twajo bh daini ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Experience knowledge aur skill forex ki jan

                            forex trading main experience ko ziada say ziada enhance karna chahiye kyun keh experience ko enhance kar kay he humari trading achi ho sakti hay aur market main apna future tab he bright kar sakty hay jab humari trading skill achi ho gi aur hum esmain acha profit bhi tab he hasil kar sakty hay esmain mehnat karni cahhiye
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Experience knowledge aur skill forex ki jan

                              hamy acha knowledge or experience hasial kar ky skills ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar sakty hain forex aik world wide business hain lakin agar hum forex mai kam karty howe koi galti kar dety hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X