Strategy ko forex trading main kia ahmiyat hasil hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strategy ko forex trading main kia ahmiyat hasil hay
    Koi bhi kaam karne se pehle us kaam ki hikmat e amli tyar ki jati hai bilkul isi tarah forex mein koi bhi trade lagaane se pehle uski hikmat amli banai jati hai jis ko english mein strategy kehte hain forex business mein strategy ki bahut zyada ehmiyat hai mukhtalif kishan ke indicators mukhtalif kissam ki strategies provide karte hain jinko hum dekh kar trade open ya close kar sakte hain..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G friend bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum koi umeed na kary forex ak aisa business ha jo hum mehnat karty han humy us ka phal milta humy koi b umeed ni rakhni chaya ta k hum apna kam sahi say kar sakhy
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
      Koi bhi kaam karne se pehle us kaam ki hikmat e amli tyar ki jati hai bilkul isi tarah forex mein koi bhi trade lagaane se pehle uski hikmat amli banai jati hai jis ko english mein strategy kehte hain forex business mein strategy ki bahut zyada ehmiyat hai mukhtalif kishan ke indicators mukhtalif kissam ki strategies provide karte hain jinko hum dekh kar trade open ya close kar sakte hain..
      Dear hamari trading ka sara daromadar hamari stargty pe hi hota hai agar hamari stragtty men dam ho ga to then hi ham trading se profit bna saken ge aur agar hamari stargty men dam nhi hai hamara experience acha nhi hoga hamare pass trading k liye skills nhi hongi to ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain
      Isliye hamen koshish krni chahiye k ham apne experience ko approved kren ta k hamen success k ziada se ziada chances mill saken
      • #4 Collapse

        Dear forex market Mein strategy ko kaafi Jyada important social hai agar aap ki strategy Achhi hai tu strategy fail hone ke chance Aise Bhi Hote Hain.
        Lekin agar aap money management ko follow karte hain aur Market main agar aap stop loss nahi milega na Chahte aur aapke paas Agar balance hai 1000 US dollar ka khwab mein kitne acche tarike se trading kar sakte hain aapko Kisi Kishan ki koi pareshani Ki Zaroorat Nahi honi chahiye.
        • #5 Collapse

          Forex market mai strategy ko bohat zada ahmiyat hai. Forex market mai jo bhe trader strategy ki madad say trade krta hai tou wo forex market mai target ko achieve kr sakta hai. es lye forex market mai regular earning hasil krna hai tou phr es kay lye ap ko strategy bana hai. jis say ap ki earning zada ho gy.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Strategy ko forex trading main kia ahmiyat hasil hay

            stratgy ka use kar kay market main kam karna ho ga kun kay is say kafi faida ho skata hay agr hum trade main learning kar kay kam karty hain to is main kafi asnai ho saktai hay magr humain stratgy ko kafi ahmiat dyna hoti hay kun kay practice kay bgyr kuch nai milta hay or best stratgy kay bgyr b hum trade main success nai lay skty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X