Kitny percent loss easily recoverable hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kitny percent loss easily recoverable hota hai
    Loss agar 10 percent sy 20 percent ky darmian ho tou trade close ker lena best hota hai ky itna loss recover kerna easy hota hai but agar loss 50 percent sy zyada ho jaey tou recover kerna bahot mushkil hota hai phir bonus per trade kerny walon ky liay account wash kerna hi best hota hai ky next month ka bonus bhi loss recover kerny main laga rehta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ham apni her open ki jany wali trade planning ker ky open kerain tou ham Jitna profit ka target select kerain itna ho loss ki limit bhi select ker lain tou agar stop loss hit hota bhi hai tou woh itna hota hai ky easily recover Kia ja sakta hai lekin stop loss ky baghair ki jany wali aik trade bhi apka account wash ker sakti hai
    • #3 Collapse

      Jee brother aapne bilkul theek kaha hai itne lambay arsay tak trade ko rokay rakhne ka koi fayda nahi hota hamesha SL use karna chahiye aur 10% to 20% tak ka wait karna chahiye agar itna loss ho jaye to usko close karke opposite trade lage nahi to koi aisi strategy apne jisme profit ho na ki hum sara sara week isi main zaya kar dain..
      THKS
      • #4 Collapse

        Dear account balance key mutabeq agar 40% loss ho jata hay to es ki recovery key ley traders ko etni mehnat nahi karni pardti magar jesy hi ye loss 50% to above chala jata hay to traders confuse be ho sakty hey aur es loss ki recovery un key ley bahot hi difficult ho jati hay.
        • #5 Collapse

          Yes of course aapki baat bilkul theek hai ki hum a forex market mein Apna Jo loss ratio hai woh select kar lena chahiye ke Agar Hame Hamare Paas 300 US dollar ka bonus account hai to uske upar Hamara Loss Ho Ga.
          Humne maximum 30 US dollar ka loss bardasht karna hai agar 30 US dollar Kahani loss ho jata hai to Hame apni trade close kar deni chahiye aur koi achchi opportunity Dekh Kar uske upar Hame loss recover karna chahiye.
          Agar Hum aise nahi karenge Tum Ko Pata hona chahiye ki market Mein Hame huge amount of losses Honge Jis vajah Se Hame Apne instaforex bonus counter fair recovery karna possible nahi hoga aur Hamara hall account loss me Chala Jayega...
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
            Loss agar 10 percent sy 20 percent ky darmian ho tou trade close ker lena best hota hai ky itna loss recover kerna easy hota hai but agar loss 50 percent sy zyada ho jaey tou recover kerna bahot mushkil hota hai phir bonus per trade kerny walon ky liay account wash kerna hi best hota hai ky next month ka bonus bhi loss recover kerny main laga rehta hai
            Assalam o allaikum brother kaisy hain? je belkol mai agree karti hun k ap k sath qk thora sa loss hum recover jaldi kar lety hain likn agr loss humra bharr jain to recover karna bahot mushkil ho jata hai. ar specially jo bonus le k trade karty hain unko to qadam phonk phonk kar rakhna chahye qk wo thora sa loss b mushkil say cover up karty hain .,
            thank you so much for your sharing.
            • #7 Collapse

              Dear agar loss 20 percent tak ho to forex trade close kr laini chahiye kyun k is se zyada loss ho jae to wo recover krna mushkil hota hay.
              • #8 Collapse

                dear 20 to 30% loss ap achi stragety se basani recover ka saktay hain or agr ap ko 40% se 60% tak loss ho jaey to phr ap ko loss recover karnay kay liey trade nehi karni chhaiey balkay aik new plan bana kar trading karni chhaiey start se agr ap itna zada loss recover karnay ki try karay gay to account wash ho sakta ha dear agr 60% se zada loss ho jaey to phr trade ko hold hi rakhna best ha shaed market good form me akar kar reverse ho jaey or loss pora ho jaey
                • #9 Collapse

                  G Hn Dosto forex trading ma agr ap ko loss hota lkin agr ye loss Kam yani asani sy recover ho skta hy or ye 10 ya 15 percent hy to ab sath he trade close kr skty hy ya phr ap phely he stop loss lga skty hy lkin agr ap k loss 50 percent sy above ho jta hy to aisi soort ma recover hona kafi mushkil hy es sy Acha ap apna account he wash krwa ly
                  • #10 Collapse

                    Agr percent ky basis par deka jye to achi baat ye hogi kah jetna kam loss hova ho utna he acha hy kuen ky agr ziada loss kar jatay hy to osko recover karna bhut muskel ho jata hy to best baat yahi hy kah forex trading may jetna kam percent rako chahy wo loss ky lye ho ya profit usko recover easily kiya jye ga.
                    • #11 Collapse

                      g han bilkul sai kaha ap ki bat bilkul sai hai agar ham loss zyada karte jaen gai to aisa lage ga k ham etni mehnat se posting se earn kar rahe hai sab zaya chala jae ga jab at least 30 percent hojae to hame phir wo month trading hi nh karni hai jab tak bonus nh il jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kitny percent loss easily recoverable hota hai

                        jab b hum market main trade ko place karty hain to is main profit b hota hay or loss b hota hay agr to loss hona shoro ho jaye to humain is main kuch loss hony tk order ko close kar dyna hi best hota hay kun kay agr ziada loss hota hay to is ko recover karna kafi mushkil ho sakta hay or may possible account wash ho jaye ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Kitny percent loss easily recoverable hota hai

                          agar hamy demo account mai kam karty howe loss ho jy to hum isy cover kar sakty hain lakin real account mai aik cote galti ke gunyaish nahi hote or hamy big loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik online business hain yai bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain yai aik real business hain
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #14 Collapse

                            Re: Kitny percent loss easily recoverable hota hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                            Loss agar 10 percent sy 20 percent ky darmian ho tou trade close ker lena best hota hai ky itna loss recover kerna easy hota hai but agar loss 50 percent sy zyada ho jaey tou recover kerna bahot mushkil hota hai phir bonus per trade kerny walon ky liay account wash kerna hi best hota hai ky next month ka bonus bhi loss recover kerny main laga rehta hai
                            Agar Hame trading karte huye 20 se 30 percentage loss Ho Gaya Hai To Hum Log ko aasani se recover kar sakte hain lekin Agar loss is says Aluva to rothko recover karna impossible ho jayega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kitny percent loss easily recoverable hota hai

                              real account mai aik cote galti ke waja sy hamy big loss hota hain is ko hum cover nahi kar sakty jabky forum py hum loss ko cover kar sakty hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain or km time mai zada profit hasial kar sakty hain forex aik online business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X