Loss ko lesson samjna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma loss hota ha to per hum ko chaheya ka hum apna loss sa kuch lesson lana start karda to per hum ko lot of earning be hoge or hum ko lot of learning hoge esleya hum ko chaheya ka hum apna loss sa kuch lesson lana start karda to best rahaa ga...............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G bhai ap apni jga pr sai ho mere khayal se loss ek lesson hota he k trading me hm ne esi kon si glti ki thi jo hme loss hua he or ainda k lye hme ye lesson milta he k hm dobara wo glti na kre or apni purani galtiyo ko sudhare
      • #18 Collapse

        Dear frend loss k lesson ko samjhny mai waqt zaya karny sy behtar hai ap profit ko samjhy k kis tarha profit earn ho ga jab ap profit ko samjh jayr gy to loss khud ba khud ap ki zindavi sy nikal jaye ga.
        • #19 Collapse

          G brother sahi kaha hay ap nay, zayada tar traders aisa hi kartay hain jab un ko loss ata hay to woh loss ki reason ko find nai kartay bas usay business ka hisa samjh kar bhol jatay hain jis ka natija yah nikalta hay kah un ko bar bar loss ata rehta hay. jo traders loss ki reason ko find kar usay remove kartay hain un ko next trade main loss k chances kam ho jatay hain.
          • #20 Collapse

            Losses ko hamaisha apni mistakes aur experience samjhna aur laina chhye hay jo mistakes hum se hooti hain unko repeat karnay se avoid karna chye aur next apni strategy ko use full banana chhye hay
             
            • #21 Collapse

              Ji haan bilkul Hame Jab loss hota hai hi toh hume is se lesson Lena chahiye ta k ugly bar wo Galti Hum Dobara na dorhaye aur us Galti ko thik karne ki koshish kare Toh Phir Hum Loss sy buch sakty he
              • #22 Collapse

                Re: Loss ko lesson samjna

                forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or or jabhum lalah karty hain to be hamy loss hota hain or hamre sare mahnet zaya ho jate hain forex iak online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt trading kar sakty hain yai bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ko lesson samjna

                  asl me jo log apne mistake se nahi sekhte world ka koyi parson on ko nahi samjta sakta hye ke and ye markt jo hye as me har time mistake hote han and os se hum sekhte han and as se humri trading pr bohat acha asar hota hye as leye hum ko as bussines me loss se dil ko chota nahi kanrana chahye balke sekhana chayhye
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ko lesson samjna

                    g bilkul dear ap thek k rahe ho forex trading mai humay pehle tw loss ko samjna chaiye k kis waja say humay trading mai loss hota hai us k liye apko shuru mai kafi experience and learning karni hoti hai us k baad he ap trader ban sakte ho forex mai loss ki waja yahe hai k hum bina soche samje apni trade open kar dete hai us mai markets ka humay bilkul b ilam nhe hota hai hum jab b apni trade open karte hai humay sab say pehle usay analysis karna hota hai us k baad he ja kar hum trading kar k profit kama sakte hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss ko lesson samjna

                      G han loss ik aysa lesson hai jis ko ap nay samjhna hota hai ager ap kaafi dafa loss kar chuky hain to ap ko chiye ka bar bar wo ghalti na dhoryn or is ko improve karny ki koshish karyen or insan ghalryon say he ro sekhta hai so ap chaiye ka acha terder bannay ka liye ap loss waly lesson ko improve karyn .
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss ko lesson samjna

                        loss ki forex main bohat hi zada ehmiyat hain yai hamy as a teacher guide karta hain hamy apni galtio ko improve kar ky is main kam karna chahey ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai usa or china jesy bary bary mumlik main tezi sy phel raha hain or yai pakistan main be legal ho cuka hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X