Forex trading main each pin bar profitable nahi hoti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main each pin bar profitable nahi hoti
    Dear forex trading main aksar jo trader hotay hain. Wo pin bars kay uper trading kartay hain.
    Hamain chiay kay jab ham trading karain. To hamain apnay Annaylisis achay rakhnay chiay.
    Hamain long term annaylisis karnay chiay thori dair bad koi pin bar banain to ham bar bar buy ya sell kar dain to ye hamaray liay loss ho sakta hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bar bar trading position open karna waise b trading Mai kafi loss ka Sabab banta hai . Iss ko tu waise b avoid he karna chaiye . Ziada trade positions open karny ka broker ko tu commission ya spread ke sorat Mai Faida ho jata hai traders ko kam he iss ka koi Faida Hota hai . App ke 2nd baat b theek hai ke har aik pin bar k base per trade position open ya change karna acha nai Hota .
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
      Dear forex trading main aksar jo trader hotay hain. Wo pin bars kay uper trading kartay hain.
      Hamain chiay kay jab ham trading karain. To hamain apnay Annaylisis achay rakhnay chiay.
      Hamain long term annaylisis karnay chiay thori dair bad koi pin bar banain to ham bar bar buy ya sell kar dain to ye hamaray liay loss ho sakta hai..
      Aap ki baat darust hai main aap se fully agree krta hoon forex men har pin bar trading k liye maozoon nhi hoti hai forex men trading k liye hamen aik achay setup ki zarurat hoti hai tab hi ham koi trade open kr sakte hain
      Hamen jo pon pon bar kissi strong support ya resistance pe milti hai only wohi pin baar hamare liye profop able sabit ho sakti hai isliye hamen har pin bar pe trade nhi leni chahiye
      • #4 Collapse

        ji bilkul theek kaha apne pin bar ko ziada use krne se bht loss hojata hai issi liye hamain pin bar ko kam se kam use krna chahiye orr issi trha hamain apny skills ko improve krna chahiye or best posts or trades krni chaiye.
        • #5 Collapse

          Bikul durast hai k forex market mai jo bhe pin bar hoti hai tou wo profit able nahi hoti. Likan es mai koi sku nahi k candle stick ak bohat acha chart hai jis ki madad say hum market mai zada best preform kr sakty hai. Aur es say hum zada earning bhe hasil kr sakty hai.
          • #6 Collapse

            Forex trading main pin bar par aapko kaam karna chahiye Jab Ye Bin bar market Ke Main support and resistance per banti hai boss Watan Ke Liye accept on signal Dede Forex trading main aap ke liye profitable ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Yes exactly my brother apnay bilkul sahi kaha hay k her pin bar pe apko success nahi milti hay aur jaisay koi bhi player cricket mai her boll pe 6 nahi laga sakta hay aisay hi forex mai bhi app her trades mai profit earnings nahi karty
              • #8 Collapse

                thek kaha analysis karni chaiye but pin bar aik important candle ha ap isko ignore nahe kar saktay ye bullish trend ko indicate karta ha aur really market bullish jaati bhi ha but important ye ha dekhna chaiye market mei fundamental pressure ha ya technical pressure ha then ap ko pin bar ka faida lena chaiye then ap ko usski accuracy ka faida hoga
                • #9 Collapse

                  Yes of course Aap Ki Baat theek hai theek Forex trading Mein Hamari Har kisam ki pin bar ke upar Hame train open nahi karni chahiye Kyunki aap ko pata hona chahiye ke everything bar Hamare liye profitable nahi hoti coach Kishan ke teen Baar Aise support and resistance area ki banti hai Jab Tak jab tak forex market Mein confirmation candle open nahi hota tab tak hum trade open nahi karni chahiye.
                  • #10 Collapse

                    g han bhai ap bikul sahi kh rahay hai.mager jo trader short term trading karty hai.wohi is strategy ka use karty hai.main kud long term trading ko kerna pasand kerta hoon.mian jab bi short term trading ko kerna caho mujay to tab hi apni trade main loss howa ha.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Yap app ki baat say dost agree kerta hoon trading maen her candlestick pattern bnanay wala signal nahe hota hy us maen app ko jb tk kisi bhe pin ki confirmation nahe hoti hy tb tk wo set up walid nahe rheta hy ya hota hy ise leay app ko wait kerna chahy jb bhe koi set up banay next bar down ya up close hona hona buy ya sell k leay zarori hota hy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X