Forex Ki Taleem Ko Rokna Daina Cheye Ya Nahi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Ki Taleem Ko Rokna Daina Cheye Ya Nahi?
    agar kesi trader ko regular profit hony lagy without any loss key to kia esy traders ko forex learning aur education jo key wo knowledge daily hasil karta hay us ko stop kar dena chaye ya es ko continue rakna chaye?
    Last edited by ; 07-11-2018, 10:16 PM. وجہ: The title is edited from English into Urdu
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Knowledge aur education ke koi b limit nai Hoti hai . Iss liye traders ko chaiye kamyabi ho rahi ho ya Nakami trading ke learning ko har aik sorat Mai continue rakhna chaiye .

    Forex trading ya life ke kisi b field Mai app learning stop kar dain tu iss field Mai growth ruk jate hai .
    • #3 Collapse

      Dear brother forex trading aik aisa bussiness ha jis ka knowledge bht waseeh ha ap yeh ni keh sakty keh apnr is pa full aboor hasil kr lia ha har new din maim apko aik nai cheez mily gi jo apko is k satj touch main rehny se hi hasil ho sakti ha is lia yeh zaroori ni keh losd ni hwa to daily ki training ya knowledge hasil krna chor dia jaye balkeh continue rakhen. Thanks
      • #4 Collapse

        Dear pehli baat to yeh hay k forex main jis ko musalsal profit ho raha ho wo isko stop ni karay ga. Agar loss b ho raha ho to ap ko chahiye k trading pe focus kr k trading karain.
        • #5 Collapse

          ji bilkul theek kaha apne education gain krne ki koi limit nahi hoti iss se trader ko forex ky bare mai kafi achi trha se lerning hojati hai iss liye education hasil krna bhi aik bht bada bonus hai
          • #6 Collapse

            No sir education is the must in every stage of life humain chhay jitna bhi loss hoo himat nahi harni chhye hay aur consistently struggling karty rehna hay aur loss hoo ya profit hoo learning aur knowledge ko increase karty rehna chhye hay
            • #7 Collapse

              Forex business mai regular profit hasil krnay kay lye zaroori hai k ap sub say phely forex market ka knowledge hasil kray. Jis say ap market mai trend ko follow kr kay trade kray. Es say ap market mai achi strategy bhe ban sakty ho.
              • #8 Collapse

                Forex trading ke liye education Hasil karna chahte hai to aap forum se starting kar sakte hain for akber kam karna aapke liye bahut Aasan Hai Aap Yahan Par apni education course continue Rakh sakte hain aur Yahan Par posting Karke aap trading ke liye bonus Jama kar sakte hain Jisko aap Forex trading main use kar ke profit Hasi kar sakte hain ok bahut Aasan kaam hai
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  agar kesi trader ko regular profit hony lagy without any loss key to kia esy traders ko forex learning aur education jo key wo knowledge daily hasil karta hay us ko stop kar dena chaye ya es ko continue rakna chaye?
                  Salaam Alaikum my jaan Forex trading sabse achi education aap forum Haasil kar sakte hain Kyunki Yahan Par senior members ki bahut acchi post Hoti Hai Jin Se Kafi knowledge Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Dosto forex trading ma agr ap ko ab loss ni hota hy agr hota b hy thora bht hota hy jo jld recover ho jta hy ap aik bra profit hsal krny lg jty hy or aisa ap k knowledge or mhenat ki wja sy hua kiun k ap daily learn krty thy to dosto ap ko es ko continues he rkhna chy chorna ni chy Kiun forex update hoti rheti hy or Jesy update ap ko sath pta lgta rhy wisy b Forex bht bri hy ap phr kuch na kuch seekh skty hy
                    • #11 Collapse

                      forex frum ak online real beznus hy jo es waqt boht zyada papolur ho choka hy jis ki khas wja sy m bhrti hoi tadad hy din ba din forex ko log tezi sy join kr rhy hen q? q k es m education ki koi limet nhi learning kro experions bna k knoliged full treadr bn k acha profit earn kro r sucsecs hasil kr k rich men bn jao forex ki ham Bri khobiyon m sy ye ak khobi hy k education ki koi demand nhi .
                      • #12 Collapse

                        Forex trading mein education ap ke jitne ziyada hogi utna ap ke liya bhatr hai kyu k education ke koi limit nai hai forex trading ko ap mostly tb he ap us ko ek acha trade ki traha kaam kr sakhte hn jb ap apni learning ko continue rakhenga .forex ek bht bhara bussiness ha aspe apko time be lagh sakhta hai lekin us ko samjhna mushkil nai bus ap apni mehnat ko jari rakhen aur apne mistakes ko sodhare.
                         
                        • #13 Collapse

                          Forex trading mein education ap ke jitne ziyada hogi utna ap ke liya bhatr hai kyu k education ke koi limit nai hai forex trading ko ap mostly tb he ap us ko ek acha trade ki traha kaam kr sakhte hn jb ap apni learning ko continue rakhenga .forex ek bht bhara bussiness ha aspe apko time be lagh sakhta hai lekin us ko samjhna mushkil nai bus ap apni mehnat ko jari rakhen aur apne mistakes ko sahi karne ki kohshish karen
                           
                          • #14 Collapse

                            Bilkul b nai ek behtreen trader ban,ne k liye zaruri hai k zada se zada knowledge gain kia jy.. Na k chor kr bethna chahiye.. Is tarah wo ahista ahista apni mentallity kho bethe ga.. Or us k daimagh sust hota jy ga..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Ki Taleem Ko Rokna Daina Cheye Ya Nahi?

                              forex mai hamy daily demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or hum intenet py babaypips py be learning hasial kar sakty hain yai aik international or kabe be band na hony wala business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X