Usa election ki waja say gold senstive hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Usa election ki waja say gold senstive hai...
    Dear usa main donald trump ki cabinet kay midterm elections hain is waja say.
    Gold kafi zada strong ho sakta hai.
    Hamain gold ko 1227 say buy kar laina chiay.
    Kiun kay gold is waqat trending situation main hai.
    Is waja say agar fake move b karay ga to pelay bullish move kar sakta hai..
    Aap ki kia ray hai aap zaroor share karain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex forum member ap k analysis hain ye magar mera nai khyal k aisa ho ga kiun k Gold ke movement unpredictable hoti hy wiasay asar ho bhe sakta hy chalo next week mein dykhty hain k kia hota hy trading karni hy ya nai
    • #3 Collapse

      ak acha or successful trader banana k lea kitna time cahea hota ha?
      Salaam Alaikum friend menu Jodhpur mein Apne senior member Se bojhe Na javega Chaho successful trade banane ke liye kitna time chahiye jaldi se jaldi
      • #4 Collapse

        USA key election ki waja se Forex ki market me big movement ho sakti hay aur khas kar US dollar ki big movement direct Gold market par hony ki waja se gold high bullish move kar sakta hay es situation me careful ho kar trading karni chaye, gold agar bearish move karta hay to ye koch hi time key ley ho sakta hay overall gold ki movement bullish hi hay.
        • #5 Collapse

          Dear gold ka mera kheyal mein election ki waja sy weak hona chahiye q k election ki waja sy dollar strong ho ga agar dollar strong hota hay to gold weak hona chahiye tha... Mera analysis mutabiq to gold ab weak ho ga mazeed strong hony k chances kam hain
          • #6 Collapse

            USA election ka aik big effect parr sakta ha gold pe overall market pe bhi asar parray ga essi wajah se ap gold ki movement mei khas traders ki dilchaspi nahe dekh rhay economical condition news ka much effect lazman market pe hota ha same like ap dekho gay gold mei zyada volume nahe horha kyun traders wait kartay hain news ka
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
              Dear usa main donald trump ki cabinet kay midterm elections hain is waja say.
              Gold kafi zada strong ho sakta hai.
              Hamain gold ko 1227 say buy kar laina chiay.
              Kiun kay gold is waqat trending situation main hai.
              Is waja say agar fake move b karay ga to pelay bullish move kar sakta hai..
              Aap ki kia ray hai aap zaroor share karain..
              Ji haan Jab USA collection hota hai to Gold bahut jyada Teji se move karta hai aur isme bahut jyada risky ho jata hai isliye JB USA ke Lakshan Hote Hain Forex trading main kaam karna bahut risky ho jata hai
              • #8 Collapse

                Ap ki baat bhe durast hai. Kyu k forex market mai es waqat zada tazi hoti hai jab bher dollar mai koi issue ya phr weak ya strong hota hai. Es lye hum ko jab bhe trade krna hai tou dollar ki news ko zaroor read kray. Jis say hum forex market mai trade kr sakty hai.
                • #9 Collapse

                  Sirf gold hi nhi USD k jitny bhi pairs hain is election ki waja se risky condition mai hai. Lehaza tamam traders ko chahiey k stop los k bagher trading na karen. Kiu k USD k tmam pairs Bullish ya Bearish kisi bhi side mai achank bahot tezi se Move ker sakty hen so keep alert.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Yes of course Forex trading Mein USA election ki vajah se gold sensitive ho chuka hai hame chahiye ke Donald Trump ke cabinet elections ke upar thoda wait kar lena chahiye Kyunki Agar public and party win karegi US dollar stronger on gold weakness Ka Shikar hoga.
                    Agar democratic party win karti hai.
                    Who is Surat Mein gold strong ho sakta hai aur US dollar bearish move karay ga.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X