What is the reason of majority trader failure

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the reason of majority trader failure
    Zayda ter logon k forex main fail hone ki wajha knowledge aur experience ki kami hoti hai ya kuch log ayse hone hain jo k halaat k sath nahin chalte apne purane rule ko follow karta hain is liye halaat se hamesha touch raha jae aur is k mutabiq nae planing ki jae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhi ap ny theak kha kuch log es me es liye fail ho jaty he kun k us k pass knowledge or experiance ki kami hoti ha jis k waja sy in ki nakami ka samna hota ha es hame achi tarha ee ka experiance or knowledge ta k ham es me kamyab ho saky
    • #3 Collapse

      Brother Wesy to kafi sari reasons hain jis ke waja se aksar trade fail o jaty hain lekan khuch cheesy common hain jesa k forex trading Ke learning proper na karna aur Pely demo pr practice na karna aur khuch log trading ko easy smj kr start m he boht zaida investment kr k loss hony k bad disheart o Jana Yad rakhy trading ik process a aur boht he crticial a is ko Pely pura understand kary us k bad he real m trading kary
      • #4 Collapse

        lack of intrest, lack of intrest and lack of hard work are the main reasons of failure in forex. so we should avoid. otherwise hamain loss he ho ga main maqsad to loss sy bachna hay
        • #5 Collapse

          Traders ki majority failure hony ki different hey koch traders greed ki waja se fail ho jaty hey koch expernice na hony ki waja se aur koch esy traders be hey jo anadazy ki trading karty hey esi common mistakes ki waja se traders failure ho jaty hey.
          • #6 Collapse

            Dosto forex trading ma aisy 90 percent trader hy jo forex trading ma sirf loss he hsal krty hy jb k sirf 10 percent aisy trader hy jo es sy acha profit earn kr paty hy es ki wja ye k ye 10 percent trader mhenat krty hy or es sy Acha knowledge or experience hsal kr k trading krty hy jb loss waly forex trading ma Bilkul mhenat ni krty
            • #7 Collapse

              G bilkul sahi baat kar rahy hain ager generally baat Karin tu traders Kay loss karny ka main reason knowledge hasil jiye baghir trading karna aur sath sath trading experience ka hasil na karna he hai . Traders ziada tar forex market Mai trade karty time iss ko easy business samjhty hain jo Bari mistake hai aur trades iss waja say he trading ke learning b nai karty hain
              • #8 Collapse

                Yes dear ap ki baat theek hay forex main forex main failure ki wajah lack of knowledge and lack of experience, laikin aik wajah aur b hay aur wo bari bari lots lagana.
                • #9 Collapse

                  dear friends, forex trading main fail honay ki sab say bari waja lack of knowledge hay but kuch log knowledge k hotay hway bhi loss kar jatay hain q kah woh lalach main par jatay hain aur zayada profit k chakkar main kam profit say bhi mahrom ho jatay hain.
                  • #10 Collapse

                    Dear forex trading aik bhot hi bara business hay aor mazay ki baat ye ha kay hum is ma bagair investment kay kaam ker rahy hay is lia zeyada tar trader isko ek game samjh ker trading kertay hay unkay lia forex trading aik time pass kernay wali game hay aor trading ka knowledge aor experience hasil kernay ki bilkul bhi zarorat mehsoos nhi kertay aor tukkay per trade open ker dety han laiken jo member apnay account ma deposite kerwa ker trading kertay hayn wo soch samjh ker trade lagatay hay aor zeyada tar profit bhi earn kertay han.
                    • #11 Collapse

                      ji bilkul theek kaha apne ziada failure ky chances lack off knowledge orr expereince se hota hai issi liye hamain chahiye ky hum ziada skills ko improve kren orr apne forex business ko behter banain..
                      • #12 Collapse

                        Failure of majority traders is the lack of knowledge aur learning isi waja se aur jald bazi ki waja se trade laganay mai jaldi karna aur pora analysis na karna market ka ye sab bateen traders k failure hooti hain
                        • #13 Collapse

                          Ap ki baat bikul durast hai k zada tar traders fail hotay hai. Es ki main waja ya hai k market mai zada tar trader emotional ho k trade krtay hai jis ki waja say wo market mai loss krtay hai. Market mai trade srif strategy ki madad say ki jay tou success ho gy.
                          • #14 Collapse

                            Majority of traders apni mistakes ki wajah se log karte hain aur in mistakes Mein sabse important hoti hai jaldbazi bahut Sare logo ke paas experienced Hota Hai Magar jaldbazi kar Jate Hai Jiski wajah se Humko bahut loss hota hai isliye Apne jaldbazi nahi karni
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G bilkul hamen chahiey k mazi mai jo ham ne ghaltia ki hen un se lesson hasil karen aur koshish karen k jin ghaltion ki wja se hamen loss hua hai wo dobara na dhorai jaen aur trading k liey new stratgy bnaen. Aur pehly se zayada mehnat karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X