Open, close, high aur low prices
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Open, close, high aur low prices
    Dear jab market main trade open karni ho aur aapko best jagha say buy ya sell ka order lagana hai to yeh aik baar daikh lain ka market open kitne pe hui ya close kitne per hui. Esi tarah pehly market high kitna touch kar k aai aur low kitna value rahi. Jab aa ye cheezin check karin gy to behtar market entry aapko mill jayh ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے

    Right dear aapki baat darust hai hamen market men kisai bhi paor pe trade lene lene se pehlay iske levels ko zarur dekhna chahiye q k jab tak ham market men kissi pairs k high low aur open close ko judge ni kr pate hain to uss waqt tak ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain
    Isliye hamen chahiye k ham koi bhi order open krne se pehlay market k9 achi tarah se watch zarur kr len
    • #3 Collapse

      yes sir jab hum forex mien aa ker real account mien trade ko open kerty hien to hamain es mien aa ker fully market ko watch kerna ho ga or ager hum es mien aa ker fully market ko watch na kerty hien or analysis k bina trade open kerty hien to hamaine s mien yeh na pata chal saky ga k market ki movement kahan tak jy gi or hum es mein aa ker ketni earning ker saky gy es lye hamain es mien buy ya sell kerty hwy tamam bato ka khayal rakhna zarori hai
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
        Dear jab market main trade open karni ho aur aapko best jagha say buy ya sell ka order lagana hai to yeh aik baar daikh lain ka market open kitne pe hui ya close kitne per hui. Esi tarah pehly market high kitna touch kar k aai aur low kitna value rahi. Jab aa ye cheezin check karin gy to behtar market entry aapko mill jayh ge.
        Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading Mein order ko open karna aur usse close karna bahut jyada important hota hai Kyunki poora trading ka taaro Madari Hota Hai isliye aapko sabse Jyada Kisi cheez ka khayal rakhna Hota Hai ke aapne kab trade ko open Kiya aur kab usko band Kiya
         
        • #5 Collapse

          humey dekhna chiaye lazman high low market ka kam se kam kyon k wajah ye hoti ha humay jonsi bhi trade karain ussi pair ki movement uski average move kitni u kitni down jaa chuki ha ye judgement important hoti ha kabi ap ki trade trend wise level price pe lagti ha aur kabhi trade ap ki reversal pe hoti ha isliye ap ko pata honi chaiye kitni mazeed move ho sakti ha ye high low se he judge hota ha
          • #6 Collapse

            Dear aap ko pata hona chahiye ke forex market mein open close open low or close Hai wala Chakkar Jo Hota Hai.
            Jaya quick and ke baad market gaps ki baat kar rahe hain yeah market cap Sath Rehte Hain YouTube fundamental analysis.
            Humein Jabse ke upar trading Karni chahiye Kyunki Akshar market gapco refill karti hai aur Akshara market Apna trend change kar deti hai..
            • #7 Collapse

              Yes my brother exactly apki post bht informative hay aur exactly trading mai yehi strategy addop karna chhye hay kald bazi hergiz nahi karna chhye hay
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                Dear jab market main trade open karni ho aur aapko best jagha say buy ya sell ka order lagana hai to yeh aik baar daikh lain ka market open kitne pe hui ya close kitne per hui. Esi tarah pehly market high kitna touch kar k aai aur low kitna value rahi. Jab aa ye cheezin check karin gy to behtar market entry aapko mill jayh ge.
                Assalamu Alaikum ji bhaijaan Forex trading Mein trade ko open karna aur close karna bahut jyada important Hota Hai ke aap kis jagah par Apne trade ko close kar rahe hain ya nahi aap Agar Los Madrid ko close kar rahe hain ya profit Mai trade co close kar rahe hain to aapko Pata hona chahiye ke aap lalaj nahi kar rahe aur greeding bahut Buri cheez hai
                 
                • #9 Collapse

                  High aur low points check kerny k liey aik indicator b hai jis ka name pivot hai is ko aap online free download ker sakty ho. Ye indicator aap ko pivot point, support lavel aur reaistance lavel show kerta hai is tarah aap ko high aur low point check kerny mai aasani ho gi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Open, close, high aur low prices

                    forex market main jo candles banti hay unki open close aur high aur low alag alag hoti hay aur humay chahiye keh en sab kay bary main knowledge ko barhaye tab he hum acha earn kar sakty hay es business main ye aik bohat acha business ay sahi say time daity rehna chahiye es main tab he safe earning kar sakty hay
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Open, close, high aur low prices

                      forex mai hamy open close or high or low ko dahkty howe analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam job ke nisbta bohat ache job hain lakin agar hum is mai bager learning ky tukka baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X