Bitcoin trading vs gold and silver
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoin trading vs gold and silver
    mera senior members se sawal hay key bitcoin me profit/loss ka margin crude oil aur gold se zeyda hay ya kam hay?

    gold key sath crude oil trading be risky hay esy me agar koi first time bitcoin me trading karna chahy to kia esy traders gold aur crude oil se zeyda profit earn karny me kamyab ho sakty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    mera senior members se sawal hay key bitcoin me profit/loss ka margin crude oil aur gold se zeyda hay ya kam hay?

    gold key sath crude oil trading be risky hay esy me agar koi first time bitcoin me trading karna chahy to kia esy traders gold aur crude oil se zeyda profit earn karny me kamyab ho sakty hey?
    Dear bitcoin ka margin gold and oil se bhi ziada hai aur mere khayal men hamen bitcoin pe to bilkul bhi trading nhi krni chahiye
    Bitcoin se behtar hai k ham oil and gold pe trading kren q oil and gold k liye ham technical k sath fundamental analysis bhi easily kr ssakte hain but bitcoin k fundamental analysis ka koi pta nhi hai isliye main smajhta hoon k oul and gold ki trading bitcoin se kahen ziada behtar hai
    • #3 Collapse

      Dear aap ko pata hona chahiye ke Bitcoin move slowly slowly karta hai aur agar koi bhi currency pair ke upar aap trading Karte Hain Tum Ho slow slow mo nahi karta.
      Aap ko pata hona chahiye ki Jab Apne forex market mein kisi bhi cryptocurrency ke upar trading karni hai toh aapko long term trading ke baare mein Soch Na Hoga.
      Hame chahiye ki Jab Hum forex market Mein trade open Karte Hain proforma cryptocurrency ke Alawa other currencies copper trading karne chahiye Kyunki cryptocurrencies ka kuch Pata Nahi Kisi main market market Hamari se was out of range.
      • #4 Collapse

        Re: Bitcoin trading vs gold and silver

        mery khyal main bitcoin aur gold par trading experience enhance karnay kay baad he karni chahiye kyun keh enmain bohat ziada movement ho rahi hoti hay agar humary pass market kay bary main knowledge kam ho ga to hum esmain acha profit hasil nahi kar sakty ulta nuqsan bhi kar sakty hay es liye humay khoob mehnat karni chahiye
        "The mind is everything, What you think you become"
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Bitcoin trading vs gold and silver

          Bitcoin ka anay say pehlay forex market main gold aik ais metal thi aur gold ka aik aisa pair tha jo kay boht hi mehnga tha. aur trader samagtay thay kay un kay baray baray account bhi is qabil nahi hain kay wo gold kay pair ko trade ker saken. lakin jab bitcoin ki currency i hay tab say log gold ko bhol gaye hain que kay bitcoin gold say bhi char hath agay hain. jab kay silver trading kay liye safe heaven hay.

          اب آن لائن

          Working...
          X