Keep a target in your mind..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    yes dear target zehan mai rakhna koi bori baat nai hai iss mai aap hi ka faida hai iss k zariye se aap apne kaam se jaldi free ho jate hai or apne dosre zarori kaamo k liye bhi time nikal late hain...
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      ji ha bilkul aap ko apna target rakhna chahiye our analyst ki report dekhna chahiye jis say hame andaza ho jata hay kay market aaj kitna utar chrhao aye ga our hame trend dekh kar target set karna chahiye mere khayal say aap ko 10 pip per profit set karna chahiye.
      • #393 Collapse

        agar hamarey mind main aik acha target aur aik acha experience ho to phir hum is main achi trha se kamiyab ho skatey hain aur bohot hi jaldi hum is main acha experience hasil kar saktey hain.
        • #394 Collapse

          yes my dear bother ap forex trading ma target sa work karo ga to my dear bother ap kuc income kama skate ho bother or hard work karo ga to my dear bother online ma best real work hy my dear bother
          • #395 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
            if you like to trade forex. First of all when you gain fundamental knowledge of trading forex, then take a decision how much pips you want to gain. Now observe the market and wait for make a order with your target.
            g han dosto jab be ham forex trading ka kam start karyn to hamary mind mai aik target hona chaheyae jiss ko follow kar kay ham achy trader ban payn gay is mai planing karna bhot zrori hota hai..........
            • #396 Collapse

              Jee bhai jan ye such hai k ager hum forex trading main success hasil kerna chahte hain to is k lie zroori hai k hum apne mind main daily k lie ik target rekhain. aur is target ko achieve kerne ki bher por try kerte rehain.
              • #397 Collapse

                Forex trading min weise to humin unlimited earning ka chance hota he hum es market min karobar kar k buhat hi ziayda profit bhi earn kar skate hin. Es karobar min magar lalach bhi humsha nuqsan hi deiti he es lei hum lalach se bachne k lei aik target zaror banaein apne samne aur us target ko acheive kar k mutmaein ho jaein.
                • #398 Collapse

                  agger posting main target ka taluk hy tu main ek din main agger theak time mill jay tu main 50 ky qareeb posting kr leta hn but trade main koi target ka sawal hy tu abi tk mera koi trade ka inta experiance nai hy..
                  • #399 Collapse

                    yes u are right ap ko jub bhi koi kam krna ho tu is k liy phly ap ko apny mind main ik traget set kr lna chahiy usi k thrugh phir kam krna chahiy
                    • #400 Collapse

                      ye toust he bhai jaan strategy l bagair aap kaam hi nai kr sakty is liye aap apni plaining ken phr trading kren ap ko aap k plains or strategies hi agy pohnchaty hen is k bagair aap kuch nai hen.................god bless.
                      • #401 Collapse

                        yes i always keep my target in my mind kyun k muje nahe paasand aur koi business forex k elawa forex jaisa buisness aur kahin nahi hai adn its the best job
                         
                        • #402 Collapse

                          g han mere mind main target rehta hai aur main target ku dekh kar kam karta hun aur apni earning ku bhi dekhta hun aur ziada karna cahye har new trading main
                             
                          • #403 Collapse

                            Hmmmmm haan target ka mind ma hona zaroori hai ku k aapko apnbe target ka pata nahi hoga to aap apne target per focus nahi krengy so it is necessary.
                             
                            • #404 Collapse

                              dosto me abi new hu or ap dosto ki help se forx k bary me learn kr rha hu ta.k ap dosto ki trh me b achi trading kr k achi earning kr sko ta.k ghr bethay apna busenes kr k apany life passion chsange kr sko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                Dear sir forex trading main aap ko aik proper planning say kam karna ho ga, aor es business mian earning main apni investment kay hasab say aik target hona zaroori hay, jes ko pora karnay kay liay humain zaida say zaida hard working karna ho gi, aor tatget ho achive karnay kay baad trade close kar deni chahayie and zaida laluch nahi karna chahayie.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X