Trading Kay Mutalliq Meri Zabardast Strategy...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Kay Mutalliq Meri Zabardast Strategy...
    Assalam-o-alaikum dosto ma forex trading ma taqreban new hun aor mera knowledge aor experience bhi kam hay laiken ma jes strategy per kaam kerta hu ma ap logo say wo share kerna chata hun main hamesha H1 chart per moving average line ko dekhta hun kay ager wo 30 ko touch ker kay opper jana start kerti hay tu ma buy ma trading kerta hun aor jab 70 ko touch ker kay nechay aana start kerti hay tu ma sell ma trading kerta hun aor ye kaafi profit wali strategy hay meri, ager senior members mujhy is kay baray ma kuch mazeed guide kerna chayien tu mujhy mazeed kuch seekhnay ko mil jay ga aor sab member ka bhi faida hu jay ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: TRQ007 پيغام ديکھيے

    Dear brother aapki stargty totally indicators pe depends krti hai aur ham kabhi bhi apne aap ko apni trades ko indicators pe nhi chor cakte hain q k hamen indicators se achau results nhi mill pate hain
    Isliye hamen indicators k bajay apne analysis pe focus krna chahiye jab ham market ko khid se avha analys krna shuru kr den ge to hamen indicators ko zarurat hi nhi parre gi so aap ko indicators k bakay apne experience ko bharhane pe focus krna must hai
    • #3 Collapse

      Yes of course forex trading main hamain aap ki jo strategy hai.
      Us kay uper amal karna chiay.
      Laikin aap ko pata hona chiay kay forex trading main aap ko strategy trending market main completely fail hai.
      Hamain chiay kay relative strength index indicator ki strategy jo aap ne batai hai.
      Ye ranging market ki strategy hai.
      Hamain is ko follow karna chiay sirf ranging market main..
      • #4 Collapse

        dear forex forum member main ubi ap ke kahe hoe baat py he analysis kar raha tha but mujhy tu ko samjh nai ae eik baat hy k 30 wali strategy tu thek hy magar 70 wali kahain bhe fit nai ho rahe hy wo kiasay ho ge ap batain please
        • #5 Collapse

          Dear brother ap ki strategy bahut achi hay aur es say ap profit earn kar saktay hain q kah market zayada tar support aur resistance k dermeyan hi move karti hay aur en points par trades open kar k profit earn keya ja sakta hay but sometimes market support aur resistance ko tor kar agay bhi ja sakti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Trading Kay Mutalliq Meri Zabardast Strategy...

            forex trading main strategy main cheez hoti hay agar humary pass achi stratgy ho gi to hum us strategy ko use karty huway market main bohat achi earning kar sakty hay aur apna profit bna sakty hay es business main humay mehnat karty rehna chahiye kyun keh mehant karnay main e faida hota hay tab he safe earning bhi kar sakty hay esmain
            "The mind is everything, What you think you become"
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trading Kay Mutalliq Meri Zabardast Strategy...

              Moving averages ko aksar new log trade kertay hain jo puranay aur skilled trader hian wo kabi hi indicators ko trade kay liye use nahi kertay wo forex ka sahi knowledge letay hian aur indicators say agay kam kertay hain. is liye wo agay tak kamyab ho jatay hain. is liye new traders ko chahye kay wo apnay ap ko is basic say nikalen aur professional trading sekhen.

              اب آن لائن

              Working...
              X