Trading Ke Proper training Na leny ka nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Ke Proper training Na leny ka nuqsan
    Dear brother jaise ke gari ko chalane se pehle usko sikhna parta hai bilkul isi tarah hamin har kaam ke liye usko karne se pehle usko sikhna parta hai bilkul isi tarah forex business ko bhi start karnay se pahle isko sikhna lazmi hai nahi tu yeh bahut zyada sensitive business hai aur is mian loss ke bahut zyada chances hote hain jiski wajah se hamara sarmaya doob sakta hai..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear forex trading ka proper knowledge na honay ki waja say hamain forex trading main losses ho saktay hain.
    Hamain chiay kay jab b ham pelay proper knowledge hasil karain forex trading ka.
    Us kay bad hamain trading karni chiay hamain apnay insta forex bonus account per.
    Phir jo hamain profit ho us ko reinvest insta forex kay real account main kar dain.
    Ta kay hamain bonus accont knowledge ho trading achat say karain..
    • #3 Collapse

      yes ye bhot lazmi thread hy k trading krny se pehly us k baary me proper ilam hona bot zaroori y k q k knowledge k bghair ap sirf nuqsan kr skty hain faida ni haasil kr skty,is liye trading se pehly is ka proper ilam haasil krain is k baary me mukammal januna cahiye us k baad invest krain q k trading money ka nuqsan na ho balkeh sirf faida ho
      • #4 Collapse

        Bhai is ma tu koi shak nhi hay kay forex trading aik bhot hi acha business hay aor hum ia ma investment kay bagair hi is say profit hasil ker saktay han laiken pher is kay lia bhot hi zarori hay kay humay trading kay mutalliq mukammal knowledge hona chayi aor hum experience kay saat trading kerna jantay hun laiken ager hum ye sochay kay serf account bara ker latay han humay zaror profit huga tu pher humay loss kay sewa aor kuch bhi nhi mil sakta is lia knowledge bhot hi zarori hay.
        • #5 Collapse

          proper trading ki training na hony ka nuksan ye hota hay key ham investment to kar lety hey magar trading ka expernice aur training ki kami ki waja se ham se esi esi big mistakes ho jati hey key jes ki recovery karna hamary ley bahot hi difficult ho jata hay aur last me ham es business ko hi blame karna start kar dety hey agar proper trading ki training ho to hamara har trade hi hamy big profit de saky ga.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Trading Ke Proper training Na leny ka nuqsan

            forex mai jab hum proper learning hasial karny ky bager he is mai kam kary gy to hamy loss ho jata hain hamy daily demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary experience mai azafa hota hain or hamy market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey

            اب آن لائن

            Working...
            X