Minimize your lose and leave the greed to more profit.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    ha jab aapko fore xme greed nahi karte hai to hi aapko formexm eprofi mtilyta hai is iye aapko greed kam karna cgahiye ti hi aapko fore mx eloss nahi milta hai aur agar aapko profitkarna jhai to aapko greed band karna hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      forex me loss ko kam karne ke lye hame mehnat karna hoti hai mehnat he ham ko forex me loss kam karne me help kar sakti hai is lye jitni mehnat karen ge is me ham utna he is se kama saken ge so i think ke mehnat he is me lazmi hai kamyabi hasil karne ke lye .
      • #228 Collapse

        آپ اپنی ٹریڈ ایک کھو جا رہا ہے کہ دیکھتے ہیں تو، آپ کو s / l آپ تجارت کو بند کرنے اور اپنی ٹریڈ جوڑی کے بارے میں خبر معلوم کرنے کی کوشش کرنی چاہئے مقرر نہیں تو. پھر کئی معتبر ذرائع سے خبر سے آپ کو فیصلہ لینے.
        • #229 Collapse

          Trading ke doran loss hota he is mien koi shak nahi kr skta risk business to lekin is mien apne us loss ko hesha yaad rakhna chahiye taa hamien hamien ehsaas hota rahe ur phir se loss naa ho bach skte hien.
          • #230 Collapse

            Yes exactly we should minimize our loose and try to move to profit but don't feel greed any thing . Because greed is really harmful for the traders and for the business man so keep avoiding greed and make your mind and heart broad and go through from there.
            • #231 Collapse

              yes its true aisa bhe hoota hay kay stop loss to uss waqt use keeya hata hay jub open trade say offline jana hoo werna manually hee trade close kerni perti hay orr badd main soocha jata hay kay mistake kahan hue hay..
              • #232 Collapse

                Is baat ko me nay kafi observe kia he kay agar hum greed ko kam kar dein balkay khatam kar dein to humara profit ziada ho jata he kiu kay greed mein hum tradung begair analysis kay karty hein jis ki waja se loss hota rehta he or hum apni money or time waste karty rehty hn.
                • #233 Collapse

                  yes my dear ap ne jin points pe baat ki sabhi ahm hain greed se kisi trader ko b fida nahi ho sakta is liye is se door hi rehne mein hamari bhalai hai is k sath tp or sl b ap ko big loss se safe rakhte hain
                  • #234 Collapse

                    asal me greeed ko leav kerna bhut he mushkil kaam hia is leye em sub ko kheta hun k greed s ebuch ker he rehna chaeye,.
                    • #235 Collapse

                      g ha bhai main ap ke baat se agree karta hoin k agar hum is main greed and emotion ko avoid kar dain to hum is main stop loss and take profit ko use kar k daily acha profit earn kar sakty hain...
                      • #236 Collapse

                        forex trading mein jb trader apne trading mein greed ku khtm kr ke trading krta he tu us ke trading mein kamaybe hote he aur trading mein trader acha profit hasil kr leta he tu trader ku chahe keh apne trading mein sahih kam kre aur stop laganaa acha rhta he
                        • #237 Collapse

                          brother it is happened with me most of the time. i lose my all investment for demand more. do not demand more from forex. just cut your profit according to you skill. never want more.
                          • #238 Collapse

                            better hay kay aap S/L set kr dan warna aap ko idea he nhe hoga kay kitna loss ho gaya i mean bohat zyada loss bhe ho sakta hy or aap ko agar profit ho rha hy to aap lalach mt kran kay oor zyada profit ka
                            • #239 Collapse

                              Jab market kisi khas direction mein speed se move karne lage aur aap ko loss hone lage to aap usi waqt trade close kar den.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Assalaam o alaikum agar aap chahte haink aap k nuqsaan kam ho or aap profit kamane mein kmayaab hojain then aapko cahiye k aap dil se trade karen aur trade karne se aapko ye faida hoga k bager lalach k wo b k aap k profit k margin barh jaiga aur aapka los kam hojaiga issliye traders ko kabi b lalach nei karna chahiye forex trading mein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X