Forex trading main risk factor kab increase hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main risk factor kab increase hota hai
    Dear forex trading main jab bhi kabhi geo political tension hoti hai.to financial market main risk on ho jata hai.
    Aisi situation main safe heaven samjhay janay walay asset ye hain.
    CHF
    Jpy
    Gold
    Ye teeno aisi situation main high demand able ho jatay hain.jab bhi kabhi global econmy ko kisi kisam ka koi risk ho.
    Is liay apnay bonus account per CHF pairs or JPY currency pairs per geopolitical tension ki situation main zaroor trade karain...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Risk factor tou her waqat trading main available hota hai aur increase zyada us waqat hota hai jab koi trade open ho aur market kafi zyada trade ky against move ker jaey tou ham sath sath same big loss ko ja recover kerny ki koshish kerty hain tou kei aesi mistakes ho jati hain ky loss recover hony ki bajaey account hi wash ho jata hai
    • #3 Collapse

      political news ya economic news ho to CHF, Gold, JPY ka US dollar key sath relation hony ki waja se some opposite movement dekny ko milti hay, hamy base aur quote currency ka relation me movement ka andaza news se hi laga sakty hey.
      • #4 Collapse

        Jab market kafi time ky liay sideway trend per chal rehi ho tab risk factor bahot zyada ho jata hai ky market ki kisi aik direction main bari movement ky chances hoty hain ky agar ham same time main trade open kerty hain tou risk bhi kafi zyada hota hai aur agar profit main trade jaey tou profit bhi kafi zyada hasil ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Dear frend ye bat bilkul sahe hai k jab market kafi tym mai aik directions mai rhy to phr hmara zahen sahe tour py decide nai kar pata k ab market ny kis taraf jana hai aisi suarte hall mai hmy wait karna chaye ir market ki directions ko samjhna chaye k os ny kis tarf jana hai or jab market ki movement ki samjh aa jaye tab he koi step othana chaye.
          • #6 Collapse

            kaafi had tak ap ki baat thek ha gold aik big pair ha iski barri move market pe asar andaaz hoti ha agar ye bhi aur dollar index bhi bohat tezzi se move kar jaen gay tou tamaam market mei bohat tezzi aati ha same JPY pairs ka bhi tezii se move karnay se market mei risk ajata ha market ki aik big fast movement barh jati ha tab keh skatay hain k risk factor barh chuka ha
            • #7 Collapse

              good dear ap na bhot achi bat ke ha and real mn yh bat mnera knowledge mn nhn th mn na yh pairs and ap ke suggestion apni diary mn note kr le hn and thori bhot mazeed research kr ka ap es pr kam start kr dn ga dear maretk mn aisi e threads agr ayn ga to sub logon ko faida e faida hasil ho dear jpy and chf pr ba shak move km hoti ha but es ke dirextion aksar clear e rehti ha es bat mn koi shakoshuba wali bat nhn ha and mn es cheez ko mind mn rakh kr chiln ga
              • #8 Collapse

                Dear aap ko pata hona chahiye ki forex market Mein risk factor kaafi Jyada hota hai Janta forex market Mein trading Karte Hain To aap kon annaylisis karna chahiye.
                On forex market main risk ho jata hai.
                Jain forex market mein geopolitical tension create Ho Jati Hai Khwaja se market Mein CHF Japanese yen all gold ki price Mein izafa hone lag jata hai Kyunki CHF j p y on gold in ki demand increase Ho Jati Hai Jis wajah se Hame chahiye Ke Hum Aise situation may inko purchase kar laina chiay.
                Is tarike se aur is strategy ke mutabik Hame Apne insta Forex bonus account Par Accha profit Hasil ho sakta hai without technical analysis.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main risk factor kab increase hota hai

                  trading main available hota hai aur increase zyada us Risk to waqat hota hai jab koi trade open ho aur market kafi zyada trade ky against move ker jaey tou ham sath sath same big loss ko ja recover kerny ki koshish kerty hain tou kei aesi mistakes ho jati hain ky loss recover hony ki bajaey account hi wash
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main risk factor kab increase hota hai

                    forex trdaing main apko risk tab milta hai zyada jub kuj pairs ap risky sellect karty hain jesy ap ny hmain pairs btay hain en main kafi risk factor hota hai tu aghr ayse pairs ap select karty hain apni trdaing k liye tu ap apni trading ability or expiernce ko mazeed increase kar k trading karni chahye ta k ap ko loss na ho skay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main risk factor kab increase hota hai

                      forex trading main risk kam say kam lena chahiye jitna kam hum risk lain gay utni he achi earning kar sakty hay aur market main safe bhi tab he reh sakty hay humay chahiye keh es business main kabhi bhi lalach ki zad main aa kar trading na karen kyun keh esmain faida nahi nuqsan he hota hay mehnat karna bohat he zaroori hota hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main risk factor kab increase hota hai

                        forex aik unique business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hamy riks ko high risk level py rahk ky mahnet sy kam karna chahey pherhe hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X