Forex trade main success sirf physiology per depend karta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trade main success sirf physiology per depend karta hai
    Dear aap jitni bhi forex trading ki books read kar lain . un main ye bat clear cut likhi hai kay overall forex trade main 80 percent logon ko loss hota hai.
    Laikin aap ko pata hona chiay kay forex trade main success chart main.
    50 percent physiology
    30 percent lot size
    20 percent strategy.
    Aap sirf phycology gread or fear ko control karain or lot size risk money management kay sat lagain to aap ka account wash ni honay laga .
    Experience aap ko ho jay ga time to time..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Greed aur fear of loss two important factors hain jin ki waja sy ham forex market main sirf aur sirf loss hi kerty hain greed ki waja sy ham bari lot size sy trade open kerty hain aur jesy hi market kuch dair ky liay against move kerti hai tou fear of lose involve ho jata hai aur loss main hi trade close kerna perti hai
    • #3 Collapse

      Forex main success sirf achy analysis achi planning aur best stretigies ko use kerny per hi hasil hoti hai is main ap jo bhi phylosophy use kerain lekin apki agar yeh teno cheezain behtareen hongi tou apki trading bhi successful hogi aur achi earning bhi apko hasil ho saky gi
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Dear frend sab sy importent bat forex treading ki ye hai k hm apne zahen ko don bato k loye tyar rakhy k yaha profit b hai or loss b jab ap ka mind in dono bato ko expect kar leta hai to ap k andar k dar b khatm ho jata hai or jb ap k andar k adar or lalch khatm hoti hai to dekhye ga ap kbud ba khud kamyab ho jaya gy duniya mai koi kam b ais anai jes mai sirf jeet ho or wohe log kaamyab hoty hai jo apne andar ka dar khatm kar k haar or muqabla karty hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X