Forex trading main skills improve experience ko he kaitay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main skills improve experience ko he kaitay hain
    Dear forex trading main skills ko improve karna experience ko he kaitay hain.
    Aap ko pata hona chiay kay aap jab tak forex trading ki basic technical analysis nahi kar saktay or apna bonus account big lot size per wipe out kartay rahay to aap ko koi faida nahi.
    Aap ka skills tab he improve ho ga jab aap forex trading market main apna account survive rakhain gay 3 to 5 month.
    Bhalay aap earning na karain.. Laikin bas aap small volume lot size per trading kartay rahain aap acha experience gain kar lain gay...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Han gee with the passage of time ap ka jesy time zayda hota jata ha ap zayda learn karte hain aur zaida cheezon ko samjhna shuru kar dety hain to forex main sab say main cheex yehi hai jo aap apni mistakes se learn karte hain usi say apke skills develop ho ti hain aur aap achy trader ban paate hain. lekin time ka sath sath apni trading main improvements na laai jjaain to mazeed nuqsaan ke taraf he barh jaate hn to skills ko develop karna important part hai.
    • #3 Collapse

      Dosto forex trading ma skills ko improve apna apny experience ko he improve krny ko khety hy or Dosto skills ko improve krna bht he zroori hota hy kiun k yhe ap ko faida dyti hy or yhe ap ko profit ly K dy skti hy es ly Forex trading ma small lot lga k trading kry or zyda sy zyda experience hsal kry
      • #4 Collapse

        boht e achi bat ki hay ap ny. experience yehi hay k skills improve hoti rahain apki. experience naam he isi cheez ka hay k ap skillful ho rahy hain
        • #5 Collapse

          ji bilkul theek kaha apny agar hamre pss skills honge tb hi hum achi trade krsaken gy orr agar hamare paas skills nahi honge to hum apna sara business setup ko loss mai convert krlain gy issi liye hamain aietmaad se trading krni chahiye.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
            Dear forex trading main skills ko improve karna experience ko he kaitay hain.
            Aap ko pata hona chiay kay aap jab tak forex trading ki basic technical analysis nahi kar saktay or apna bonus account big lot size per wipe out kartay rahay to aap ko koi faida nahi.
            Aap ka skills tab he improve ho ga jab aap forex trading market main apna account survive rakhain gay 3 to 5 month.
            Bhalay aap earning na karain.. Laikin bas aap small volume lot size per trading kartay rahain aap acha experience gain kar lain gay...
            Assalamu Alaikum ji Bhaijaan Forex trading Main Apni skills ko bada karna Hamare liye bahut jyada Jaroori Hai Jab Hamare skills achi honge toh Hamare experience Bata Jayega
            • #7 Collapse

              Dear ap sb ki bt tk ha ky hm sb ko skills krni chahey q ky hm ager skills ni krty to hm apny he business ka loss kr bathty ha or experience be sb ky achy hony chahey skills krty waket ager acha ho ga to business be zada he acha ho ga
              • #8 Collapse
                shahid651 سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

                Forex trading me skills bhut important hai skill ke knowledge hogi to ap ki trading achi hogi agr hme skill ne knowledege na hogi to loss utana ka emkanaat ziyada ho jhate hn isi liya skills ko samjhna bht important hn .
              • #9 Collapse

                Yes of course Forex trading Main Apni skills ko improve karna experience ko hi kehte hain.
                Jitna diya tha Hamare Paas Forex trading experience Agar Hame Itna Jyada Forex trading ke baare mein pata hoga.
                Hume Agar skills improve karna hai toh Hame Basic support resistance agri uska Pata hona chahiye Agar Koi Kisi Ki kkoji Galti Hoti Hai ki madat ki Jayegi.
                Hame Chahiye Hota Hai K Jab Hum skills ko improve kare wo Hame Apne insta Forex bonus account ke upar survive karna hota hai aur pay scales best Kar Na Hote Hain Jinse aap bull .and bears ki fight kar sakte hain
                • #10 Collapse

                  Re: Forex trading main skills improve experience ko he kaitay hain

                  g haan bhai jaan ap ki wo bat tu thek hai likn as kee liy hame as main knowledge aor experience zyada hasil karna ho gaa aor as main main ap ki bat se agree karta hon as main ham agar kam karte hain yani as forex trading maion kam karte hain tu as main hamre pass knowledge ka hona bohat hi zarory hai agar hamare pas as main knowledge nahi hai tu ham kabhio bhi as main kam hi nahi kar sake gey as liy ham ko chahiy hai kee as main pahle hamre pas knowledge ka hona bohat hi zarori hai bad main ham ko chahiy hai kee ham as main demo ka istmal kar kee ham ko as main experiebnce ko hasil karna chahiy hai tu hi ham as main kamyabi hasil ho gy aor ham profit tu hi hasil kar sake gey
                  • #11 Collapse

                    Re: Forex trading main skills improve experience ko he kaitay hain

                    Jii haan sir aapne bilkul theek hi kahan Hai main aap ki baat manta Hun Forex trading main Hamein bohat ziyada ihtyat se kam Karna hota Hai pher ja kar member as.main kamyab hoty hain or Hamein as main aapne skills KO improve Karna hota Hai phr h as main ja kar kamyabi hasil karty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #12 Collapse

                      Re: Forex trading main skills improve experience ko he kaitay hain

                      hamy skills ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik unique business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil ahin
                      "The mind is everything, What you think you become"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X