Never trade GOLD as you are a new.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    forex mai gold per trading karna itna asan nhe hota hai kiu k gold per trading karne k liye humay much experience ki zarorat hoti hai gold per humay agr profit ziyada milta hai tw humay gold per loss b ziyada he hota hai is liye jitna hosake humay shuru mai currencies per he trading karni chaiye is say humara acount b save rehta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      ji haan ap ney sahi kaha hia k baaz waqt jab hum trade kary hain toh market hamare against chaala jata hain toh hum hope haar kar k trade lose maain band kar dety hain aur phr wo price apni jaga ajati hai isliye humein asa nahi karna chayeh and khabi b umeed nahi harni chayhe..
      • #123 Collapse

        trading main hard working karni parti hai. forex kay baray learning karni parti hai jo diffaiacult hai starter trader ko. demo acount say practice karein takay ap ko trading ki samjh a jay.
        • #124 Collapse

          my dear friend jahan tak maine suna hai k gold mai hame trade nai krna chahiye q k gold ki movement ziada hoti hai or wo loss ka bais bnti hai traders k lye
          • #125 Collapse

            Forex trading mai currency or comodaties per zaida ter log trade kerty hy j8n mai gold be hy lakin new traders k9 gold per trade kerna sai perhaz kerna chahye kun ke is ke movement taiz hoti hy apko looss da sakti hy
            • #126 Collapse

              Gold aik presious metal hy our forex main instaforex k andar to fix spread rakhta hy but ager app us pay trade kraen gay to pher app ko loss k chances zeada hoty hain new traders ko to bilkul bhe trading naher kerni chahy
              • #127 Collapse

                Gold 1 high volatality commodity hai or agr other commodities ko compare kiya jaye gold say to daily basis pay gold ki movement zyada hai.Isi liye gold pr trading krnay say phlay gold ki market supply and demand ko zroor dekhna chahiye or isi k mutabik hi trading krni chahiye.
                https://t.me/pump_upp
                • #128 Collapse

                  yes dear basically gold ka ek onz pakistani rupees mn almost 150000 rupee ka and dollar almost aj kl 104 wali line mn ha to ap khud frque daikh ln ap jub bh trade ln ga gold ke to minimum ek onz ko purchase ya sell krn ga to us na ap ka margin to zyada laina e ha and us ka profit ya loss bh esi hisab sa ho ga to ap ko dono side pr dhyan daina chaya ha dear
                  • #129 Collapse

                    gee bhai ap ke bat sahih he lakin jb trader ko experience ho jata he aur woh apne gold ke trading ke lie sahih kam krta he phr us ko gold trading se profit ho jata he aur trader ko es mein investment ache krne hote he aur experience bhe acha krna hota he
                    • #130 Collapse

                      humain trade main agr gold ko use karna hay to humain kafi practice kanri ho gi kun kay humain is main levrage k lag kar trade karny main kafi risk sa hota hay humain loss ho sakta hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #131 Collapse

                        humain trade main ag kam karna hay too humain gold main kam karny main achi earning hasil ho sakti hay humai practice say market main kam karna ho ga kun kay is main kafi risk hota hay
                        • #132 Collapse

                          Agar ap forex market main new trader hain tou apko just aesy currencies paired main trading kerni chahiay jin main spread bahot kam hota hai new traders ko gold main bilkul bhi trading nehi kerni chahiay kyun ky gold main movement bahot zyada hoti hai aur new traders apna balance loss ker dety hain
                          • #133 Collapse

                            gold main trade karny k liye boht hi experience hasil karna ga aur market main trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur is main kam karny main bi asani ho saky gi aur market main earn karein gay
                            • #134 Collapse

                              jeee ha sir wesy apnay kaha thk ha qk mane aek dafa gold pay tarde lagai thi ap yakeen kry mujay 1 ganty ma loss ho gya tha islay bs apko forex ma gold pay tarding krnay say phlay apkay pas experince hona chahiye qk agar apkay pas experince ha tab hi ham forex ma tarding kr sakty ha or aek achi earning bhi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Forex Trading Ki Bunyadi Maloomat

                                Forex trading, yaani foreign exchange trading, aik aisa shoba hai jo duniya bhar ke currencies ka tabadla karta hai. Yeh aik bohot hi volatile market hai, lekin is mein trading karna seekhna kisi bhi naye trader ke liye mushkil ho sakta hai. Naye traders ko kuch khushgawar tajurbaat aur kuch badi galtiyan samajhni chahiyein.

                                Naye Traders Ki Common Galtiyan

                                Jab naye traders forex market mein enter karte hain, to unhein aksar kuch common galtiyan hoti hain. Sab se pehli galti yeh hai ke wo kisi bhi information ke baghair trading shuru karte hain. Market ke trends, economic indicators, aur news ko samajhna bohot zaroori hai. Dusri galti yeh hoti hai ke wo emotional trading karte hain. Jab aap emotional decisions lete hain, to aap aksar galat trade karte hain.

                                Gold Trading Se Parhez Kijiye

                                Naye traders ke liye gold trading bohot risky hoti hai. Gold, yaani sone ki trading, aksar bohot fluctuating hoti hai aur iski value ko kaafi factors affect karte hain. Naye traders ko yeh samajhna chahiye ke gold trading ko samajhna mushkil hota hai aur is mein zyada risk hota hai. Aksar yeh dekha gaya hai ke naye traders gold ki taraf khinchte hain kyunki iski market mein bhi hype hoti hai, lekin yeh unke liye nuksan ka sabab ban sakti hai. Is liye, agar aap naye hain, to pehle forex market ki basic currencies par focus karein, jaise ke EUR/USD, USD/JPY, waghera.

                                Tajurba Haasil Kijiye

                                Forex trading mein success haasil karne ke liye sab se zaroori cheez hai tajurba haasil karna. Aap demo accounts par trading kar ke market ki dynamics ko samajh sakte hain. Demo accounts aapko bina kisi risk ke trading karne ki ijaazat dete hain. Is tarah aap apni strategies ko develop kar sakte hain aur market ke sath familiar ho sakte hain.

                                Seekhna Kabhi Band Na Kijiye

                                Forex trading ek aisi field hai jahan learning kabhi khatam nahi hoti. Har din naye trends aur strategies aate hain. Aapko is field mein updated rehna hoga. Aakhir mein, sab se zaroori baat yeh hai ke aap patience rakhein aur trading ko ik game ki tarah na samjhein. Agar aap in baaton par amal karenge, to aap forex trading mein acha kar sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X