Khud Per Bharosa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Khud Per Bharosa
    Ager hum forex mien khud per bharosa kery to bhut zayada earning ker sakty hien.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji bilkul theek kaha apne hamain khud par bharosa rakhna chahiye tab hi hum trading ko ache se krsakte hain orr iske liye hamain trading mai expert hona prega taky hum behter profit gain krsaken.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Soniakhan1212 پيغام ديکھيے
      Ager hum forex mien khud per bharosa kery to bhut zayada earning ker sakty hien.
      Salaam Alaikum ji Bhaijaan Agar Hame Apne Aap Par confidence nahi hota To Hum Kabhi Kisi Kaam mein kamyabi nahi hote Kyunki self-confidence bahut jyada jarurat hai uska Bazar Hum trading business Mein kamyabi Hasil nahi kar sakte
      • #4 Collapse

        G Hn Dosto forex trading ma hmain khud py brosa krna chy or ye forex trading ma bht he zroori hy kiun k forex trading ma hamesha wo trader success hoty hy jo khud py yaqeen krty hy forex trading ma kbi b wo trader success ni hoty hy jin ko khud brosa ya yaqeen ni hota hy
        • #5 Collapse

          Dear khud py bhrosa karna forex trading mein meaning rakhta hay is k base py hum kamyab trading kar sakty hay koe bhe kam hay agar ap ko khud py bhrosa nai hay to ap us py abor hasil nai kar sakty agar ap bhrosy k sath relax mind ho k market mein in hoty hain to main ap ko yaqeen dilta hon k ap aek din achy trader ban jaen gy koe kam kitna bhe muskil ho agar ap ko yaqeen hay khud py to ap us men success hasil kar sakty hain
          • #6 Collapse

            G bhai ...ap ager koi bhi kam krty hain ya business krty haintoubus man kamyab hony k liye hmain apny uper bhraosa hina chaye..hamin apny ap per trust zyada krny k liye zyada sy zyada knowldge hasil krba chaye..hmaray pass knowldge jinta zyada ho ga ..hmara confidence or apny ap per trust utnabbharta jaye ga
            • #7 Collapse

              Bhai forex trading aik bhot hi risky business hay laiken saat hi bhot profit wala business bhi ager hum asay sahi tarikay say kertay hay matlab kay pehlay hum is kay baray ma full knowledge hasil karay aor market par nazar rakayn aor jo ilm hasil hu isay demo account per apply karay is say huma experience hasil huga aor humay khud per barosa hu jay ga jo kay yaqeenan hamari kamyabi ki ilaamat hugi aor hum trading ma khob profit earn kar sakay ghy.
              • #8 Collapse

                Yes dear aap ki baat thik hai ki hum log Agar forex market mein Apne Upar Bharosa karte hain toh hum bahut jyada earning kar sakte hain lekin Bharose ka matlab yeh nahi hai ke hum forex market Mein trading without entry. Laga De.
                Hame opportunity best rating karne chahiye Agar Hum opportunity base trading Karte Hain To Hum long term ke liye achha analysis kar sakte hain aur Hame chahiye ke hum forex market mein acche tarike se opportunity base trading kare.
                Hame apni strategy ke upar Bharosa hona chahiye Lekin aap ko pata hona chahiye ke Hame money management ko zaroor follow karna chahiye.
                • #9 Collapse

                  G dear bilkul thk kah rahy han k agr humy khud pr bharosa ho ga toh hum achi trading karty han or humy bohat acha profit hasil hota ha humy chaya k hum khud pay bharosa rakhy
                  • #10 Collapse

                    G bilkul agar hum behtar or kafi ziada knowledge rkhty hon gy forex forum k about to hamen kam krny mein diqat nai ho gi... Ziada knowledge hony ki waja se hum confident b hon gy... Or easily har kam kr skty hain bina kisi rukawat k.... Is se hum mein khud Aitmadi paida hoti hai...
                    • #11 Collapse

                      Re: Khud Per Bharosa

                      market main agr kam karna hay to is main khud par bhrosa kar kay kam karna ho ga kun kay agr achi earning hasil karni hay to humain kafi mehnat karna ho gi is main agr confidence say kam karna ho ga is main learning kar kay apni knolwedge ko brhna hota hay or practice ko acha karna ho ga jis say trade main loss km ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Khud Per Bharosa

                        Khod pr to ham ko bhot zeada bharosa krna chiya agr ham khod pr bharosa nai krty hy to phr ham ko trading ny kamyabi nai hoti hy khod pr yaken hona zarori hy khod pr yaken to na hoga phr kamyab b nai hogy agr ham trading my kamyab hona chaty hy to phr hamy is kam my sahi amyabi k liya knolig rakhna chiya our hamy khod pr yaken hona chiya
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          Re: Khud Per Bharosa

                          Self confidence kisi bhi professional k liye bohat zaroori hai aur confidence aap main tab hi aata hai jab k aap ne proper knowledge gain kia hua ho iss liye yaad rekhain k agar aap aik achy trader banna chahte hain to aap ko apny ooper aitmad kerna hoga aur ye issi soorat main ho ga k aap khud mehnat ker k iss main kaam kerain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Khud Per Bharosa

                            G brother main aapse agree karta hoon forex Main Khud at Madi aur apne aap pe Bharosa bahut ahmiyat Ka hamil Hai Jab Tak Hum Apne Aap Par Bharosa nahi karenge Hum Forex main ashi trading nahi kar sakte forex main trading karne ke liye aapke paas knowledge ar learning experience Ka Hona bahut zaroori hai jub tak ap k pass knowledge nahi ho ga ap market ka analysis nahi kar sakty hain agar ap market ka analysis ashay say nahi kar sakty hain to ap ashy traders nahi ban sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Khud Per Bharosa

                              Trader ko khud per bharosa kerna chahye aur apnay ap per tab hi bhaorosa ker sakta hay jab wo jata hay kay wo aisa ker sakta hay. ager dil main chor ho aur trader bharosa ker lay to wo pareshan rahay ga aur bharosay kay bawajod wo tension main rahay ga. bharosa tab hi ho sakta hay jab wo apnay ap ko kafi dafa trading kay liye aur startegy kay mutabiq azma chuka ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X