Aik din profit zayada din loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik din profit zayada din loss
    Hum forex mein jo bhi trade open kartay hain uss per aisa kyun hota hai kay same open trade zayada dinoun tak loss mein chalti rehti hai lakin aik din profit mein jati hai aisa nahin ho sakta kay zayada din profit mein rahay aur aik din loss mein jaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
    Hum forex mein jo bhi trade open kartay hain uss per aisa kyun hota hai kay same open trade zayada dinoun tak loss mein chalti rehti hai lakin aik din profit mein jati hai aisa nahin ho sakta kay zayada din profit mein rahay aur aik din loss mein jaye
    Agar hamen market se ziada loss milta hai aur kam profit milta hai to ismen market ka koi qasoor nhi hai hamare pass trading ki jitni skills hoti hain hamen wesa hi results milte hain
    Agara hamare pass trading ki qchi skills hongi aur ham me market ko achi tarah se analys kia hoga 0hir hamare sath aisa nhi hoga aur agar hamare analysis week honge tab hamen ziada loss aur kam profit mille ga
    • #3 Collapse

      dear forex traders forex mai loss bhi bht ziada hota hai orr profit bhi beshumaar hota hai bss hamain chahiye ky hum forex ko sahi se learn kren orr skills hasil kren iss mai too hamain kafi faida hojaye ga orr loss ky kam chances hongy..
      • #4 Collapse

        Yes dear aap ki baat bilkul thik hai hame forex market mein Ek Din profit hota hai aur maximum days Hame losses Hote Hain.
        Hame chahiye ki hum Apne analysis achha Rakhe aur maximum day trading Na Kare Jab market Kisika support resistance area ke upar 5 to uske baad se Hume trading Karni chahiye.
        Hame chahiye ki Jab Hum trading kare Tu Hame 1 opportunity based reading Karni chahiye jab tak market Mein Koi entry. Na Bane Oswaqat Tk hamain trades open nahi karni chahiye.
        • #5 Collapse

          Dosto forex trading ma aisy bht sy trader hy jis ki trade aik profit ma jti hy or zyda din loss ma jti hy ye wo trader hoty hy Jin ko Forex trading k bry ma kuch pta ni hota hy or na un ko koe knowledge hota hy yhe wja hy k un ko loss hota hy lkin jo trader mhenat krty hy wo es ma hamesha kamyab hoty hy
          • #6 Collapse

            Gee haan bhai aap ne theek kaha hai forex mein aap ki trades loss mein zayada rehti hain aur iss ki wajah yeh hai kay aap jo bhi trades lagatay hain uss mein aap anqlysis nahin kartay aur jis taraf market move kar rahi ho uss mein trade open kar detay hain jis ki wajah sae loss hota hai agar aap trade analysis kar kay open kya karain gay tou aap ko loss kam aur profit zayada ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Aik din profit zayada din loss

              agar hum forex trading main ziada profit hasil karnay ka lalch karen gay to es trha hum trading main profit hasil nahi kar sakty es liye humay chahiye keh esmain ziada ka lalach na karen sabar say he kam karen agar hum sbar say kam karty rahy gay to hum market main bohat acha profit hasil karty reh sakty hay aur esi trha trading bhi safe hoti hay
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Aik din profit zayada din loss

                assalam o alaikum sir g , apki bat to thek hai par ap kam sekh k karo to loss ka chance kam ho jaega
                • #9 Collapse

                  Re: Aik din profit zayada din loss

                  Jonho ny lernimg ki hoti hy un k sath esa jai hota hy jinho ny lerning nai ki hotinhy un ko hi zeada din loss hota hy our ayk din profit hota hy jin k pas ilam.hota hy jingo ny mhnat ki hoi hotinhy who zeada din profit my rehty hy ayk din my kahi ja k loss ho jaye to ho jaye our who is ko asani k sath cover b kr lyty hy phr
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik din profit zayada din loss

                    hamy ache learning ky bad forex mai mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy lakin agar hum kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga or is mai brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain loss or profit hamy apne he waja sy hota hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik din profit zayada din loss

                      Jee ha sir aisa kai baar howa hai ke ham zyada tar loss ka he samna kerty hai aisa tab he hota hai jab ham market ko bgair analysis kiye trade order ker dete hai jo hamy sirf loss he deta hai lekn hamy aisa bilkul bhi ni karna chahye pehly market ko analysis ker ke trade open karni chahye phir trade order karna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik din profit zayada din loss

                        forex mai jab hum acha knowledge hasial kar ky mahnet sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy ache learning hasial kar ky analysis ko use kar ky kam karna chahey forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain or yai pury pakistan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik din profit zayada din loss

                          forex main hamy hard work or mehant sy kam karna chahey ham is main trading karty hain hamy best experience hasil kar ky market ky rules ko follow kar ky is ky up or down ko dekh kar is main amount invest karni chahey pher hi ham acha profit hasil kar sakty hain or apni zarorot ko pora kar sakty hain or loss sy bach sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik din profit zayada din loss

                            forex mai loss or profit hamy apne he mistake ke waja sy hota hain hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey forex aik real business hain hum is mai investment kar ky acha profit gain kar sakty hain forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik din profit zayada din loss

                              dear forex market ko samjhna aur is main trading krna bahut he mushkil kaam hay agar ham is main har din profit earn krna chahtay hain to is main aisa krnay k liye bahut sara time hamko spent krna hoga aur agar hamko har din lose ka samna hay to ham ko is main har din k hisaab say acha learn krna hobga aur wahi kia huva kearn hamko achi earning main changing krwayega.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X