I am very confused....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex some times confusing hojata hai lekin pareshan hone k zarurat nahi ap managment parho k money demo acoutn me kese kaam karti hai .. apne skills behtr banao is sy apko bhttt faida hoga try to work hard ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      money management forex main bahut ahmiyat rakhta hai money mengment ki knowlege hona bahut zarori werna app appne account ko maintain nahi ker sakhte or loss kerte raho gay
       
      • #33 Collapse

        ammmm sory muje is chez ka kuch nahi pata hai q k abhi to me new hun or trading kar rahi hun ager pata hota to zaror btati mger confused na ho koi na koi rasta mil jata hai.
         
        • #34 Collapse

          koi masla nahi hum b kabi kabar confuse hojate hen trade lagate wqt. ye trading ka aik hissa hai. is se pareshan na ho or bagher confusion k trade lagaya karen. is se ap kabi loss nahi karengy
          • #35 Collapse

            forex ka bussnas bohat asan hai . pahle pahle kafi mushkil ati thi . but jese jese karta gaya ye asan hota gaya. forex treding mai to fil hal kafi confidance hai mugh ko. ye mushkil nahi hai.
            • #36 Collapse

              bhai apko chaheye kay ap pehlay demo account mein achi tarah practice karen and tranning karen forex trading per jitna zayada ho skaay ap search karen net per aor zayada seekhen.
              :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
              Thanks in Advance
              • #37 Collapse

                jab tak ap money management ke bare main thek trah se nahen sekh ya samajh lete tab tak ap apne balance ko zero hoen se anehen bacha sakte is keliy acha yeh hai ke ap demo account per 100$ ke sath practice karen kun ke jab apke pass balance kam hoga apko is ka thek andaza hoga
                • #38 Collapse

                  agar aapko money manage ment karana sikhana hai to aapko demo me practice karani padga aur agar aap ek bar me nahi sikh sake to bhi koi pareshani wali bat nahi hai aapko dusra demo account khl kar usme practice karni chaiye aur ume aapko koi pasa bhi nahi dena padega ye bahut hi badiya baat hai forex me
                  • #39 Collapse

                    mene bhi abhi tak money management nahi seekhi hai is lye me bhi is ko le kar bohat confused hon ke agar mujhe is me bohat loss ho gaya agar to me kya karon ga kese account manage kar sakon ga apna .
                    • #40 Collapse

                      ap kosish karain k kam bit ki trade lgain ta k agar ap ko loss ho b to kam or agar faida hota hai to us amount ka half use karain next trade mai and half profit jo hai wo withdraw kra lain or wese agar achi trah forex ko sekh lia jae to mra nhi khyal k koi muskil ati hai
                      • #41 Collapse

                        Assalam o laikuDear friends i am very confused sirf wohi bolte hen forex me ji ke pas na he forex experience or na he konwledge hoti he or wo jo forex ko learn ni kr te hen forex ko sirf wohi bolte henye words.................
                        • #42 Collapse

                          mere bhai aise karo ap ke ap ko chahiye ke demo pe pricts karo or lot rakho kam se kam or news and economic celender use karo or mny managment zror karo 100 dollers hein to os mien kam se kam 0.20 pe kam kro to ap confused nhi ho gy or aj report aa rahi hy aud usd ki 6.30 per ose follw karo
                          • #43 Collapse

                            jab tak ap money management ke bare main thek trah se nahen sekh ya samajh lete tab tak ap apne balance ko zero hoen se anehen bacha sakte is keliy acha yeh hai ke ap demo account per 100$ ke sath practice karen kun ke jab apke pass balance kam hoga apko is ka thek andaza hoga
                            • #44 Collapse

                              hm ye masla akser traders kay sath rehta hai is main preshan honay ki koi baat nahi hai aap bus aap lot size itni rakha kero kay market aap ki soch say bhi zayada aap kay negative chali bhi jaye to bhi ap ko loss na ho or aap ki money usay berdash ker lay kiu kay market wapis to lazmi ati hai is main koi shak nahi hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear first of all you get proper knowledge about forex and and take decesion frome a professional trader and then make practice on demo account for atleast 3 months so u can be able to become a good trader and solve problem of money management.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X