Trading mein kisi kay signal ko follow na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein kisi kay signal ko follow na karain
    Dear members aaj kal logoun nay media per bahut sae qroup banaye huay hain jo aap ko signal denay ki offer kartay hain aur aap ko pata bhi nahin hota kay unn ka skill level kitna hai aur aap her banday ko apnay sae acha analysis karnay wala samajhtay hain aur beghair tehqeek kay usko payment ker detay hain aap ko kisi kay signal pae depend nahin karna chahyea aap khud analysis seekhain aur doosroun ko signal denay walay banain aur forex mein apni study ko improve karain aur agay barhain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
    Dear members aaj kal logoun nay media per bahut sae qroup banaye huay hain jo aap ko signal denay ki offer kartay hain aur aap ko pata bhi nahin hota kay unn ka skill level kitna hai aur aap her banday ko apnay sae acha analysis karnay wala samajhtay hain aur beghair tehqeek kay usko payment ker detay hain aap ko kisi kay signal pae depend nahin karna chahyea aap khud analysis seekhain aur doosroun ko signal denay walay banain aur forex mein apni study ko improve karain aur agay barhain
    Trading men bahot se expert log bhi hain aisi baat bhi nhi hai k sab k sab ko trading na aati ho
    Hamen kissi bhi senior se agar koi signal milta hai to hamen uss signal ko follow iss tarah se krna hai k hamen uske signal pe analysis krne hain
    Agar ko hamen kissi point se buy ka signal deta hai to hamen uss point pe gor krna chahiye k uss ne ne hamen buy ka signal q dia hai jab ham uske signals pe gor krwn ge to hamare analysis auto pe behtar ho jaen ge
    • #3 Collapse

      mien forex mein aa ker kesi bee tarah k signalz per bharosa ni kerta hion or es mien aa ker khud market ko dakh ker trade open kerta hion or apny dosry dosto k sath mashwara kerty hien or es mien hamain jo theek lagta hai us mien aa ker trade open ker deta hion or es mien zayada sy ayada earning ker leta hion ap ko bee es mien aa ker khud he analysis kerna ho ga q k analysis k bina ap kabi bee na jan saky gy k market ny kis side per jana hai or ap es mien kis tarah good trade open ker sakty hien or apni earning ko increase ker sakty hien so akher mien ager ap demo account ka acha experience rakhty hien to yeh cheez future mien ap k bhut zayada kam aa sakti hai.
      • #4 Collapse

        Dear brother kisi kay signal ko follow karnay sae pahele aap koshish karain kay khud sae analysis karain aur agar kisi kay signal per kaam karna bhi hai tou pahele uss kay signal ko confirm kar lain kay woh sahih bhi hai kay nahin uss kay baad uss per trade lagain kyun kay aksar log paisa bananay kay lye khud sae signal bana ker sale kartay hain jin sae kuch hasil nahin hota
        • #5 Collapse

          i think agar aap new hein aur pko sahi trha se trade nahin arahi to phir apko chahiye keh aap kisi bhi achey traders ke jis par apko aitamad ho aur apka teacher ho ya koi best friend ho jo acha trader ho to aap usko follow kar saktey hain aur phir akpo chahiye keh aap uske signals par research karen keh yeh signals kese banaye aur kese hit huwe is se apka experience mazeed barhta jayega.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein kisi kay signal ko follow na karain

            forex trading main bohat say traders signals bhi lay kar un par trading karty hay aur mery nazdeeq aisa karna theak nahi hay kyun keh agar hum khud forex trading karen gay to hum ziada achi kar sakty hay aur esmain loss ka risk bhi kam say kam hota hay aur safe trading ki ja sakti hay aur agla banda signal dainay wala loss bhi karwa sakta hay
            "The mind is everything, What you think you become"
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein kisi kay signal ko follow na karain

              mien forex mein aa ker kesi bee tarah k signalz per bharosa ni kerta hion or es mien aa ker khud market ko dakh ker trade open kerta hion mery nazdeeq aisa karna theak nahi hay kyun keh agar hum khud forex trading karen gay to hum ziada achi kar sakty hay aur esmain loss ka risk bhi kam say kam hota hay aur safe trading ki ja sakti hay aur agla banda signal dainay wala loss bhi karwa sakta hay

              اب آن لائن

              Working...
              X