Stop loss k nuqsanat.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss k nuqsanat.
    Assalam o alaikum friends forex trading 1 on line business hy js me risk buht ziada hy . Is risk ko km krny k lye jahan ph hmy koi opportunity dy gai hy tu usi opportunity k nuqsanat b hn aur fwaid b. Jaisy k stop loss k fwaid b hn aur nuqsanat b. Friends hmy stop loss ka use km sy km krna chahye. Aisa na ho k hm stop loss lga kr apna loss kra len. Aur bd me market wps move kry. Aur hm phr bs pachtaty e rhen. Is lye hmy buht sbr k sath wait krna chahye trading me.
    Han albta ap daikhty hn k market is had tk nkl gai hy hath sy k wpsi k koi chances ni hn tu phr beshk use kren.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: 0702sajid پيغام ديکھيے
    Assalam o alaikum friends forex trading 1 on line business hy js me risk buht ziada hy . Is risk ko km krny k lye jahan ph hmy koi opportunity dy gai hy tu usi opportunity k nuqsanat b hn aur fwaid b. Jaisy k stop loss k fwaid b hn aur nuqsanat b. Friends hmy stop loss ka use km sy km krna chahye. Aisa na ho k hm stop loss lga kr apna loss kra len. Aur bd me market wps move kry. Aur hm phr bs pachtaty e rhen. Is lye hmy buht sbr k sath wait krna chahye trading me.
    Han albta ap daikhty hn k market is had tk nkl gai hy hath sy k wpsi k koi chances ni hn tu phr beshk use kren.
    Dear brother main ap ko batana chahun ga k mery mind ka mutabik stop loss ka koi nuqsanaat nahi hain aur apko stop loss hamaisha use karna pary ga. nahee to pa kabhi bhe permanently profit hasil nahee kar sakin gay. stop loss ko aise point par use karin jahan s market return itna jaldi na ho.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: 0702sajid پيغام ديکھيے
      Assalam o alaikum friends forex trading 1 on line business hy js me risk buht ziada hy . Is risk ko km krny k lye jahan ph hmy koi opportunity dy gai hy tu usi opportunity k nuqsanat b hn aur fwaid b. Jaisy k stop loss k fwaid b hn aur nuqsanat b. Friends hmy stop loss ka use km sy km krna chahye. Aisa na ho k hm stop loss lga kr apna loss kra len. Aur bd me market wps move kry. Aur hm phr bs pachtaty e rhen. Is lye hmy buht sbr k sath wait krna chahye trading me.
      Han albta ap daikhty hn k market is had tk nkl gai hy hath sy k wpsi k koi chances ni hn tu phr beshk use kren.
      Dear main aapki iss baat se hargiz ittefaq nhi krun ga hamen tradiing men stoploss ko use krna hamare liye bahot ho faidamand sabit hota hai
      Q k agar ham stoploss ko use nhi kren ge to hamara account bhi wash ho sakta hai aur stoploss ko use krne se hamara kam hi loss hota hai aur baqi ka balanc bach jjata hai
      Hamen bahot chota stoploss nhi rakhna chahiye q k market men vaulation to hoti hai aisa na ho k market ki thori si movement pe hi hamara stoploss hit ho jay
      • #4 Collapse

        w.a.a dear ap na bilkul mera wali bat e ke ha and ap ki es bat sa bilkul mutafiq bh hn ka market mn kam krta hova stop loss ko lgana to chaya ha but yh bh daikhna chaya ha ka ap na stop loss bhot zyada tight to nhn lga dya ha dear and stop loss ka sath ap ki working kaisi chil rhi ha and ap ko always stoploss breakouts pr lgana chaya ha qn ka breakout hota e market bhot zyada move kr 1 side hoti ha ap stop loss ko without analysis lga dn ga to loss e loss ho ga apko
        • #5 Collapse

          Assalamualykum dear, stop loss k nuqsan be hy aur us k sath es k faida be hy. Dear agr ap stop loss ni lagty aur apka account chota hy to phir ap nyn jo trade lagaei hoe hy agr voh trade ap k against chali gae to ap nyn stop los use kia hy to ap bary nuqsan say bach jao gay aur apki trade auto pay cut ho jaiey ge. Aur dear stop loss na lagany ka faida yeh hy k agr ap ka account bra hy aur ap nyn agr koi trade lagie hy aur voh trade loss main ja rahe hy to be ayk waqt aaiey ga k voh trade reverse ho ge to us say be apko faida mily ga.
          • #6 Collapse

            Walakam islam dear baat ya hay k instaforex trading aak online international bussniss hay iss bussniss main risk bhot zayada hay iss laya stop lose laga kar risk managment keya jata hay ager aap stop lose use kartay hain tu ager aap ki trade stop lose hit ho jati hay tu iss aap ko khuch lose tu hota hay lakan ya small lose aak trade lagna sa pura ho jata hay lakan ager aap na stop lose adject nahi keya tu lose ki soorat main aap ko bara lose ho ga aur aap ka account be wash ho sakta hay iss laya tu stop lose lagana bhot zarrori hay
            • #7 Collapse

              Aisa koi be business jesmay loss na ho to loss har business may hota hy jo cheez hamay apnane chahye wo hy kah hamay souch samj kar kelna trading karni chahye aur mokay par har wo cheez karni chahye jis say hamay faida ho.
              • #8 Collapse

                G bhai stop loss lgana bht zrori hai q k us sy apka account wash ni hota hmesha apka account wash ni ho ga or achi trend rhy ga or apko loss bhe kn ho ga
                • #9 Collapse

                  jahan tak mery soch he to hamen chahiye keh hamen always stop loss ko achi trha se use karna chahiye aur stop loss se hamara account utna hi loss deta hey jitna keh hum is mein loss ko efford kar saktey hain aur mein always stop loss ko achi trha se use karta hun aur is se mera loss bohot hi kam hota hey
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss k nuqsanat.

                    g han bhai jaan hamen as main stop loss aor take profit dono ka use karna chahiy hai aor as main ham agar take profit aor stop loss ka istmakl kare gey tu ham as main zyada tar as main ham ko loss nahi ho gaa aor ham ko profit bhi apne ahir ke mutabik hi ho gaa as liy ham ko chahiy hai ke ham as main an dono ka istmal karte rahe q k ham an ke istmal se kamyab ho sake gey aor stop loss aik khass chez hai jo ham ko as main loss hone se bachata hai zyada loss hone se aopr as main take profit bhi khass hai as liy ham ko us ka bhi istmal karna chahiy hai tu hi ham as main kamyabi hasil kar sake gey
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss k nuqsanat.

                      G dear ap ki bat thek hy ...mn to ye kehta hun k stoploss use he ni krna chahye q k.aik to hmin loss hota hy or 2sra jb tk wo recover na ho hm.profit ni earn kr.skty us sy acha hy k account wash ho jay or hm new account balance sy trade krin
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss k nuqsanat.

                        stop loss ka koi nuqsan nahi hain hamy stop loss ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss k nuqsanat.

                          Dear is mein stop loss l kio bhi nuqsanat nahi hai ham ko is mein stop loss lagate hain to hamra cacount wash hon a se bach jata hain aor agar ap is mein stop loss use kar te hain to apka account wash hone se bach jata hain uar ham ko is mein stop loss use kar te hain to ham ko is mein kamyb ho skte hain aura agar ham is mein stop loss use nahi kar te hain to hamara account wash hone se bach jata hain is liy ham ko is mein stop loss use karna chaiye is mein ham ko stop loss ihtyt se use karna chaiye stop loss k baghir ham ko is mein tarde nahi karna chaiye aur ham ko is mein ache se lagan chiye tab ja kar a is meuin kamyb ho sakte hain aur is mein earn kar sakte hain aur is mein haer tarde lagate waqat is mein apko stop loss use karna chhaye .
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss k nuqsanat.

                            Dear agar ham ko loss sy bechana hy to ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss k nuqsanat.

                              Dear mate stop loss kay Nuqsanatnahi hai balky is say Aap ko Bhoat Acha benefit ho sakta hai jab be Aap market main tarde lgaty hain toh kahe Bar chances hoty hain kay ap ke Trade False ho jay or Iss tarah say ap ko Bhoat Zada Loss Ho sakta hai Jab aap market main trade karty hain or Stoploss ka Use hamesah karty hain toh aak Perfect Point per aap ke tarde closs ho jati hai orr ap kozada loss nahi hota hai siss lly ap ko Chaye kay apna Stop los har trade main lazmi use kiya akrein aisa kar kay he kamyabi hasil ho sakti hai lekin kuch traders stop loss ko bhoat tight use karty hain jis say market zara sa opposit move kar kay ap ka stoploss hit kar syti hai iss liy ap ko tight stoploss nahi use karna chaye.
                              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X