Leverage aur spread main faraq samjhna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leverage aur spread main faraq samjhna
    Forex trading main leverage ka ye maqsad hay kay kiun kay hamara balance itna ziyada nai hota kay ham ziyada quantity main koi currency ya commodities purchase kar sakin magar ye sahulat hamin broker ye privilege ki shape main guaranty deta hay jis se ham kam balace kay sath bhi big lots laga sakte hein aur spread wo faraq hota hay jo sell aur bye price kay mid mian hota hay ye jo har order kay sath deduct kar liye jata hay is ko broker ka commission bhi kaha jata hay..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Leverage also broker ki taraf sy provide ki jany wali limit hai ky ap smaller Amount per bhi bari lot size sy trade open ker sakty hain lekin spread her pair main apna apna hota hai jesy kuch pairs main spread three pips hai kuch main bahot zyada bhi hai jesy crypto currencies aur gold main
    • #3 Collapse

      my trading fellow leverage mean app ko jo bonus milta hai us k oper app kitnay number app trades open ker sgty hain our ye broker allow kerta hai jab k spread aik currency ya commodity pair k uper our lower value main difference ko khety hain jesa k gold ka 60 ka spread hai our eurusd ki baat ki jeay to us main 3 ka spread hai
      • #4 Collapse

        Dear leverage aur spread 2 different cheezy hey leverage size ka taluq kabi be spread key sath nahi hota, leverage big lot ki trade open karny key ley helpful ho sakta hay jab key hamara account balance es had tak kam hota hay key market price ki volume hamary balance se bahot hi zeyda hoti hay esy me leverage size help kar sakta hay jab key spread kesi be pair me currencies key prices me distance ko zahir karta hay.
        • #5 Collapse

          Walekum salam. G janab ap ne sahi kaha hai. Leverage broker ki taraf se wo raqam hai jo hamary bonus k sath mil ker us ko bhara deta hai. Aur phir hum us se trading shoro ker sakty hain. Spread sale aur buy k dermiyan jo farq hai us ko kehty hain.
          • #6 Collapse

            Dear forex trading main leverage or spread main kafi farak hai.
            Spread means broker commission or leverage ka matlab hota hai.
            Kay aap leverage agar small use kartay hain. To big lot size laganay kay liay aap ko chiay hota hai.
            Kay aap account balance zada rakhain.
            Agar aap leverage increase kar lain to aap small balance per bhi big lot size purchase kar saktay hain.
            • #7 Collapse

              Ziada leverage ka estimal tab karna chahye jab apky pass ziada bonus ho aur apka experience be ziada ho ek new trader ko ziada leverage ka estimal ni karna chahye kuen oska jaldi he nuksan hoga aur waisa he spread par be control rakna chahye.
              • #8 Collapse

                Re: Leverage aur spread main faraq samjhna

                forex aik online business hain jab hum is mai acha knowledge or experience hasial kar ky ache leverage bana kar kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or acha bonus earn kar lety hain forex mai hamy daily demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary experience mai azafa hota hain yai aik legal business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Leverage aur spread main faraq samjhna

                  leverage aur spread dono alag alag chezain hay leverage ki waja say hum market main thory balance kay sath badi lot lgany kay kabil ho paty hay jab keh spread fees hoti hay jo keh broker hum say har trade lgany say pehlay he charge karta hay aur ye spread har pair par differnet hota hay es liye humay ye bhi maloom hona chahiye esi main humay faida hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Leverage aur spread main faraq samjhna

                    leverage aur spread dono alag alag chezain hay leverage ki waja say hum market main thory balance kay sath badi lot lgany kay kabil ho paty hay jab keh spread fees hoti hay jo keh broker hum say har trade lgany say pehlay he charge karta hay aur ye spread har pair par differnet hota hay es liye humay ye bhi maloom hona chahiye esi
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Leverage aur spread main faraq samjhna

                      ]leverage aur spread dono alag alag chezain hay leverage ki waja say hum market main thory balance kay sath badi lot lgany kay kabil ho paty hay jab keh spread fees hoti hay jo keh broker hum say har trade lgany say pehlay he charge karta hay aur ye spread har pair par differnet hota hay es liye humay ye bhi
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Leverage aur spread main faraq samjhna

                        broker ye privilege ki shape main guaranty deta hay jis se ham kam balace kay sath bhi big lots laga sakte hein aur spread wo faraq hota hay jo sell aur bye price kay mid mian hota hay ye jo har order kay sath deduct kar liye jata hay is ko broker ka commission bhi kaha jata hay..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X