Kya forex lose deta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex lose deta hai?
    Bro mera ap sab sa ya question hai ka kya forex sirf lose deta hai mera khyal main tu forex hamain lose aur profit dono deta hai us main agr lose hai tu profit bhe hai laikin agr ap lose sa bachna chahta han tu ap ko chaya ka ap ka pas bahut sara knowledge aur experience ho tu ap profit earn kr sakta han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ke bat bulkol thk hai lose and profile part of every business it is dependent to us how we will be work. Forex main be lose and profit dono hai hamesa forex main trading karne se pehle ache se market ko anlysis kare or senior se suggest le or knowedge wale post share jise kise ka faheda
    • #3 Collapse

      aslamualekum bhai koe bhe business ho wo loss bhe data hai aur profit bhe date hai ab yeh ap py hai ap kase uss profit se faida uthaty hain aur loss se bachty hain yahan py he to ap ke strategy aty hai aur wo yeh cover karty hai
      • #4 Collapse

        Hme forex se lose tabhi uthana pharta ha jb hm us pe time nai de sakhte us pe ziyada trading nahi kr phahte esa ek business ki tarha nai samjhte agr ap us pe trading kr rahe hn aur ispe apko profit nahi ho raha to apko ziyada mehnat krni parhegi himat nai harni hogi
        • #5 Collapse

          Brother forex main to profit our loss dono hoty hain us main humean aksar profit hota hia par ye to trader k oper depend kerta hai k wo kia planning kerta hai forex ko kitna time dita hai our pher us main wo kesay ache earning kerta hai our ye reality hian jo forex main aa k mehnat nahe kerta hai us main wo kabhe bhe ache earning nahe ker sagta hai wo us main loss he kerta hai
          • #6 Collapse

            Dear friedns, main yah kahna chahon ga kah forex hamain na hi loss deta hay aur na hi profit....yah hamara apna knowledge hota hay jo hamain loss deta hay ya phr profit....agar hamara pas acha knowledge hay to hamain profit hoga aur agar hamaray pas knowledge nai hay to hamain loss hoga.
            • #7 Collapse

              Bikul theak kha loss or profit to har business me hota he forex pr b loss or profit hota he Laykin agr hamrey pas es ka zda knowledge or experiance ho ga To hamloss sy buch sakty he
              • #8 Collapse

                G brother ya to busines ka asole ha k loss or profit to sath sath he hota ha. Busines me insan ko hr waqat koshash krte rhna chae or sabr se kam lana chae.Or Allah hr insan ko us ki mahanat ka sala data ha.
                • #9 Collapse

                  g bhai bilkul losws deta he q ke agar loss na ho to pak forex ko bahut sara nuksaan hota he aor ek bat ye ke pak forex khud ko nuksaan bilkul nhe deta apna hisaab pora kar ke markeet ko chalata he aor is se kisi ko nuksaan aor kisi ko faida hota he
                  • #10 Collapse

                    off course forex is the world wide online business ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko forex ka leya hard work karna hoga laken ager hum hard work nhi karta ha to per hum ko lot of loss ho sakte ha es leya hum ko hard work karna hoge takaa hum ko earning start ho jaya to best rahaa ga.............
                    • #11 Collapse

                      Apna jo sawal poucha bhut masomana type sawal lagta hy kuen ky forex trading aur loss na ho its impossible kuen ky forex trading may loss apko bar bar nazar ayega jab tak apki experience na hovi ho to experience ky liye apko loss ka sahara lena parhta hy aur osi say ap sekh jatay ho.
                      • #12 Collapse

                        Acha sawal put kea ha dear ap nay daikho forex trading main loss aur profit dono hain lekin yeh hum par depend krta ha k kesay hum profit hasil krtay hain aur kesay loss say bach sktay hain so hmain ic k leay thek thak mehnat krna parti ha us k bad he he knowledge aur experience say profit haisl kr sktay hain.
                        • #13 Collapse

                          Dear frend hm koi b bussines start kary to os mai hmy loss b hota hai or profit b agar hm ye bat zahen mai rakh k work kary gy k hmy sirf profit he ho ga or loss nai to ye bat galt hai bilky forex ko join karny sy pehly ye bat zahen mai rakhni chaye k agar es mai profit hai to loss b itna he hai.
                          • #14 Collapse

                            Gi blkul lekn loss se bachne ke liea ap ko business ki knowledge bi honi chaiea tbhi ap loss se bach sakte hn or profit and loss ye donu to hr business ka hisa hn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Har business Mei profit or loss to hota hi hai. Businses ko start karny sy pahly yeh baat mind Mei rakhni chahye k Jo kaam hum start Kar rahy us Mei profit bhi ho sakta or loss bhi... Apko trading k bary Mei knowledge acha ho ga or ap forex py hardworking bhi Karen gy or time bhi Daen gy to definitely profit ho ga.. or agar hamen ic k bary Mei it I information nhi ho g or hum aasy hi kaam karty rahy to hamen loss hi hota phir so we should have knowledge to start any work so that to get profit and earn money

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X