Lose hona ke wajah?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Kse b trading m sbse pehle lose honay ki waja mere khayal se ye he k km knowledge ka hona or dosra ap jb b trade krte hu apko uski knowledge hony chaeye third ye k ap jb trade krte hu to apko market m in or out kaisy hona he us p dehan dena chaeye ye common things he loss ki thnx
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lose hona ke wajah?

      forex trading main loss tab he hota hay jab hum es business main bina learning aur knowledge kay kam karty hay es liye humay chahiye keh apny knowledge main azafa karen jab hum esmain azafa karen gay to humari trading bohat achi ho pati hay aur tab he safe bhi reh paty hay forex trading main future bna sakty hay hum apna esmain
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #18 Collapse

        Re: Lose hona ke wajah?

        forex mian hamy apny lalach ko qaboo main rakh kar kam karna chahey hamy market ky up or down ko dekh kar investment karni chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain loss hony par hamy zada tense nahi hona chahey loss hamy hamri hi waja sy hota hain is main market ka hamary brokers ka koi be qassoor nahi hota
        • #19 Collapse

          Re: Lose hona ke wajah?

          forex main loss hamy hamari hi waja sy hota hain jab ham is main bar bar galtian karty hain or unhy improve kiye gager hi kam karty rehty hain to hamy loss ho jata hain is main market ka ya hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota ham is main trading karty hain is main hamara koi be boss ya teacher nahi hota
          • #20 Collapse

            Re: Lose hona ke wajah?

            Aslam o alikum dosto lose ka sub say bara waja ya hota hai k hum lalach karty hai lalach karny say lose melta hai dusri bat ya hota hai k hum lots size zaida use karty hai zaida lots size use karny ka be ya nuksan hota hai aur sath sath trading ka knowledge our experience nahi hota hum chahiya k demo account par practice karny experience hasal hony k bad real account main trading start karly kio k jub hum baghar experience aur knowledge ka real account main trading karty hai tu lose mel jata hai
            • #21 Collapse

              Re: Lose hona ke wajah?

              Dear friend forex trading men zaida loss ki wajah Ap k pas experience or knowledge ka na hona hai or Ap trading men jald bazi krte hai confirmation candle ka wait ni krte is se Ap ko loss hota hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Lose hona ke wajah?

                G Dear bilkul ap sahi keh rahe hain agar hamare pas knowledge nahi hota to ham kabi bhi achi trading nahi kar pate aur kabi acha earn nahi kar sakte is lye hamen shoro main earning ki tarf nahi learning ki taraf jana chahiye aur jitna mumkin ho sake learning karni chahiye is se hamari skills barhti hain

                اب آن لائن

                Working...
                X