Forex trading market mn trade krny k liay ap ka dil bhe bara hona lazmi hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading market mn trade krny k liay ap ka dil bhe bara hona lazmi hai?
    Dear members forex trading market mn trade krny k liay zaruri hai k ap ka dil bara ho aor ap ko trading paitence yani bardasht zarur ho qk baz tim market apk opsit move start kr daiti hai tu as time ap k andar paitence hona zaruri hai aor dil bara as liay k ap ko jb ziada loss ya profit ay tu control mn rah suken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sohbatkhan پيغام ديکھيے
    Dear members forex trading market mn trade krny k liay zaruri hai k ap ka dil bara ho aor ap ko trading paitence yani bardasht zarur ho qk baz tim market apk opsit move start kr daiti hai tu as time ap k andar paitence hona zaruri hai aor dil bara as liay k ap ko jb ziada loss ya profit ay tu control mn rah suken
    Dear bro forex men trading k liye zaruri hai k ham jab bhi trading kren hamen sabar k sath trading krni chahiye q k hamen forex men profit k sath sath loss bhi milta hai
    Aur sab se ahm baat ye hai k market agar aap k fevor men bhi aati hai to market men flactuation zarur hoti hai
    Agar market thora sa aap k against jjati hai to uss waqt aapko chahiye k aap sabar ka mozahira kren agar aap uss time pe sabar nhi kr kakte hain to aap kabhi bhi kamyab nhi ho sakte hain
    Isliye hamen trading k doran sabar se kaam krna hai aur fresh ho k kaam krna hai ta k ham better decisions le saken aur apni trades ko kamyab bna saken
    • #3 Collapse

      Dear forex forum member ap ki baat bilkul thek hy k dil bara hona chahy kiun ky es mein kafi ziada up and down hoti hain jis ke wajha sy dil py asar ho saktaa hy aur dil bara karain agar kabi nuqsan bhe ho jay tu
      • #4 Collapse

        dear market mai trade ky liya ap ka dil nahi ap ko trade kerna ani chahiya ager ap ky pas knowledge hi nahi hy tu ap ka jitna bara dil ho ap tarde mai kabi kamyab nahi o sakty hy ager ap ka dil bara hy tu us ko garebo ky kam any ky liay istemal kery logo ki help kary per ager trade kerni hy tu lazmi ap ko learning kerni pery gi .
        • #5 Collapse

          g bhai ap ny bilkul theek kaha hy.,,forex market main trade krty huy hmain apona dil bara rakhna parta hy.,,cz ye aik boht hi risky market hy.,or yahan per ap ka sara pesa doob bhi saklta hy.,is liye trade ko bht khyal sy or planning k sath or backend per zyada margin ralh kr krna chahye.,,tak loss k chances kam or profit k zyada hon
          • #6 Collapse

            G bilkul forex trade mein dil bara hona chahiay ziada profit ho ya nuqsan use bardasht krna chahiay q k trade mein ups aor down atay hain apko profit b ho sakta ha aor nuqsan b jo b ho use bardasht krna chahiay
            • #7 Collapse

              sahee kaha apne trading mein kamyabi dil bara rakhny se hi hasil hoti hy.agar loss pe dil chota kar lain to trading jari rakhna mushkil ho jata hey.koshash karen k loss ko etna serious na lain.aur relax trading karen.
              • #8 Collapse

                G han jnb aap nain bilkul sahi kha hai forex trading barhay dilwalon ka kaam hai is main emotion kbhi bhi show nan karain chaye aap ka loss ho yaprofit ho q k emotion business ko kharab kar deta hain lehaza emotionless ho k trading karain aur dil barha rakhain is kaam main...
                • #9 Collapse

                  Jaisa ki Hame dusri Business mein profit or loss hota hai ISI Tarah Forex maybe I am a profit or loss hota hai lekin isme yaar to aapko profit hoga ya Phir aapko Usi time loss ho jayega matlab isme Koi delay nahi hai doosri business main aapko profit b slow Hota Hai aur last pic Tarah slow hota hai lekin Forex Mein Har Kaam instant Hota Hai aapko isme Dil Bada Rakh ke reading karna hoti hai aapko emotions ko control karna Hota Hai Aur laalach Ko Bhi Kabu karna Hota Hai free our professional trader band padhte Hain
                  • #10 Collapse

                    ji han forex trade krny k leye dil ka bara hona bht zarori he q k is me profit k sath sath Loss b hota he. zahari si baat h jb ap trade me profit kr rahy ho to loss b lazmi hota he beshak wo chota ho ya bara isi leye hamein dil bara rakhna chaheye ta k hum loss ko face kr sakein or himmat na harty howy trade continue rakhein.
                    • #11 Collapse

                      g han traders me sabar ka jazba aur bardashat be hona chaye agar first trade me loss ho jaye to many traders esy hey jo key confuse be ho jaty hey jes ki waja se emotions karny ki waja se es business me achi trading nahi kar sakty, traders ko esi be situation me himat nahi harni chaye aur mehnat se Forex me kam karty rehna chaye.
                      • #12 Collapse

                        Sahi kaha Forex pr kam krnay k liye dil ka bara hona buhat zarori ha agr ham loss ho jany pr apna dil chuta kr layty he to ham phir achi tarha forex pr kam nahi kr sakty agr ap loss ho jany ki waja sy apna dil chuta nahi balky bara rakty he to ap achi trade kr sakty he
                        • #13 Collapse

                          Dear friend ap ki bat thek hay, forex trading main baray dil ka hona bhi zaruri hay q kah jab ham trade open kartay hain to sometimes trade kuch dair k leay loss main chali jati hay so hamain sabar kartay hway wait karna chaheay ta kah trade profit main aa jay, but agar dil chota kartay hway trade close kar dain gay to hamari trade loss main close ho gi.
                          • #14 Collapse

                            ap ka dill barra honay se muraad yahan pe ye dugi k aap apnai skills aur apnay analysis pe bharosa karain confidence ko loose na karain izafa karain confidence mei acha knowledge acha experience ap ko zamanat deta ha k ap achi trading kro gay then ap apnay confidence ka use kro loss profit dono he market ka hissa hain dil barra rakhain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dil bara honay ka mtlb ye hy k loss ko bardasht karny ka hosla hona chahiye. na k starting main dil bara kar k bari lot laga k lloss karwa k banda munh suja k behta ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X