Kia indicators kay baghir achi trading mumkin hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia indicators kay baghir achi trading mumkin hai
    Dear traders ,

    Ziada tar trades market Kay analysis k liye aur achy trading decision karnay k liye indicators ka Sahara laite hai
    Indicators kafi dafa sahi b hoty hain lakin kafi dafa inn ke waja say traders ko loss b ho jata hai .

    App tamam members say pochna hai ke Kia indicators kay baghir achi trading mumkin hai?? Ya nai ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear bilkul mimkin hy ager tu ap ny forex ko sekah howa hy tu ap ky liya koi bi masla nahi hy ap bari hi asani ky sath bina koi bi indecitor use kiya trade ker sakty hy asal mai bina indictor ky jo sab sy best hy wo chart mai candle patrn hi hy aager us ki knowledge hy tu ap ker sakty hy or wesy bi indicat py bharosa theek nahi hy.
    • #3 Collapse

      dear agar ap indicator k bgair kam karna chahty hain tu apka experince he itna hona chaheay k app ko markeet ko daikh kar he pta chal jana chaheay k ab market sel jayge ya buy itna experince unka hota hai jinka iss field mai 10 say 15 sal experince hota hai is leay tab he a[pp indicator k bagair kam kar skaty hain.
      • #4 Collapse

        yes dear indicators kay begair achi trading ho sakti ha par price action analysis kay begair achi trading karna na mumkin ha
        dear indicators ki help wo traders letay hain jin kay pass exprience nehi hota ha or market ko naked chart par confidence se analysis karna nehi ata ha par dear agr ap kay pass exprience ha to ap naked chart ko price action or technical tools ko use kartay huey successfull trading kar saktay hain
        • #5 Collapse

          Dear forex forum member agar tu ap fundamental analysis py trading karty hain tub tu apko kisi bhe indicator ke zaroorat nai aur agar ap technical py chalty hain tu bina indicators k ap kabi bhe technical analysis nai kar sakty
          • #6 Collapse

            Bhai indicators key baghair trading ho sakti hey is key liey experince chaey takeh ap market ki movement ko sahih se judge ker sakain aor us key mutabiq teade laga sakain. Mery khial main to humain apnay experience key sath sath indicators ko bhi dekhna chaey takeh loss ka chance kem ho.
            • #7 Collapse

              trading k liye ek rule hay k hamesha agly bandy sy mashwara kia jaye. punjabi ki kahawat hay k mashwara to deewar sy b laina chhaiy
              • #8 Collapse

                mere khyal se indicator ke bager achi trading mumkin hey dear brother har trader ka apna apna ek andaz hota hey trading karney ka baz log indicator or forex news ko samney rakh kar forex trading katey hein or baz log sirf or sitf indicator ko nezer mein rakh kar tading kartey or baz news ke hisab se trading kartein trakey mery khyal se sarey hi theek hein
                • #9 Collapse

                  Koin nahe dear jb app k pass price action mean candles ka knowledge ho ga to pher app us maen ache trading ker k us maen acha profit easily bna sagaen gy dosto forex aik riaky our wolrd class business hy us maen app ko din raat mehnat kerna hoo gee pher he app us maen trade say life time k keay acha bonus bna paen gy
                  • #10 Collapse

                    Agr kaha jaye k indicator k baghir achi trading mumkin ha to me ic bat satmy agree nai kru ga. Daikha jaye to trading main indicators bahut important role play krtay hain lekin us k sath sath events market analysis etc ic tarha ki chezo bhi ehm kirdar ada krti hain so achi tarding k leay in sb chezo ka use bahut zaruri ha.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia indicators kay baghir achi trading mumkin hai

                      forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or in ko use karty howe trading karne chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy lakin hamy in par 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain lakin is mai market ka koi qasur nahi ho ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X