How to recover loss

No announcement yet.
`
This topic is deleted
X
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse
    This topic by waseem202 has been deleted by Unknown

    How to recover loss
    assalamualaikum dear all members!!!
    main forex main new hun or mera sawal hay mujy kin kin chezon ka khayal rakhna chahye jis sy mera loss kam sy kam ho or main apna loss recover bhi kar sakon
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asslam o alaikom pakistan insta forex ne aisay aisay bohat se tools diye hai ap ko jin ki madad se ap apna loss kam se kam kar saktay hai jaisy ke stop loss is se ap ko unexpected loss nahi hota is ke bat take profit wagaira is ke ilawa jab bi trading karay margin rakh kar karay kam se kam risk lain ta ke agr loss ho bi to recover kia ja sakay or ek bat or jab bi trade lagain loss ko mind me rakhay ke loss bi ho sakta hai ta ke agr loss ho to ziada feel na ho
    • #3 Collapse

      dear sub se pehlay apko strong money management kay sath trading karni chahiey or apni har trades par kam risk lena chahiey takay agr koi mistake se trade loss me chali b jaey to wo zada loss ka bais na ban sakay or ap loss se buchnay kay liey trading market me always analysis kar kay lay jis me technical analysis fundamental analysis both shamil ho loss recover karnay kay liey big lots ka use na karay account wash ho sakta ha risk to reward trading karay loss nehi ho ga agr ho ga to jald recover ho jaey ga risk reward ratio kay zariey
      • #4 Collapse

        dear forex forum fellow yehe sawal main ny he poucha tha forum members sy kiun k es month mein main ny trading mein sirf loss he loss kiya hy aur ub ye nai pata chal raha hy k us saray loss ko kiasay recover karain but es ka eik he hal hy k humain es loss sy kuch seekha hy ya nai agar yes tu phir wo loss bhe loss nai rahy ga next month mein hum profit ear kar lain gy but experience is the best
        • #5 Collapse

          Mohtram ap ke date joining se lg rha k Ap new hain agr Ap loss m he gy hain to Koi masla ni m yaqeen k sath k skta hoo k Ap ne loss se zaida Jo earn Kia a wo experience a to Ap apny loss ko achy knowledge se cover kr skty hain start m loss o jata a to is m gbrana ni chiey aur mazeed learn kr k Apni khmeeo ko door Karna chiey
          • #6 Collapse

            Forex market Mai loss ho jiye khas toor per bonus account Mai tu iss ko recover karna kafi mushkil ho jata hai .
            Ziada tar traders loss hony k baad recover karnay k liye baray lot size Mai trading start kar daite hain jis say risk aur b barh jata hai .
            Loss hony k baad readers ko patience ka muzahira karna chaiye aur achi money management k sath trade karne chaiye
            • #7 Collapse

              loss recover krna es business main bht he tuff hai Q k jb hm 1 bar market main wrong decision le lain to dubara se hm market main stable nhi ho skty.agr to loss kam ho to hm recover b kr skty hain loss easily.market main sb se ziada hard work krne he tab parta hai jb hm apny loss ko recover krny k liye kam krty hain.
              • #8 Collapse

                Agar ap achi aur save trading karna cahte hain tou us k liay ap ko cahiay k ap trading rules ko follow kar k trading karain aur money manegment ka khyal lazmi rakhe take ap profitable trading kar sakin aur loss ko bhi manege kar sakain save trading k liay rules ko follow karna bhi boht zarori hota hay
                • #9 Collapse

                  Re: How to recover loss

                  jab hum kam karty hain to is main profit b hota hay or is mai loss b hota hay agr is main loss ziada hota hay to is ko recover karna kafi mushkil ho sakta hay kun kay market main profit hasil karna hi sab say bara kam hota hay is main loss ko recover karna aik victory say km nai hay so dyhan say hi order ko place kkarna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: How to recover loss

                    forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain demo account ky loss ho hum cover kar sakty hain lakin real account ky loss ky bad hamara account wash ho jata hain or hum isy cover nahi kar sakty forex aik world wide business hain hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: How to recover loss

                      Walikum Salam bhai jan aap ny bahot acha sawal kia hy k aap forex myn loss sy bach kaisy sakty hynaur agar ho jay to recover kaisy kar sakty hyn. Is myn sab sy pahli bat to ye hy k forex hi ny aap ko kafi aisy tools provide kar diay hyn jin ko aap use kar k loss sy bach sakty hyn ya kam az kam loss ko bahot had tk kam zaroor kar sakty hyn. Dosra aap ki apni mehnat , lagan aur market ka rujhan daikhty huvy aap ki trading per depend karta hy k jb j aap trade kryn loss ko zehan myn rakhty huvy kryn aur zahir hy k jb aap loss ko zehan myn rakhyn gy to obviously aap us ki recovery k liay bhi kuch na kuch apny account myn rakhyn gy ta k aap ka account wash na ho aur jb j trade kryn to choti kryn ta k loss bi kam ya chota ho aur recovery asan ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: How to recover loss

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                        assalamualaikum dear all members!!!
                        main forex main new hun or mera sawal hay mujy kin kin chezon ka khayal rakhna chahye jis sy mera loss kam sy kam ho or main apna loss recover bhi kar sakon
                        Aapko trading karte huye Agar loss ho raha hai tu sabse Pehle To is Baat Ka Khayal Rakhe Pehle Se Jyada Na Ho Kyunki Agar loss jyada ho gaya is lost ko recover karna bahut Mushkil Ho Jayega Thode loss Mein entry cockroach Kare aur achi trading Karke loss ko recover karne ki try kare
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: How to recover loss

                          w,salam ap ko chahye ke cent account pr tradeing karan and apne har ek trade pr stop loss and take profit lagyan and ap lalch na karan js se ap ka account wish ho sakta hye agr ap ko loss ho gaya hye to os he day as markt se badle ke try kabi be na karna warana ap ka loss zayda ho jaye ga ap ko chahye ke forex ke all rulles seh lain and as pr apne mehant jare rakhan and ap zayda tradeing ko demo account pr he karan as se ap ko acha sekhne ko mele ga agr hum acha sekh kr as markt me try krte han to acha earn krte han hum
                          • #14 Collapse

                            Re: How to recover loss

                            Dear always slow and steady win the race. Loss hota rehta hey bery bery trader loss ker jaty hain. Loss recover kerny key do tareqy hain aik fast and dosra slow.
                            Ager ap jaldi recover kerna chahty hain to beri lot laga dain per is main risk hey account wash hony ka.
                            Slowly recover kerny main loss ka der nhen hota choti lot lagani hoti hey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: How to recover loss

                              w salam my dear sweet brother aap nay teak sawal kya hai kay loss ko ksy recover krain main aap ko y khana chahta hu kay aap lot size ko kam krain small lot size use krain aur sath main forex trading ka knowledge bhi hasil krty rhain aur wo knowledge trading ke practice say ata hai aur es kay laiy aap demo ko use krain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X