Overconfidence is very dangerous in insta forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Overconfidence is very dangerous in insta forex

    forex mai jo log over confidence sy kam karty hain unhy loss ho jata hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain hamy is mai confidence sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Overconfidence is very dangerous in insta forex

      Confidanave to hamara hona chiya zaor hona chiya or ya confidance over nai hona chiya ya sahi hona chiya acha ho itna ho k ham is ko smbhal sgy apy sy bhr nai hona hota hy is liya over confidance nai lana trading my itna confidance ho hamara k ham aram sy is my trading kr sgy our bilkol ayk achy trader ki trha sy kam kr sgy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #18 Collapse

        Re: Overconfidence is very dangerous in insta forex

        Forex market main jab koe new trader trading start kerta hay to shoro main to us ko kuch dar hota hay kay kahin loss na ho jaye to us kay bad ager us ko 2 4 trades main profit ho jata hay to wo over confidence ho jata hay. aur wo samagta hay kay forex ki samag usay a gai hay. lakin jab wo usi confidence ki waja say loss kerta hay to phir wo samag jata hay kay main nay khud ghalat kia aisa nahi kerna chahye tha.
        • #19 Collapse

          Re: Overconfidence is very dangerous in insta forex

          Dear kabhe bhe overconfident nahe hona chahye kyn ke kabhe kabhar ap ki har ek trade profit main jate hai tu ap apne ap ko highfive trader samjhne lagte ho essa bilkul bhe nahe hai hamesha sabar or tahmul ke sath trading krne chahye confident ke sath trading krna theek hai laken overconfident ap ko ly dobe ga
          • #20 Collapse

            Re: Overconfidence is very dangerous in insta forex

            jb b hum froex treading my overconfidence hoty hn to humy apni next tread sy he loss start ho jata hy,likn agr hum ismy apny confidence or apny emotions ko control my rakhty hn to humy kisi b qisim ka nuksan nahe hota.or is online kam my agr hum sy koi b galti ho jati hy to humy us ko forren thek kr layna chahey.other wise humy us ka nuksan bohet bara ho sakta hy.
            • #21 Collapse

              Re: Overconfidence is very dangerous in insta forex

              Yes my dear over confidence is too dangerous and bad in forex, because over confidence ki jagah apko well knowledge about market analysis and market news honi chahaye taqay ap loss say bach saqay.
              • #22 Collapse

                Re: Overconfidence is very dangerous in insta forex

                Bilkul apki bat theak hai over confidence se hame bohat nuqsan hosakhta hai kabi kabi ham over confidence hojate hai or us ki wanjha se bohat mistakes kar late hai is liye is se kabi over confidence nahi hona chahiye
                • #23 Collapse

                  Re: Overconfidence is very dangerous in insta forex

                  Jee bilkul overconfidence bahut he dangerous Hai Kyun k Agar Hum overconfidence Se trading Karay gay Toh Phir Hame loss hoga Aur Hum kabhi b Kamyab nahi ho sakte es liye Hame Forex Main Jab Bhi trading kare to confidence Se Kare but aur confidence se Na kary to phir he Hum achha profit earn kar sakte hain
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Overconfidence is very dangerous in insta forex

                    Je ha bilkul sahi kaha apny hamy tradings ke doran kabhi bhi overconfidence nahi hona chahye ku k over confidence hamesha se he lose deta hai ager aap chahty hai ke aap lose kam se kam ho to apko over confidence se jitna ho saky bachna ho ga tabhi profit bhi earn kar pao ge aur kamyaab trader bun pao ge
                    • #25 Collapse

                      Re: Overconfidence is very dangerous in insta forex

                      Forex market main jo log trade kerty hain un ko maloom hai k market situation kissi bhi waqt change ho sakti hai iss liye experienced log kabhi bhi over confident nahi hoty aur hamaisha market ki situation k mutabiq trade kerty hain aur apni daily ki routine k mutabiq lot size lagaty hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Overconfidence is very dangerous in insta forex

                        forex trading business mein confidence ka hona zaroori hy lakin over confidence ka hona theek nhi forex trading business mein over confidence se loss hi hota hy aur over confidence se koi mistake hoti hy js se account wash ho sakta hy is liye forex trading business mein over confidence nhi hona cahaiye
                        • #27 Collapse

                          Re: Overconfidence is very dangerous in insta forex

                          Forex trading business mein over confidence buht dangerous hy aur forex trading business mein ziada new trader hi over confidence hotay han over confidence se forex trading business mein loss hi hota hy kiok over confidence se hum baghair analysis se aur jald bazi mein trade open kartay han aur ye sab se bari mistake hoti hy js se buht ziada loss ho jata hy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Overconfidence is very dangerous in insta forex

                            yes over confidence is always dangerous but in forex trading it is more dangerois q k hm earn nai kar sakty ar loss ho jata hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X