Greed aur patience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed aur patience
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai jis ham mahnat kran tu bahut kuch earn kr sakta han greed ak bahut buri chez hai agr ap greed krta han kise bhe business main tu ap ko lose hota hai us lya forex main ap ko greed sa blkul dor rahna chaya patience ak bahut bri chez hai agr bnda us pai amal kra tu ham kamyab trader ban sakta han sabar kise bhe business main hamain bahut fiada deta hai aur greed hamain lose deta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap ko pata hona chahiye agar aap forex market mein greed aur patient ka Mushaira Ek Sath Karenge to aapko aisa nahi hoga.
    Aap ko chahiye ke apne emotional factor message greed bilkul Khatam karne.
    Aur aapko patients kamukara karna chahiye jab tak market Kisi Khaas major support resistance area ki Upar approach Na Kare tab tak aap entry nahi Kyunki world mein sabse best Tarika Hai tradingqna is tarike se aap trading small time ke liye Karenge aur kaam less trading Karenge lekin aap trades Commission profit Mein Hogi Chahe jitni Marzi aap lot size.
    • #3 Collapse

      G han ap ki bat bilkul theek hay k koi bhi kam ho agar hum us main greed karte hain tou humain us main loss ka samna hinkarna parta hay isi tarah forex main bhi ap agar greed karte hain tou ap is main kabhi bhi kamiab nai ho pate aur ap ko loss hi uthana parta hay
      • #4 Collapse

        G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k kisi bhinkam.main hum jab greed karte hain tou us main humin loss ka samna karna parta hay isi tarh forex trading bhibaik aesa business hay k is main jab hum greed karte hain tou profit earn karne ki bajae humain loss ka samna karna prta hay is liaybkabhi bhi lalach main aa kar kam ba karain balke axhi trading karain aur profitable trade karain
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: DollyPrincess پيغام ديکھيے
          G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k kisi bhinkam.main hum jab greed karte hain tou us main humin loss ka samna karna parta hay isi tarh forex trading bhibaik aesa business hay k is main jab hum greed karte hain tou profit earn karne ki bajae humain loss ka samna karna prta hay is liaybkabhi bhi lalach main aa kar kam ba karain balke axhi trading karain aur profitable trade karain
          dear trading kay business main greed use ny karna hay forex business main nkami tab ho gy jb trader greed ka use karay ga aor trader ko forx trading main loss ko control karna hay aor trader forex main kabhy hy greed ka use na kray aor patience say trading kar kay profitable trading kia karain .
          • #6 Collapse

            Trading maen aik greed he humera easa dangerous emotion hy jo k humeri her strategy ko break ker dita to humean us ko control ker laen to patients to humery andar auto py aa jaey gee humean forex maen jo bhe kaam sabar k sath karean gy to pher dear us maen humean kabhe bhe bara loss nahe ho ga ya humera account wash nahe ho ga trading risk business us ko manage ker k work karean gy to he professional trader ban paen gy
            • #7 Collapse

              G bhi bilkul sahi agr ham es kam me greed kary gy to hame loss he ho ga or profit nahi ho ga es kam me kamyab hony k liye hame greed nahi karna chaheye
              • #8 Collapse

                Dear friends, agar ap k pas forex trading ka knowledge hay to ap ki kamyabi 2 chezo par depend karti hay...pehli yah kah ap ko lalach nai karni chaheay q kah lalach ki waja say aksar loss hota hay aur account bhi wash ho sakta hay. dosri yah k hamain emotions par control kartay hway sabar say kam lena chaheay aur sahi wakt par enrty leni chaheay.
                • #9 Collapse

                  Profit earn karny ki koshish me kabi be zeyda greed nahi karni chaye, daily limited profit ko apni trading strategy aur rule samjna chaye, jaha tak patience ka sawal hay to loss hony key patience be etna hi karna chaye key loss kesi had tak recover ho jaye zeyda patience karna be hamy more loss karwa sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed aur patience

                    forex trading main greed sab say bada dushman hay agar hum forex trading main lalach say bach kar trading karen gay to he es business main regular base par acha profit hasil kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain sabar kay sath kam lain sabar say kam karnay main he humay faida hota hay tab he market main safe earning ki taraf ja sakty hay
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed aur patience

                      Forex trading business mein sab se ziada loss greed ki waja se hota hy lakin phr bhi log forex trading business mein greed kartay han aur greed se Bach kar trading karain gay tu hi profit earn kar saktay han aur sabar ki forex trading business mein buht ziada ehmyeet hy sabar se hum trading kartay han tu acha profit earn kar saktay han kiok sabar se market ko samjh saktay han sabar zaroori hy aur greed se bachna cahaiye tab hi profit earn kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed aur patience

                        forex mai greed hamara dusman hain hamy apny ander ky greed ko katem kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex mai patience ke bohat ahmeyat hain hamy isy ignore nahi karna chahey forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jast bary bary mumalik involve hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed aur patience

                          Trader kay liye greed say bachna aur patience ka muzahara kerna boht zarori hota hay. yeah tab hi apnay ap ko trader per havi kerti hain jahan say zayada profit hona hota hay. is liye trader ko kabhi bhi na to greed say mutasir hona chahye aur na hi patience ko chorna chahye. patience ko apni trading stratgy kay mutabiq hi apply keray. is trah say trader safe trading ker sakta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed aur patience

                            salam hamy lalach nahi krni chahiye lalach buri bala hai lalachi insaan hamesha ghaty my rehta hai hamy lalach k muqably my sabar sy kam lena chahiye ye hamary leye behter hai sabar ka daman hath sy na jany den kyun k ye business aik resky business hai is my lalach kr k hm bohat loss ka shikar jo sakty hein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed aur patience

                              Agar hum is mein zada greed karte hain to humko is ein zada ka loss ho sakt ahin is mein humko zada mehnat karni chaey aur is mein sabar se kam karna chahye pher ja ar ap is mein earn kar sate hain is mein apko ihtiyt se kam karna chahye aur apko is mein sabar se kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain apko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X