market hamari nafsiyat sy khelti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market hamari nafsiyat sy khelti hai
    dear forex trading members Assalamualaikum Forextrading market hamari naseyat sy khelti hai jo is khel ma sbqat ley jata hai wo kamyab ho jata hai aor jo is ma fail ho jata hai usy loss hota hai apko emotional control sy kam lena hota hai aor trend ko follow krna hota hai market technical aor fundamental analysis ky hisab sy he chlti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb bilkul sahi kha hai market waqia insane k nafsiyat ko test karti hai market jesay jesay move karti hai insan ki nafsiyat bht kuch kehti hain in say lakin humain apnain nafas ko control rakhnan hota hai market k doran kabhi bhi ziada aggression show nan karain aur before time khushi bhi aapko dhokha day sakti hai
    • #3 Collapse

      G han sahi kaha hay ap nay, forex market hamaray mind k sath khelti hay aur hamain chakkar denay ki koshish karti hay...jo traders es k chakkra main aa jatay hain un ko loss aa jata hay aur jo traders es k chakkar main nai atay aur samajh dari say kam letay hain woh profit earn kar letay hain.
      • #4 Collapse

        ji Mere Bhai aapne bilkul theek kaha hai mai aap ki baat se bilkul every Hoon Forex trading market Hamari Jazbaat se khelti hai meri Nazar Se milti hai trading Mein MLC aur experience account letter Ve economic calendar perfect way trading Karni chahiye Forex trading main knowledge Pakistan Forex forum se gain Hota Hai Jab Ke aapko experience demo account se Aata Hai proper work learning trading kare
        • #5 Collapse

          W. Slam jnb apki bat sy agree krta hn aur ye kahun ga k ye trading hy hi nafsiyat ki jung jo jtna sbr sy brdasht sy kam laita hy woh utna e ziada kamyab hota hy. Is lye jtna ho sky sbr o tahammul ka muzhaira kren aur apny emotions py control rkhen. Ye jung wo log haar jaty hn jo is me jld bazi krty hn.
          ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
          • #6 Collapse

            Ji bilkul aisa hi hy market humari nafsiat se khailti hy humain trading k doran apne emotions pe control rakhna chahiye or safe trading kerni chahiye ager hum apne emotions pe control paa letay hain to hum bht tarhan se loss pe qaboo pa laitay hain is lie bht zaroori hy k hum soch samajh ker trade lagain
            • #7 Collapse

              Dear forex forum member apki baat sy main 100% agree karta hn k market ko agar sir py sawar kar liya tu ye apko pagal kar k rakh dy ge kiun k es ka up hona ya down hona apki mental concentrains ko bhe disturbe karti hy
              • #8 Collapse

                Re: market hamari nafsiyat sy khelti hai

                forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hamaar sara pasia zaya ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota is liyue hamy isy blam nahi dena chahe forex aik online business hain hum is mai apne marze sy kese be wakt kam kar sakty hain or kam kar ky acha bonsu earn kar sakty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: market hamari nafsiyat sy khelti hai

                  market humare nafisat say khylti hay agr to hum market main ziada order high risk main rakhty haini to market main kafi achi earning hasil karny kay sath sath humain high risk main loss b ho sakta hay agr to hum is main market ko ziada observe karty haint o is main ye hota hay kay humain mentaly tor par kafi stress hoti hay or pryshani hoti hay loss hi is ka sbaba hay
                  "The mind is everything, What you think you become"

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X