With full of fear to lose everything there is a hope.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Forex k brai insaan ko ksi kisam k loss ka dar nhi hona chaiye.agr usai dar hai to wo ye kaam nhi kr skta.forex k lye bus knowledge honi chaiye forx ki thori boht baki sb set rhta hai.insaan ko agr dar rhai ga loss ka to wo trading nhi kr skta.jsai dar ho loss hnai ka usai ye kaam nhi krna chaiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      brothore bilkul sahi kaha hay ap nay because yr business me ups and downs to ate rhty hay hme in se ghabrana nhii chayey because fotarex business me to wasi b ap ko risk lena hi prta hay is lyey har trader koe b ho jab bhi trade krta hay to thora preshan zaroor hota hay q k market ka flow kabi b change ho skta hay
      • #33 Collapse

        g bhai bilkul aisa hi hota hai hm trade main boht ziada fear b hota hai chahe ham kitna hi ache trader kyun na ban jai kyun k market k flow ka kisi ko thek se pata nahi lagta k kab kis flow mein jayegi.
        • #34 Collapse

          han ge apne bilkul thk kaha hai hmain chye ke news ko follow krain q ke market ke bare main information milti hain or hum apny kam ko achye se kr skte hain.
          • #35 Collapse

            yeah bro you are right.i have the same view as yours.that if someone wants to stay in trading for very long time he should have some over the output and not afraid of the damn losses which happens everywhere.
            • #36 Collapse

              ji han humen apni hope ko khatam nahi karna chahye balke is umeed se kam karna chahye k hum zaror is se earn kar sakte hain or age barh sakte hain
              • #37 Collapse

                who have full his mind with concern, he can ne'er able to trade forex market. he's not suited this trade. as a result of forex trade risky, any time we will get profit and any time we will get loss. loss is extremely common and general matter of it. thus we must always not accomplishment it in any respect. it's sort of a a part of our learning
                • #38 Collapse

                  insan ko jab khatra lahiq hota hy to phir insan loss kar bethta hy mere bhai khatre
                  bachne ke liye apko trading ka aana bhut zrori hy is ke liye
                  • #39 Collapse

                    han ji main samjhta hoon ke forex trading ki market main trading karne ke liye ap ko confident ki zarorat hoti hai aur confident ap ke ander jab ata hai jab ke ander se fear khatam hota hai kyoun ke bht sare aise price aur point hum miss karte hain jin se humien bht zayda profit hone wala hota hai
                    • #40 Collapse

                      hamain forex trading full confidence kay sath karni chaiy , app jab bhi forex tradnig karny lgain to ap ko chaiy app bilkul fresh ho kar forex trading karni chaiy or bilkul fresh mahol par karna chaiy
                      • #41 Collapse

                        daikhain sb se pehly to hamain yahan fear ni krna chahiye agr hum khud pe bharosa rakhaingay to hum loss ko cover kr saktay hain aur agr phr bhi loss hojai to hamain hope ni chorni chahiye galtiyan sb se hoti hain sb galtiyo se sekh karr hi experaince holder bantay hain isilye agay barhain apni mistakes se learn karain aur hope na chorain.........
                        • #42 Collapse

                          fear aap ko sirf oper walay ka ho to aap ko aisay aisay mukaamat milain gay kay aap ko lagay ga aap ko faida hi faida ho raha hai aap ko ahcay bhi feell ho ga agar aap namaazain lalch kay liay nahi us ki raza kay liay or dili sakoon kay liay parhain gay to.
                          • #43 Collapse

                            hangi.. dar to har traders k andar hota hai aur har trader ye janta hai k use ya to profit ho ga ya loss .. aik acha trader wohi hai jo aik ummeed k aik hope k sath apni trading ko continue karo loss k fear se forex main kam karna chor na day.. aur wohi aik acha traders ho sakta hai jo aik hope k sath apne wrk ko continoue rakhay..
                            • #44 Collapse

                              Fear and hope are the part of life. A hopeful person always do better as he never looses hope and he try to achieve his goals. Losses are the part of life. Take them serious but not too much serious that we stop trying. taking serious is in the sense that do not repeat that mistake again. Whenever you face the situation in which previously you loss suffer, try to avoid that mistake. A hope can keep you stay in the market for the long time.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                fear ki wajah se bhi aap ko loss hota hai is me kiun ke aap ko is me agar dar dar ke he kaam karna hai to aap mat karen bina dare he aap ko kamyabi mil sakti hai warna na mumkin hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X