Equity kaise calculate kartay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Equity kaise calculate kartay hain
    Dear members forex mein jab bhi koi lot lagain tou apni equity ko zahen mein rakh kar trading karain aur agar iss ka khayal na kya jaye tou aap ko account wash ka samna karna par sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex market main equity calculate karna chahte hain Apne instaforex bonus account key to aap ko pata hona chahiye ki market Mein Jab tak aap ke analysis acche ho aur aap ka balance nahi hona chahiye.
    aur aap ko pata hona chahiye aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein Jab aap trading karte hain tu agar koi bhi lot size Lagate Hain aur aap ko pata hona chahiye kya lot size Jab aap Lagate Hain toh aapka Jitna percent loss or profit show ho raha hota hai to usme aap Kya Leke Jo Hota Hai.
    Forex market Mein aapka Agar profit ho raha hai to aap ki curity total balance main aapka profit plus Karke show Hogi Agar aapko loss ho raha hai tu aapki equity utne show Hogi kya aap apne balance miss a lot - Karle Tu equity aapko Itni show Hogi.
    • #3 Collapse

      Dear aap ki baat theek hai humain trading mein equity ka bahut zayada khayal rakhna chahyea aur equity aap kay account balance sae maujooda trade per loss ko minus kar kay show hoti hai aur agar aap ki equity kaam hai tou aap bari trade nahin laga saktay aur hamesha apnay account ko manage kar kay trades open kya karain
      • #4 Collapse

        ji bilkul theek kaha apny hamare pass jitna equity hoga hume uss hisaaab se hi trade lagani qk acccount aik second se pehle hi wash ho jata iss liye slow start mai trade lagani chahiye taky hamare loss appeared hone se equity prr ziada load na ho ky wo jaldi farig hojaye..
        • #5 Collapse

          Bhi Jb Ap ne koi b trade lgai hoti a to ik to ap ka balance hota a trade lgany se Pely aur trade lgany k bad agr Ap profit m ja rhy hain to balance plus profit jitna hota a wo ap ke equity o ge aur is tara he agr Ap loss m ja rhy hain to ap k balance se jitna loss rha a equity wo he. Trading k doran equity he Ap ka balance a aur equity ko trading m check kr k he next trade open karni chiey
          • #6 Collapse

            Jnb forex main equity bhi bhi acha tool hai equity say matlb aap k account main kitna balance moujood hoga agar aap sub trade close kar dain is main hota yeah hai k aap k actual balance main trade Jo chal rahi hoti hain in k profit ya loss add kar diye jatay hain.profit hoga to add loss hoga to negative
            Equity=Actual balance +profit
            Equity= Actual balance-loss
            • #7 Collapse

              forex mai aik cotee sye galtie karnye pye account wash ho jata hain or kamyabe hasil karnye kye liye zarore hain kye ap equity ko calculate kiya jaye ap ko loss ho raha hain ya profit ap equity kye hisab sye kam karye gye jab ap trade lagaye gye to is mai trade sye pahelye ka be balance hota hain or bad ka be
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Equity kaise calculate kartay hain

                forex mai hum aony experience ke bina py equity calculate karty hain or yai hamare kamyabe ky liye zarore hain forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain

                اب آن لائن

                Working...
                X