Apni mistakes sy kon learn krta hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni mistakes sy kon learn krta hy.
    friends forex trading me jdr profit mlta hy tu udr loss b hy. Loss ki wja hmari apni mistakes e hn. Me ye kahun ga k kamyab trader wohi hy jo apni mistakes sy learn krta hy. Agr mistakes knbd b koi learn ni krta tu wo acha trader kbi ni bn skta. Kia khyal hy ap logo ka.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear is forex arket mai wohi kamyab ho sakta hy jo is mai apni mistake per qabo ker lyta hy or is abt ky ehad ker lyta hy ky wo 2bara in mistake ko nahi duhray ga tabhi wo is market mai ik achy profit ki taref ja saky ga hami sb ko ik kam kerna chahiya ky apni mistake ko ik paper per note ker ly or un ko jab bi trade kerny lagy un ko samny rekh ker hi trade kry tu mujy yaqen hy ap ik achy trader ban sakty hy.
    • #3 Collapse

      g bhai ap thek k rahe hai humay forex trading mai jaha profit milta hai wahe per loss ka b samna karna par sakta hai issii waja say humay forex per soch samj kar trading karni hoti hai is kaam mai humay ziyada say ziyada learning karni hoge usi surat mai hum aik ache trader ban sakte hai issi waja say mai ab is forum per learn he kar raha hu
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: 0702sajid پيغام ديکھيے
        friends forex trading me jdr profit mlta hy tu udr loss b hy. Loss ki wja hmari apni mistakes e hn. Me ye kahun ga k kamyab trader wohi hy jo apni mistakes sy learn krta hy. Agr mistakes knbd b koi learn ni krta tu wo acha trader kbi ni bn skta. Kia khyal hy ap logo ka.
        Assalamualaikum ji Bhaijaan agar aap Forex trading mai kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko apni mistake ko sabse pahle find karna padega uske baad aapko Uske baare mein learning karna hoga ki aap us mistake ko kaise Khatam kar sakte hain tabiyat rediment sakte hain
        • #5 Collapse

          G Hn Dosto forex trading aik profit or loss ka business hy es ma ap ko profit k sath sath loss b milta hy lkin jo trader professional hoty hy jb un ko loss hota hy to wja talash krty hy k aisi knsi wja bni jis ki wja sy mjy loss ko uthana pra to aisy wo galtio sy seekhy hy or khoshish krty hy k dbra galti na ho hmain b aisy he krna chy
          • #6 Collapse

            G han jnb aap nain bilkul sahi kaha aj kal aisay kam log hi miltay hain jo apni ghaltion say seelhtay hain balkay rona dhona hamari aadat ban gayi hai yeah aik achay trader ki nishni hoti hai k woh apni ghaltion say seekhta hai aap bhi seekhain ayr next time repeat nan karain in mistakes ko ...
            • #7 Collapse

              Bhai apki baat bilkul teek hay profit aor loss tu her business ma chalta hi rehta hay is lia jo humay profit milta hay wo hamari apni mehnat ka hi nateeja huta hay aor isi tarha humay jab bhi loss huta hay tu wo bhi humari apni ghaltiun ki waja say hi huta hay aor ye normal si baat hay laiken achay aor professional trader serf wohi nabtay han jo apni ghaltiun say seekhtay han aor hamesha koshish kartay han kay wo mistakes dobara na hu aor yehi trading ma kamyabi ka rasta hay.
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna mistake sa koye lesson lana start karda q ka ager hum apna mistake sa koye lesson lata ha to per hum ko profit bohat achi hoge laken ager hum apna mistake sa koye lesson nhi lata ha to per hum ko loss ho sakta ha.............
                • #9 Collapse

                  forex m loss hmy hmari mistak ki wja sy hi face krna parta hy r apni mistak sy wo hi sekhta hy jo esy learn krta hy q k learning kr k wo smjh jata hy k forex m jaha profit hy when loss b hy r wo apni emotion py qabo rakh k apni mistak sy sekhta hy k usy kesy dobara loss sy buchna hy wo mazeed learning kr k experions hasil krta hy r haqeqt m wo hi best treadr hy jo apni mistak sy na sirf sekhy blky next buchny k liy r learning start kr dy.
                  • #10 Collapse

                    G friend bilkul thk kah rahy han k jo humy loss or profit hota ha wo humari mistake ki waja say hota ha loss is lea hota ha k humy apni mistake ka pata ni hota kidr ha kidr ni
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: 0702sajid پيغام ديکھيے
                      friends forex trading me jdr profit mlta hy tu udr loss b hy. Loss ki wja hmari apni mistakes e hn. Me ye kahun ga k kamyab trader wohi hy jo apni mistakes sy learn krta hy. Agr mistakes knbd b koi learn ni krta tu wo acha trader kbi ni bn skta. Kia khyal hy ap logo ka.
                      Salam alaikum bhai jaan Kisi bhi acche Businessman ki yeh Nishani hoti hai ke woh apni mistakes ko analyse karne ke baad us kaam Ko Chhod nahi deta bulke apni mistake se sakta hai Ke Ye mistake kyu Hui Aur phir is mistake se next time apne aap ko bacha leta hai
                      • #12 Collapse

                        kamyab wo log hotye hain jo apne galtiyoo sye learning hasil kartye hain jin logo ko forex mai musalsal loss hota hain wo apne galtiyoo ko ignore kartye howe kam kartye hain or loss ko ko avoid nai kar saktye or forex market ko balm kartye hain kamyab honye kye liye zarore hain kye apne galtiyoo sye sabak hasil kiya jaye
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni mistakes sy kon learn krta hy.

                          g haan bhai jaan hamen as main mistakes se bachna chahiy hai aor hamen as main learn karna chahiy hai ta kee ham as main se earnng kar sake aor as main ham jab tak kis bhi chez main kam nahi kare gey aor us ke bare main ham experience hasil nahi kare gey tu tab tak ham as main kamyab nahi ho sake gey as liy ham ko chahiy hai kee ham as main mihnat bhi kare aor ham ko chahiy hai kee ham as main har chez ko as main learning kare tu hi ham as main kamyab ho sake gey aor ham ko chahiy hai kee ham as main ache se bhi kam kare aor ham ko as main dil se bhi kam karna ho gaa tu hi ham as main se earning karne main kamyab ho sake aor ham ko as main har hall main experience bhi hasil karna chahiy
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni mistakes sy kon learn krta hy.

                            wo log Karte apni mistake se wo log Karte Hain Joe full experience aur Kafi Jyada djerba aur aur sab se purane hote hain Kyunki Unka Sara time trade Mein Hi Gujar jata hai hi aur iss Mein Hi rahe hain aur iss Mein Rehte Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni mistakes sy kon learn krta hy.

                              Assalamu Alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat Se hongi Ji Bhai aapane bahut hi acchi baat kahi hai Ham apni mistake se hi Kuchh Na Kuchh sikhate Hain Hamen chahie ki Hamen demo Kaun per Bar Bar practis karte hain na chahie tha ki Hamari mistakes Dur ho sake Jo log Ham account per ka Kam Nahin karte ho log loss Ki Surat Mein Chale Jaate Hain To Main aap Sabko Yahi ko gakar Jyada Se Jyada hard work Karen aur kamyabi Hasil Karen Ham Bar Bar ek hi mistake karte hain aur mistake ko Bar Bar land Karte Hain To Hamen Kuchh Na Kuchh Aisi Hi Ko Mil Jata Hai aur apne mistake ko Dur kar dete Hain To Hamen Jyada Se Jyada hard work ki jarurat Hoti Hai Jitna Ham hardwork Karenge Hamari Itni hi mistakes Dur ho sakte hain aur ham use mistake ko apni Jindagi Se Dur Bhaga sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X