learning ka faida
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning ka faida
    Agr hum forex trading business ko seekh kar samjh kar kartay han tu hum trading mein kaamyaab ho saktay han learning ka ye bhi faida hy k agr hum learning kar k forex ko kartay han tu kam loss ho ga aur ziada profit earn kar saktay han forex trading business ko tab hi karna cahaiye jab forex trading business ki basic learning hasil kar lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ager tu forex ko proper learning kr ky hi kerna hy tu lazmi ap ko kmayabi mily gi kiyo ky is mai jo main cheez hy wo learning ki hy ager wo ap ny ker li tu ap asani sy acha profit bana ly gy ziyada ter loss is mai log tabhi kerty hy jab wo log bina sekhy kerty hy or isy game samjh ker khailny ki koshish kerty hy.
    • #3 Collapse

      learning jt bhot faidy hen forex mein learning k bager trading mumkin nhe.shoro mein to apny friends se poch k kam chalata hy lekan kamyab trading wohi hoti hy jo bnda khud manage karta hy.trading mein dosro pe zyada depend nhe karna chahye aur khud learning kar trading karni chahye.
      • #4 Collapse

        G hanji Bhai g ap bilkul tk bt krahy ha ky hm sb ko chaheya ky post ko ager hm learning kr ly krty ha to hm profits my Katy ha or ager hm market my km ko learn kaya bager post ko krty ha to hm forex forum trading my loss kr Katy ha is leay sb ko chaheya ky post ko learn kaya bager post Na krny
        • #5 Collapse

          Jnb firex main learning k bht saray faiday hain aik to aap jub bhi markeet open kartay hain to aik nayi cheez samnain aa jaati hai jisko seekhnan parhta hai aur learning k zariye hi aap apnain loss ko profit main convert kar saktay ho...
          • #6 Collapse

            Dear ap ki bat teek ha kay pak forex ma learnig karna bouhat zarori ha ap is kay bager pak forex ma trading nahi kar saktay ap ko learning karni jahi ya
            • #7 Collapse

              Forex trading business mein agr kuch hy tu wo hy forex trading business ki learning agr hum forex trading business ki learning hasil karain gay aur forex trading business ko sekh kar samjh kar kartay han tu forex trading business mein lazmi kaamyaab trader ban saktay han is liye mehnat se forex trading business ki learning hasil karni cahaiye aur phr hi real trading karni cahaiye
              • #8 Collapse

                Learning is beneficial in every certria of life it can be business or forex trading as our new generation get experience from us so learning is important at every stage of competition
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
                  Agr hum forex trading business ko seekh kar samjh kar kartay han tu hum trading mein kaamyaab ho saktay han learning ka ye bhi faida hy k agr hum learning kar k forex ko kartay han tu kam loss ho ga aur ziada profit earn kar saktay han forex trading business ko tab hi karna cahaiye jab forex trading business ki basic learning hasil kar lain
                  Assalamu Alaikum bhaijaan Forex trading ekbote Hai Kritika business hai agar aap acche tarike se nikal Lenge to aap ko aur kisi business ko karne ki jarurat nahi hogi Kyunki aap se hai bahut jyada profit kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    g apne bhot ache baat ki hai agr hum forex ko aik ache business ki tarha start karte hai tw hum is kaam say ache kuch hasil kar sakte hai same issi waja say humay is kaam mai learning ki b zarorat parti hai us k bagair ye kaam possible nhe hota hai humare liye aik acha trader wahe is kaam mai hota hai jo daily is kaam ko learn k saat saat is kaam mai demo acount per b dehaan dey is tarha say hum aik ache experience trader ban sakte hai
                    • #11 Collapse

                      Dear learning ka faida ye hai k ap es business ko long term k liye kr skte ho aur es business ko behtreen tarha se guzaar skte ho lehaza ap ko mehnat k sath kam karna hai aur apni life ko behtreen tarha se aage le kar cahlna ho ga soo ap ko mehnat tu karni he ho gii aur sath sath apni life ko b enjoy karna ho ga...
                      • #12 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of learning karna hoga q ka ager hum lot of profit chaheya to per hum ko lot of learning karni hoge to per hum ko ahci profit hoge warna hum ko loss hoga esleya take profit with you best learning ...............
                        • #13 Collapse

                          Agr hum forex trading business ko learning kar k karain gay tu hi forex trading business ko kar saktay han aur agr forex trading business ki learning nhi ho gi tu hum forex trading business ko samjh hi nhi saktay agr learn kar k karain gay tu forex trading business ko samjh saktay han aur trading kar k acha profit earn kar saktay han
                          • #14 Collapse

                            Learning har kaam main ehm kirdar ada krti ha aur meray khayal main us time tak koi bhi kam na kea jaye jb tak us k baray learning na ho. So forex bhi same ici tarha ha ic main bhi learning zaruri ha aur learning k baghir enter nai honay chaheay. Learn ho k enter hon to he trading ka faida ho skta ha otherwise loss he loss ha so 1st good learning and then start trade.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k forex trading main kamaibi hasil karne k liay ap ko issah samjh kar karna parta hay tab hi hum kamiabi hasil kar pate hain lekin agar hum samjah kar trading nai karte tou humain loss ka samna hi karna parta hay is liay mehnat se kam karain take kamiabi hasilmkar sakain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X